Wo Waqt Bhi Ata Hy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Wo Waqt Bhi Ata Hy
    Wo Waqt Bhi Ata Hy Jab Apki All Trades In Profit Hoti Hain No Doubt Ke Small Profit Ki Hoti But Continuous Humari Trades In Profit Hoti Hain. Jisey Humey Khusi Milti Hay Confidence Milta Hy Or Trickes Milti Hain Ke In Future Hum Apni Trading Ko Mazeed Acha Or Profitable Kese Kar Skte Hain.
    Mehnat Or Lagan Sabar Or Achi Umeed Se Bnd Kamyaab Zarorr Hota Hay.Us Waqt Ka Wait Karna Or Antak Mehnat Karne Ki Need Hoti Hay.
    # Wants Successful Trader & Also Wants Empower Other.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Wo Waqt Bhi Ata Hy

    ham is main live or sada urdu main baat karty hain ham aik din main 50 posts or 4 threads reply karty hain hamy is main acha pr mayari kam karna chahey pher hi ham success gain kar sakty hain or acha profit hasil kar ky apni zarorto ko pora kar sakty hain ham is main apni marzi sy time table bana kar is main part time be kar sakty hain or full time be kam kar sakty hain
    • #3 Collapse

      Re: Wo Waqt Bhi Ata Hy

      اصل پيغام ارسال کردہ از: MOHAMMAD FAROOQUE پيغام ديکھيے
      Wo Waqt Bhi Ata Hy Jab Apki All Trades In Profit Hoti Hain No Doubt Ke Small Profit Ki Hoti But Continuous Humari Trades In Profit Hoti Hain. Jisey Humey Khusi Milti Hay Confidence Milta Hy Or Trickes Milti Hain Ke In Future Hum Apni Trading Ko Mazeed Acha Or Profitable Kese Kar Skte Hain.
      Mehnat Or Lagan Sabar Or Achi Umeed Se Bnd Kamyaab Zarorr Hota Hay.Us Waqt Ka Wait Karna Or Antak Mehnat Karne Ki Need Hoti Hay.
      yes brother jab hamari trade profit mein run karti Hain to dhan hamara interest aur bhi jyada ho jata hai aur agar hamari trading loss mein jaati hai to hamara trading se a interest hi uth jata hai hi hamen chahie ki Ham proper analyses ke sath working Karen tar ke aam trading mein interested hokar work kar sake aur trading se more and more profit gain kar saken then he Ham successful ho sakte hain aur good profit banaa sakte hain
      • #4 Collapse

        Re: Wo Waqt Bhi Ata Hy

        G dear yeh bat to confirm hybk ib insan ko apni mehnut ka reward milta hy to asy khushi zatoor milti hy aur ib reward kilta hy to reward k milny se khushink sath sath insannk andr kam krny ka jazba bhi barhta hy to as liya humy chahiya k hum apni mehnit ko jari rakhy pak forex forum p bhi humy zaror aoni mehnut ka reward kily ga aur hum zaror kamyab ho sky gy
        • #5 Collapse

          Re: Wo Waqt Bhi Ata Hy

          اصل پيغام ارسال کردہ از: MOHAMMAD FAROOQUE پيغام ديکھيے
          Wo Waqt Bhi Ata Hy Jab Apki All Trades In Profit Hoti Hain No Doubt Ke Small Profit Ki Hoti But Continuous Humari Trades In Profit Hoti Hain. Jisey Humey Khusi Milti Hay Confidence Milta Hy Or Trickes Milti Hain Ke In Future Hum Apni Trading Ko Mazeed Acha Or Profitable Kese Kar Skte Hain.
          Mehnat Or Lagan Sabar Or Achi Umeed Se Bnd Kamyaab Zarorr Hota Hay.Us Waqt Ka Wait Karna Or Antak Mehnat Karne Ki Need Hoti Hay.
          Jab hamari Koi trade munafa mein chal rahi hoti hai to Ham bahut khush hote Hain aur FIR ham jab agali trade karte Hain to fir hamara confidence bhi bahut jyada ho jata hai lekin agar hamari Koi trade nuksan mein chali jaati hai to fir Ham yah samajhte Hain ki yah kam Ham kar hi nahin sakte hain aur is kam mein Ham kamyab hi nahin sakte hain lekin jab hamari trade munafa mein chalti hai to fir hamara confidence bhi jyada ho jata hai aur ham trading bhi acchi kar lete hain
          :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

          CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
          • #6 Collapse

            Re: Wo Waqt Bhi Ata Hy

            g han friends jab hamari trade profit mein run karti Hain to dhan hamara interest aur bhi zyada ho jata hai aur agar hamari trading loss mein jaati hai to hamara trading se a interest hi uth jata hai hi hamen chahie ki Ham proper analyses ke sath kam karna chiya .
            • #7 Collapse

              Re: Wo Waqt Bhi Ata Hy

              Is may koi shak nqhee kwy k agar aap is may ziada mehnath say kaam karay tho aap ko zaroor profit hotha hay our ziqda lalich sah apnay aap ko bachana chahiwy kionka aap ko patha hona chahiqy k jithna aap ka lot size kam hoga aap ka kaam uthna ziada safe hoga is liqy ziqda risky kaam nahee karay.
              • #8 Collapse

                Re: Wo Waqt Bhi Ata Hy

                Yes jab ham ko trading main experience hasil ho jaata hai to ham ko profit bhi hone lagte hain lekin aik baat ka khiyal rakhna chaye k aik time main aik hi trade open karain ziada trades open karne se gurez karain ziad trades k liye ziada analyze karna ho ga ziada time chaye ho ga aor attention bhi kisi aik pe theek se naa ho sake gi is liiye aik time main aik hi trade open karain to behter ho ga
                • #9 Collapse

                  Re: Wo Waqt Bhi Ata Hy

                  Bahut hi acchi baat ki hai dear aapane I agree Aisa Waqt aa hi Jata Hai Bus Hamen Subah Se kaam Lena hota hai apni Himmat ko apni mehnat ko apni working ko Apne learning practice experience ko increase update Karte Rahana Hota Hai Ek na Ek Din Hamare liye uska main abhi ko Hasil karna bahut Aasan ho jata hai Hamen acche ki ummid rakhni chahie apni mehnat ko kabhi bhi discontinue nahin karna chahie Ham Khud Dekhenge ki wafat Hamare liye kamyabi kamyabi lekar aayega
                  • #10 Collapse

                    Re: Wo Waqt Bhi Ata Hy

                    har kaam mehnat se hota hai agar ham mehnat karain ge to ham bhi aesa kaam kar sakte hain lekin hmain bus mehnat karni hai ke ham greed na karain agar ham greed karain ge to hi ham yahan acha kaam kar sakte hain is liye acha kaam karne ke liye hmain mehnat karni hai acha kaam karna hai acha learn karna hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Wo Waqt Bhi Ata Hy

                      jee dear ap ne bohat piyari baat shair ki hai hmene forex mian trade karty hue mehnat karty hue aik din us din ko zaroor daikhna hota hai jiss din hum apni sari trades ko profit mian daikhty hain or aisa tabhi mumkin hai jab ap forx trading main khoob mehnat karty hain iss mian ap din rat aik karty hain to aik din apko iska zaroor phal milta hai or apki koi trades loss mian nai hoti apko apnay analysis py poora bharosa hota hai ap markete ko aik he nazar mian daikh kar andaza laga skty hain k ab markete kahan tak jay gi
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Wo Waqt Bhi Ata Hy

                        jee dear ap ne bohat piyari baat shair ki hai hmene forex mian trade karty hue mehnat karty hue aik din us din ko zaroor daikhna hota hai jiss din hum apni sari trades ko profit mian daikhty hain or aisa tabhi mumkin hai jab ap forx trading main khoob mehnat karty hain iss mian ap din rat aik karty hain to aik din apko iska zaroor phal milta hai or apki koi trades loss mian nai hoti apko apnay analysis py poora bharosa hota hai ap markete ko aik he nazar mian daikh kar andaza laga skty hain k ab markete kahan tak jay gi ap bohat he achhay or filter signals search karnay mian kamyaab ho jaty hain lekin is k liye iss k peechay apko sabkaa mehnat hoti hai jo ap ne shirooaat mian ki hoti hai jo bad mian ap k profit ka zaryaa banti hai

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X