Weekend kay doran business news say bakhabar rahain.$#.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Weekend kay doran business news say bakhabar rahain.$#.

    weekend par agar hum free hoty hay to humay chahiye keh forex forum ko ziada time dain kyun keh agar hum es ko ziada time dain gay to he hum esmain ziada bonus hasil kar sakty hay esmani jitni ziada mehnat ho gi unta he hum esmain acha bonus trading kay liye hasil kar sakty hay aur market main achi earning bhi kar sakty hay es busienss main sahi say time bhi daity rehty chahiye ye aik boaht zaroori cheez hoti hay time ziada daiana humara faida hota hay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Weekend kay doran business news say bakhabar rahain.$#.

      G bilkul dear hum ko cahyh k hum trading say palay ek chat bana lain aur dakh lain k koe news to nahe a rahe kau k jub news a rahe ho to us time trading na karinkau k jub hum new k time trading karty hain to loss k chance bohat zada ho jatay hain es leyh better ha k new k time trading na karin aur weekend pay sub news per nazar rakin
      • #18 Collapse

        Re: Weekend kay doran business news say bakhabar rahain.$#.

        Dear friend fundamental analysis forex trading main bht zyda zarori hai jesa k ap sbko maloom hai k fundamental analysis main news events political issues shmail hoty hain Jo k market ko effect krty hain. Is lye jab weekend ho tu hum trading tu ni Kar rhy hoty is lye zarori hai k tab hum news or events par nazar rkhy takeh jab market open ho tu hmy idea ho k market kis side py move kry gi or us wqt market ka behaviour Kia hoga.
        • #19 Collapse

          Re: Weekend kay doran business news say bakhabar rahain.$#.

          News bohot important role play karti hai isliye humein hamesha news sy aware rhyna chahiyea news sy humein market situation or market trend ka idea hojata hai jiski vaja sy hum kamyab hotey hain or weekends per bhi news sy aware rhyna chahiyea
          • #20 Collapse

            Re: Weekend kay doran business news say bakhabar rahain.$#.

            G bilkul theek Kaha aapane Hamen Vikram aur new se Bekhabar Rahana chahie beshak Ho TV news channel ki ho ja Akbar ki Hamen newspaper ko watch karna chahie aur apne aapko next Monday ke liye taiyar karna chahie acchi trade Lagane ke liye tab Yahan acchi trade lagakar apne aap ko loss or se bacha kar kam kar sakte hain aur achi trade lagakar Achcha prapt kaise kar sakte hain
            • #21 Collapse

              Re: Weekend kay doran business news say bakhabar rahain.$#.

              forex trading mein kamyabi hamesha aapke strong analyses vyakti hai jo bhi chij ko dekhte hue trading karta hai to vahi ismein kamyab hota hai hamesha apne trade karne se pahle a quickly analyses market call jarur kar liya Karen usse aapko bahut jyada fayda hoga aapko bhi pata chalega ki market ka last week ka friend kya tha aur ISI tarah is different ko dekhne mein bhi aapko kafi jyada help ho jayegi isliye Mera aap sabko yahi mathura hai ki weekly aur daily analysis karne ke bad hi koi trade lagaen ISI tarah aapko isase fayda halchal ho sakta hai..
              • #22 Collapse

                Re: Weekend kay doran business news say bakhabar rahain.$#.

                jee bhai ap ne bjaa kaha hmen technical analysis k sath sath funda mental news ka bhi khiyaal rakhna chahiye aalmi news ki bhi khabar rakhni chahiye daikha karen k jab high impact ki news aa rahi hai to ap us waqt trading karnay se bachen avoid karen us waqt trading ko agr ap ko news trading ka ni pata to hargiz us waqt trading na kren kiun k us waqt markete bohat he taiz hoti hai or apka acount ya to wash hota hai ya phir uska capital bada hota hai lekin koshish karen us waqt trading ko avoid karen
                • #23 Collapse

                  Re: Weekend kay doran business news say bakhabar rahain.$#.

                  ye bhi thk kaha ap ne or is men ye bhi add kr len k weekend pr trade ko lazmi close kr dena chahiay q k market to close ho jati he weekend pr but trade chalti rehti he agr hum trade close na kren to ho skta he k humari trade loss men chali jay or humari sari mehnat zaya ho jay or account wash ho jay is liay weekend pr trade close kr deni chahiay
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #24 Collapse

                    Re: Weekend kay doran business news say bakhabar rahain.$#.

                    jee bhai ap ne bjaa kaha hmen technical analysis k sath sath funda mental news ka bhi khiyaal rakhna chahiye aalmi news ki bhi khabar rakhni chahiye daikha karen k jab high impact ki news aa rahi hai to ap us waqt trading karnay se bachen avoid karen us waqt trading ko agr ap ko news trading ka ni pata to hargiz us waqt trading na kren kiun k us waqt markete bohat he taiz hoti hai or apka acount ya to wash hota hai ya phir uska capital bada hota hai lekin koshish karen us waqt trading ko avoid karen warna ap apnay acount se hath dho baithen ge iss liye behtr hai ap markete mian in rahen ziyada arsay tak ot acha expirince or knowldge gain karty rahen or thora thora profit earn karty h rahen

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X