forex se jo hum earn karte hen kya ye halal ha ya haram ???
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex se jo hum earn karte hen kya ye halal ha ya haram ???
    me pochna chata hon k forex pe kaam kar k hum jo earning karte hen kya ye halal ha ya haram, q k mukhtalif logon ki mukhtalif nazriyat hen, kuch log kehte hen k ye hawai rozi ha is liye ye hala nai to, kya kehte hen aap log meri thori c rehnmai kar den, thanks,,,,,
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forex se jo hum earn karte hen kya ye halal ha ya haram ???

    اصل پيغام ارسال کردہ از: 1ahsankhan1 پيغام ديکھيے
    me pochna chata hon k forex pe kaam kar k hum jo earning karte hen kya ye halal ha ya haram, q k mukhtalif logon ki mukhtalif nazriyat hen, kuch log kehte hen k ye hawai rozi ha is liye ye hala nai to, kya kehte hen aap log meri thori c rehnmai kar den, thanks,,,,,
    Ham Forex trading mein jo kam karte hain iska Hamen Halal ya Halal ya haram ka aap Kisi Aise Aalam Se Pucho jisse pass uski information bhi ho vah aapko acche tarike se Gade kar sakega aur aapko proper jawab bhi De Saja isliye Kisi Atlantic Insan Se Poochho
    FRD 07 TRADING JOURNAL
    • #3 Collapse

      Re: forex se jo hum earn karte hen kya ye halal ha ya haram ???

      Je dear mere khawal ma or mere knowledge k mutabik to ye halal hai, kiu k forex hamy bonus pora mah typing karny ka deta hai, pehle to hamy ye he ni pata hota k bonus ketna mele ga, agr bonus mel b jae to ye ni ho sakta k ham ye kahyn k ham es ko double kara leyn gy,
      • #4 Collapse

        Re: forex se jo hum earn karte hen kya ye halal ha ya haram ???

        G han dear ap ki baat thik hy pakistan forex min ik hallal business hy hum forex mjn na kisis ko rishwat dety hain aur na hi hum kisi ka safararish karty hain jo hamin foeex min kamyaab karwa sakin iis lia hum firex min agr kamyaab hoty hain to os min hum ziyada sy ziyada mhe at akrty hain jis sy hjm firex kin avhi kamyabi ko haial.kar skayy hain jo kaam mhenat sy lia gia ho who kanhi bhi haraam.nauin ho sakta ..
        • #5 Collapse

          Re: forex se jo hum earn karte hen kya ye halal ha ya haram ???

          hum jo bhinearn kerty hain wo hum apni maehnat say hi kerty hain to mere khayal say yahan koi haram wala kam nai balkay mehnat wala kam hai or har kisi ke liye mumkin hai ke wo yahan par apni mehnat say apni kamiyabi hasil krin hamesha.
          Jazak ALLAH ツ
          • #6 Collapse

            Re: forex se jo hum earn karte hen kya ye halal ha ya haram ???

            Dear forex members forex aik bohot achaa or kamyab bussiness ha ismein ham Jo acha bonus milta ha wo bilkul halal hota ha kun is ma zyada sy zyada mehnat hoti or Jo Kam Dil or mehnat sa Kiya jata ha wo halal hota ha is liya zyada sy zyada mehnat forex ma Karen is mein earning halal ha jitni mehnat hoge utna he aap ko bonus milega
            • #7 Collapse

              Re: forex se jo hum earn karte hen kya ye halal ha ya haram ???

              Dear friend forex pakistan mein hum ju apni earning kartey hai tu who bilkul halaal hai q k dostu yeh paisa hum apni mehnat se kamatey hain q k dostu es k leiye humein pora month daily etni zyada posting karna parti hain aur who bhi din raat etna humara mind kharach hota hai aur ankhein apney mobile pe tika kar etni posts karna parti hain.
              • #8 Collapse

                Re: forex se jo hum earn karte hen kya ye halal ha ya haram ???

