Pakistan government ka rawaya kiya he forex trading ki taraf?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Forex market ak world wide budiness hai. Forex pakistan mai be bohat popular business hai. Pakistan mai bhe log es market mai regular kam krty hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      hmmm dear waisa to pakistan ke name nihade and jahilon ka muraba wali jumoriet ko kabhi time mila to woh youth ke trf bh daikhn otherwise to woh pori khosihi krta hn ga lazmi hr woh kam jes sa jwano ko faida ho us ko bnd kr dn and forex ka sath bh kuch aisa e ha in jahilon ana jo local broker allow kya ha woh pmex ha jes ka tax and commisoon almost 20 pips tk ja phonchta hn
      • #18 Collapse

        Pakistan government ka rayai tu kuch is tarah se hai ke jab ap withdraw karte ho tu us mein government ka kuch tax hota hai . Jis ke zarye se humg pe heave taxi lago hoti hai
        • #19 Collapse

          Pakistan main forex key leye promotional policy nahi hy aur log without institution aur training centers key hi trading krtey rehtay hain, jis ki waja sey woh ziada expert nahi ho patey aur loss uthatey hain. Jab tak aap ko is business main guidance nahi milay gi aap acha profit nahi bana sakain gey.
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #20 Collapse

            i think k forex trading kernay say pakistani government ko to koi loss nahe hy bilky pakistan ko faida he ho ga koin k dollar jab pakistan k banks main aien gay to us say humeri economy ache ho ge our hum development karein gay

            اب آن لائن

            Working...
            X