struggle insan ko kamyabi ki munzil taq ponchate hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    struggle insan ko kamyabi ki munzil taq ponchate hai
    aik struggle he hai jis sy insan kamyabi hasil karta hai struggle karna wala insan kabi haarta nahi hai struggle karne wala kabi na kabi apne munzil ko pahe laita hai apne munzil per ponche ka wahid tareqa struggle hai jo hum forex mein karte hain forex trading mein struggle wala he kam karsakta hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: struggle insan ko kamyabi ki munzil taq ponchate hai

    Kamyabi ke liye strugle krni Hoti Hai agar aap Kamyab Banna Chahte Hain To aapko pahle koshish karne hoti hai aap koshish kiye bagair Kamyab Nahin Ban Sakte isiliye aap yah mat sochana ki sakta girl ki agar aap kamyabi Hasil kar lenge Aisa Mumkin Nahin Hai aapko struggle Karni Hogi agar aap Kamyab Hona Chahte Hain To
    • #3 Collapse

      Re: struggle insan ko kamyabi ki munzil taq ponchate hai

      G hy bilkul jitni ziyada Strugl kra GA utna ziyada kamyb Ho ga..... Forex online business hey is main jitna mhynt sa kam kra GA utna ziyada kam ko semjh saky ga or kamyb Ho ga....... Forex main wo log hi kamyb Hota hy jo mhynt krty konwldg or experience hsil krty hy jitni mhynt krty hy utna ziyada kamyb Hota hy.....
      • #4 Collapse

        Re: struggle insan ko kamyabi ki munzil taq ponchate hai

        G han Bilkul Forex Trading Business main mehnat ,struggle or koshish hi aik trader ko kamyabi ki taraf le jate hain so ager ap forex main kamyab hona chahte hain or is se ache paise kamana chahte hain tou zyada se zyada struggle karen or chahe kuch bhi ho jaye mehnat karna kabhi mat choren .
        • #5 Collapse

          Re: struggle insan ko kamyabi ki munzil taq ponchate hai

          g han asa he hain hum is mai struggle kary gy to he hum pasia kama skay gy forex aik best business hain hum is mai part time ya full time be kam kar sakty hain hum is mai out off balanace accout bana kar be kam kar sakty hain hum is mai agar greedy ban ky kam kary gy to hamara account baned ho jy ga forex jasa koi or busienss nai hain forex aik legal business hain
          • #6 Collapse

            Re: struggle insan ko kamyabi ki munzil taq ponchate hai

            forex main humain es main boht mahnat say kam karna ho ga to he hum e main kamjab ho skty hain agar hum es main boht sa bons hasl kar skty hain es main hum live kam akrty hain forex main humain es main ache trading kar skty hain forex 1 acha business hain forex kbhe be na bndh hony eala business hain es main hum part time be kam karty hain hum es main full time be kam kar skty hain
            • #7 Collapse

              Re: struggle insan ko kamyabi ki munzil taq ponchate hai

              hamy is main hard work or pori struggle sy kam karna chahey pher hi ham successful ho sakty hain or acha profit hasil kar ky apni zarroto ko pora kar sakty hain ham is main apni marzi sy time table bana is main part time be kam kar sakty hain or ham is main apni marzi sy full time be kam kar sakty hain yai aik asa business hain jis main hamara koi boss nahi hota
              • #8 Collapse

                Re: struggle insan ko kamyabi ki munzil taq ponchate hai

                g han hamain mahnt karni ho gi tab hi hum sucess ho sakty hain aur boht say log is forum main kam karty hain so hamain har jeet tou sath sath hoti hi rhti hai so hamain market main planing karni ho gi tab hi hum achi trade kar k hi hum trade karen gay aur hamain expeirence ho ga tba hi hum real main bi trade kar k hi hum sucess ho sakty hain tab hi hum run karein agy
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: struggle insan ko kamyabi ki munzil taq ponchate hai

                  g han es bat main koi shak nahi hai k hum jitni mahnat karengy otna he hum apni manzil main kamyab ho skty hain es liye hmain es kam main dil se mahnat karni cahhye ta k hum apny kam main kamyab hony k liye apny kam ko acha kar skaen or achi earning bhi hmain tab he milti hai jub hum apny kam ko bahtr kar skty hain es liye apny kam ko achi trha sikhny k bad karen

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X