Jo trader apne loss se learn nahin karta hai vah kabhi expert nahin Ban sakta hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Jo trader apne loss se learn nahin karta hai vah kabhi expert nahin Ban sakta hai

    G han main is baat se agree karta hun Forex main jo trader loss se learn nahi karta wo kabhi expert nahi ban sakta aik ache traders ki ye hi nishaniyan hai ke wo loss se ghabrata nahi balke wo loss ko apni learning ka aik source samjhta hai or loss se learn kar ke apni learning ko increase karta hai .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Jo trader apne loss se learn nahin karta hai vah kabhi expert nahin Ban sakta hai

      Ji dear sir aap ki bath sahi hay koi bi trader hay us ko chahiya kay apni galti ko kabi bi na bholay us yaad rakhna chahiya kay forex may us say kahan kahan par or kab kab par galti hoi thi jiss ki waja say us ka account wash howa tha or phir wo us galti say bachnay ki kosish kary or market kaay trend par tawaja day kay asal may market ka trend kiya hay.
      • #18 Collapse

        Re: Jo trader apne loss se learn nahin karta hai vah kabhi expert nahin Ban sakta hai

        Kisi teacher agr koi member trading karna nhi seekhta he to wo apne lose se sekh kar aik expert trader ban saakta he bus us main trade ko review karne ki salahia hona zaruri he aur agr kisi trader main esi salahit mojjood nhihe ke wo apni trading kay lose se sekh sake to use ksi teacher se sekhna chaihe aur sekh kar hi Kar hi trading karni chaihe sekhne ke bad Demo par apni sekhi huwi straetgy Test karni chaihe kam se kam bh i3 month demo par kam karne kay bad hi tradin karni chaihe real par is se kam time demo nhi karna chaihe
        • #19 Collapse

          Re: Jo trader apne loss se learn nahin karta hai vah kabhi expert nahin Ban sakta hai

          Asalam o alikum dear friends umeed karta hon kay ap sab theek hon gay forex ak lajawab business ha is ko karny kay leye hammy bahut he ziada mehnat ki zarorat ha is ko karny kay leye hammy achy experience ki bhi zarorat ha aksar trader apna loss recover to kar lety han lakin apni ghatii nai sanwarty jis say unhee ye pta nai chaltaa kay haammy kis waja say loss howa ha or agr ham is ghaltii ko acha nai samjh sakee gay or expert nai ban sakee gay or na he apnaa loss ko bar bar hony say nai bachaa sakee gay is leye hammy chaheye kay apna loss hony say ham us apni ghaltii say sekhee ta kay new any wali trade main ye ghaltii dobara na karee
          • #20 Collapse

            Re: Jo trader apne loss se learn nahin karta hai vah kabhi expert nahin Ban sakta hai

            ji han bilkul aapki baat bilkul theek hai jo log apne loss se learn nahin karte vah kabhi bhi expert trader nahin Ban sakte expert trader vahi hota hai jo apne loss se learn karta hai apni mistake se Learn karta Hai hamen is karbar ko shuru karne se pahle acchi tarah Sikh Lena chahie learning kar leni chahie tabhi Ham is main acchi tarah kamyabi Hasil kar sakte hain
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #21 Collapse

              Re: Jo trader apne loss se learn nahin karta hai vah kabhi expert nahin Ban sakta hai

              Is baat se ma bikul agree krta hon ka jab kr aap apni mistakes se lesson nahi hasil krta aap kamyaab nahi ho sakta is liye apko alni mistakes sa sekh na chahiye aur ya make sure krna chahiye ka ya wali mistakes hum sa dobara na hon q ka phir he hum aik acha aur successful trader ban sakta han

              اب آن لائن

              Working...
              X