Trading tou humari jaan hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading tou humari jaan hai
    Dear members mein nay forum per dekha hai kay logoun ko kafi loss hota hai aur phir bhi woh forex mein kaam kerna nahin chortay iss lye kay unn ko forex sae bahut zayada umeedain hain aur forex mein unn ki jaan hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading tou humari jaan hai

    g apne bilkul thk kaha h trading k lye hmen trading m intrest lena bht zruri hai yeh sb hm pe depdend krta hai islye hmen chahye mehnat c work kren.
    Mehnat + Knowledge × experience = SUCCESS
    • #3 Collapse

      Re: Trading tou humari jaan hai

      G han bilkul forex main hmain jitna bhi loss hota hy phir bhi ham forex main kam karna nahi chorty kun k iss forum main hmari bhut c umeedain judri hui hain iss forum main kam kar k bhut hi ach feel hota hy kun k ham jab chahain iss main kam kar sakty hain iss mai koi bhi mushkil kam nahi hy bas hmain iss kam main experience hona chahaiy phir ham kamyabi hasil kar sakty hain.
      • #4 Collapse

        Re: Trading tou humari jaan hai

        g han dear friend ham na dakha hy ka forex my logo ko bhout loss hota hy jis sa unki umeed bhout zyada ho jati hy our forex my un ki jan hoti hy ku kh in ko forex sa umeed hoti hy
        • #5 Collapse

          Re: Trading tou humari jaan hai

          hum forex mai trading kar ky ache eanring gain kar sakty hain hamy learning gain kar ky forex mai kam karna ho ga pher he hum paassia kma skay gy forex aik unique business hain hum is mai mahnet kary gy to hamy kamaybe hasal ho jy ge hum is mai agar bager learning ky kama kary gy to hamy loss ho jy ga hum is mai apny boss kud ap he hoty hain forex aik acha business hain
          • #6 Collapse

            Re: Trading tou humari jaan hai

            bilkul dear forex aik fruitful buisness ha jo hmain trading k zariay earning hasil karnay ki achi oppertunity provide karta ha ye aik bht acha buisness ha jis ma hmain khud par depend kar k kam karna parta ha aur kisi dusray par depend nhi karna parta, is ma hmain loss b ho jay to hmari interest km nhi hoti
            • #7 Collapse

              Re: Trading tou humari jaan hai

              ham is main live trading karty hain hamy is main acha or alla qualities ka kam karna chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain or acha bonsu hasil kar sakty hain yai kabe be band na hony wala business hain ham isy apna life time professinal be bana sakty hain ham is main day main kam kar sakty hain or ham is main apni amrzi sy full time be kam kar sakty haiin
              • #8 Collapse

                Re: Trading tou humari jaan hai

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Sobi2978 پيغام ديکھيے
                Dear members mein nay forum per dekha hai kay logoun ko kafi loss hota hai aur phir bhi woh forex mein kaam kerna nahin chortay iss lye kay unn ko forex sae bahut zayada umeedain hain aur forex mein unn ki jaan hai


                Assalamu Alaikum dear Forex member ji bilkul Hamen trading to karna Hi Parega r trading auraton ke bagair Ham kabhi bhi ismein earning nahin kar sakte isliye trading to Hamari Jaan Hai Hamari man hai lekin trading karne mein Hamen bahut hi careful Hona chahie Kyunki jab tak aap trading careful hokar Nahin Karoge tab tak aap ko Hamesha Se Hi ismein loss hota Rahega Ek Achcha strategy bnao aur uske mutabik ismein kam karo
                Visit My Profile
                • #9 Collapse

                  Re: Trading tou humari jaan hai

                  hum forex mai trading kar ky ache earning gan kar sakty haain haamy learning gain kar ky fore mai kam karna ho ga phwer he hum paasia kama skay g forex aik acha business hain hum is mai night mai be kam kar sakty hain hum is mai day mai be kam kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamara account baned ho jy ga fore aik lgeal business hain
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading tou humari jaan hai

                    forex main loss krne walo ki tadad hai jo k apni na ahli ki waja se loss krlete hain or trading ko chorna es ly nahi k yahan se gain jab kuch kr lia hai to fr chorna kesa or karobar ko koi chor kese sakta hai jab woh wahan se kuch kama chuka ho karobar main munafa or nuqsaan dono sath sath he hotey hain es ly forex main seekho samjho or kaam kro munafa lo agr loss ho jae to apni galti se seekho or kaam fr se kro bhag jana chor dena mayosi gunnah ghai na kren ek kaam seekhen or usi per still rahen

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X