                I thinks halal because hum pura pura months is pe typing krty aur logon ko rehnumayi dete aur kuch puchty hain aur forex mai na koi aur aesa kaam jaisa baqi bussiness mai hta hai videos wghera dekhna ya commercials dena ye sub tou hai ni bs bndon ko agah krne kliye forum hai aur bonus b hmen apni kee mehnat pe milta hai
                • #9 Collapse

                  Re: forex se jo hum earn karte hen kya ye halal ha ya haram ???

                  forex aik real business hain ham is main kam kar ky halal rozi kama sakty hain hamy achi learning hasil kar ky is main mehanst sy kam karna chahey pher hi ham achi earngign hasil kar sakty hain ham is main apni marzi sy time table abna kar is main part time be kam kar sakty hain or ham is main apni marzi sy full time be kam kar sakty hain yai aik best busjness hain
                  • #10 Collapse

                    Re: forex se jo hum earn karte hen kya ye halal ha ya haram ???

                    bilkul halal hai is mein ap ko koi masla nahi mile ga aur ap bilkul befikar ho ke is mein kaam karain aur ulama se main ne mukammal discuss kiya hai is mein koi masla nahi hai ye bilkul halal hai is liey apna kaam karain aur mehnat se karain agar ap acha kaa kar sakte hainto bus karte rahen umeed hai ap kameyab hon ge kyon ke abhi buhat mehnat hai ham mehnat karain ge to hi ham is men kameyab ho sakte hain si liye bus jo bhi hai mehnat mein hi app ko kameyabi mile gi
                    • #11 Collapse

                      Re: forex se jo hum earn karte hen kya ye halal ha ya haram ???

                      hamy forex mai kam kar ky halal rozi milte hain forex mai hum mahnet kar ky pasia kamaty hain forex aik acha business hain hm is mai rat mai be kam kar sakty hain hum is maa din maai be kam kari sakty hain hum is maai out off balanace account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kry gy to hamy loss h jy ga forex aik legal business hain
                      "The mind is everything, What you think you become"
                      • #12 Collapse

                        Re: forex se jo hum earn karte hen kya ye halal ha ya haram ???

                        Forex aik bhot he acha aur online business hy iss main ham apni mehnat sy kam karty hain aur jo kam mehnat sy kiya jay wo halal hi hota hy aur forex sy ham jo earn karty hain wo bilkul halal hy kun k iss main ham apni mehnat sy work karty hain aur earning hasil karty hain aur iss main ham full time kam bhi kar sakty hain yeh aik unique aur famous business hy.
                        • #13 Collapse

                          Re: forex se jo hum earn karte hen kya ye halal ha ya haram ???

                          Mere Khyal mein yah Ek Aisa business hai jismein Ham bahut jyada mehnat Karte Hain forex per Ham trading Karte Hain trading karne ke bad Jo Hamen profit hota hai Ham usko withdraw Karvate Hain isliye ismein haram ka koi Chakkar Nahin yah Hamare pure mahine ki kamai hoti hai Aisa Bhi hota hai ki Ham profit nahin kar paate pura Mahina mehnat karne ke bad Agar profit aap bhi Jaaye to yah Hamari mehnat ki kamai hoti hai
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: forex se jo hum earn karte hen kya ye halal ha ya haram ???

                            Mere Khyal mein yah Ek Aisa business hai jismein Ham bahut jyada mehnat Karte Hain forex per Ham trading Karte Hain trading karne ke bad Jo Hamen profit hota hai Ham usko withdraw Karvate Hain isliye ismein haram ka koi Chakkar Nahin yah Hamare pure mahine ki kamai hoti hai Aisa Bhi hota hai ki Ham profit nahin kar paate pura Mahina mehnat karne ke bad Agar profit aap bhi Jaaye to yah Hamari mehnat ki kamai hoti hai iss liye jiss kaam main mehnat ho koi dhoka nai ho woh kaam halaal he hota hai is main hum konsa kisi ko dhoka de rahy hain iss mian hmri mehnat shami hai is main hram wala koi seen nai hai dear

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X