Loss ky dar say trade band nai krni chahiy?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Loss ky dar say trade band nai krni chahiy?

    Forex trading mein hamen Apne lossnse ghabrana nahin chahie balki apni galti se Sabak hasel Karen mehnat Karen acche ki ummid rakhen nek niti ke sath agar aap kisi bhi field mein kam karenge to aapko kamyabi hasil hogi Forex trading mein agar aap kamyabi chahte Hain to ise aap proper time den ek plnning KY tahat chalne is per focus Karen Forex trading ek achcha business hai online business hai ya escmein kamyabi hasil karke apne liye acchi earning kar sakte hain Forex trading co Ham Ghar baithe bhi join kar sakte hain forex trading mein vahi log kamyab hote Hain Jo Apne emotion ko control karte Hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Loss ky dar say trade band nai krni chahiy?

      ji han brother aapki baat bilkul theek hai Hamen Forex Mein loss ke dar se trading band nahin karni chahie balki apna Kam jari rakhna chahie Agar Ham analysis karne ke bad Sabar ke sath soch samajhkar trading Karenge To Ham achcha profit hassil kar sakte hain aur Hamen kabhi loss nahin hoga
      • #18 Collapse

        Re: Loss ky dar say trade band nai krni chahiy?

        agar aapki trade bahut jyada time se loss mein chal rahi ho to aapko vote rate closed kar deni chahie kyunki trade mein agar aap apni trade ko last mein jyada time chor denge tu is tarah se aapka account wash ho jaega
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #19 Collapse

          Re: Loss ky dar say trade band nai krni chahiy?

          Han bhai kaam soch smjh k krna. Chahiye agr market down jarahi wait kren candles signals pe dehaan rakhen aap ki kismat kbhi b palat skti hai aap kisi b waqt moqay pe chouka maar skty hn mtlb active rehna aur candles pe dehaan rakhan is imprtant is bussiness mai traqqu kliye

          اب آن لائن

          Working...
          X