Lot set karny ki calculation..

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Lot set karny ki calculation..
    All dear forex mambers main sinors mambers se pochna chahta hun k jub hum trade lgaty hain tu hmain apni trade main lot kis trha calculation k stah set karni hogi jis se humari lot bhi zayda na ho or hmari trading main risk bhi kam se kam ho jitny bhi tradors trading karty hain sub apni apni calculation share karen ta k sub ki rahnumai ho skay...
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Lot set karny ki calculation..

    Dear jab hum forex main entry lety hain too humain apny account ko sub sy pehly dekhna cahye aur market ke movement koo bhe dekhna chaye aur agr hum is main entery ksrty hain too humai is main mariet ke movement ko lazmi drkhna chaye aur tab he humain bari trade lgani chaye.
    • #3 Collapse

      Re: Lot set karny ki calculation..

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Asif Razaq01 پيغام ديکھيے
      All dear forex mambers main sinors mambers se pochna chahta hun k jub hum trade lgaty hain tu hmain apni trade main lot kis trha calculation k stah set karni hogi jis se humari lot bhi zayda na ho or hmari trading main risk bhi kam se kam ho jitny bhi tradors trading karty hain sub apni apni calculation share karen ta k sub ki rahnumai ho skay...
      Lot set hote hain sabse Jo Mini lot size Hain vah point 01 hote hain its mean ke aapko 10 pip 1 Dollar milega. Agar ISI Tarah Ham father lot size badhae aur. 10 ka lot size use karen to its mean aapko Ek pip10 wala Milenge. Agar Ham father a jaen aur standard lot use Karen Jo direct 1.00 ki ho to its main ki ek paper 10 Milenge
      • #4 Collapse

        Re: Lot set karny ki calculation..

        apko lot size to apnuy acount key mutabik set kerna hoga ager apka bonus 100 usd hy to apko chahiy keh apko 0.10 ka lot size pher bonus increase kerty huy ap lot size usi hisab sey incrazse kerty jain aour apko isi hisab sey earninig bhi hogi aour pips key mutabi bhi ap lot size setker sakty hein...
        • #5 Collapse

          Re: Lot set karny ki calculation..

          Lot size ki calculation ka tareeqa ye hay key apny experience, knowledge aur trading balance key mutabeq calculation ki jaye, agar traders apny experience, knowledge aur capital ko nazar andaz kar key lot size ki calculation karen gey to traders risky aur over trading har condition me karen aur esi ka sab se zeyada nuksan traders ko hi ho sakta hay.
          • #6 Collapse

            Re: Lot set karny ki calculation..

            loss say bachny k liye learning karni ho gi ta k earn karein agy aur hamain kam kar k hi hum apni har zrroat k pora karny main bi asani ho saky gi aur hamain exprience ho ga tab hi hum real main bi kam kar k hi hum achi trade karny main bi asani ho saky gi aur hamain knowldge ho ga tab hi hum achi trade karny man bi koi prblm na ho saky gi ta k earn karein gay
            • #7 Collapse

              Re: Lot set karny ki calculation..

              hum forex maai lot laga kar acah munfa kama sakty hain forex aik bohat baara business hain hum is mai night mai be kam kar sakty hain hum is mai day mai be kam kar sakty hain hum is mai out off balanace account bana kar be kam kair sakty hain hum is mai apny boss ap he hoty hain yai kabe be band na hony wala acha or unique business hain hum is maai apny boss ap he hoty hain
              • #8 Collapse

                Re: Lot set karny ki calculation..

                hamy achi lot laga kar is main mehanst sy karna chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain or acha bonus hasil kar sakty hain ham is main day main be kam kar sakty hain or ham is main apni marzi sy night main be kam kar sakty hain hamy aik daily time table bana kar is main daily base par kam karna chahey pher hi ham apna target pora kar sakty hain
                ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                • #9 Collapse

                  Re: Lot set karny ki calculation..

                  LOT size selection bhut important hoti hai axhi trade k lye but us ki lot size ki calculation axhy se krna bhut matter krta hai k is k lye ap apny account balance ko sb se pehly check krein phir apny trading market mein entry points check krein r us k according minimum lot size k sath further trade krein,..
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Lot set karny ki calculation..

                    hum lot laga ar acha mnfa kama skaty hain hamy soch samj kar market maai enter hona chaeh pher he hum loss sy bch saky gy forex aik acha business hain hum is mai live trading be kar saakty hain hhum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum gar mai bath kar is maai kam kar saktyh ain hum is mai apny boss ap he hoty hain

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X