daily loss ki waja?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    hummey forex may sucess honey kilaya hard work kernay kee zaroorat haa jee bil kul forex aik bahoot accha international on line business haa jiss say bahoot sarey loog mustfeed hoo rehay haa we can make sucessfull our self in forex by hard working with knowledge and good experince
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      dear brother yeh aap ka question bohat acha ha keh forex main loss ki waja kia ha sab say bari waja to yeh ha keh forex main work kernay walay ka experience bohat say people aisay hain jin ko forex main work kernay ka experience hi nhi ha wo trade kar key loss ka shikaar hotay hain ager experience perfect ho ga to loss kay chances bohat kamm hain.
      • #33 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: adnanahmed00666 پيغام ديکھيے
        aghr daily loss hi ho to kaya karna chahy kuch din trading chore deni chaye ya karte rehna chahye?
        brother forex ma daily loss hmen hmari hi waja say hota hay yani ham log forex ma knowledge ko gain kye bgeer trade kr tay hn or hmaray pas iska experience bhi nai hota is sorat ma hmen loss hota hay agr ap ko daily loss hota hay to ap apna capital change kren or apni mistakes say learn kren
         
        • #34 Collapse

          mai samjta hu humay daily basis per learning karna he chaiey is say humay learning karna chaiey mai forex per new member he hu mje is bare mai itna ilam nhe hai per mai samjta hu humay forex trading mai ache say he working karni chaiye is mai humara he faida hota hai and mai samjta hu forex ki traf say humay advantage b hasil hota hai earning karne k liye and learning ka
          • #35 Collapse

            daily loss ki waja hy kam ilmi or kam lake of experience or trading ka ik khaas waqat hota hy jo log kam hi janty hein forex my trading taqreban 6:00 sy 6:30 tak krni chahye ziyada chances hoty hein profit k
            • #36 Collapse

              i think daily loss krty hoy humy trading ko chorhna nai chahi bulke apni os glti ko not krna chahi jes se humy loss ho raha ho aor apny knowledge aor experience ko betr krny ki koshesh krni chahi
              • #37 Collapse

                is mai log jo hain an janb,,,wo any wa hi trade lagai jnab,,,baad mai kehaty hain k pata hi nahi chla hay jnab...is liye hi is mai loss hota hay jahan tak mera khayl hay
                 
                • #38 Collapse

                  Daily loss ki basic wajah ye hai ke traders aik fix routine pr chalte hain or wo apna mind change nai karte. Is waja se hi bohat sa loss kr lete hain jaise ke aik hi simat mai musalsal trading karte rehna. Is se bachne ke liye zarori hai ke aik hi soch se na chipke rahain
                  • #39 Collapse

                    kbi bi loss se disappoint na un na i kbi koi chance ya time miss kren,keep trying always,aik chance miss hona kai drwaze nae bi profit ke khol skta e
                    • #40 Collapse

                      Is mein main to yehi kahunga k trading nei chorhni chahiye agar loss horaha ho balke kuch seekhna chahiye usko dobara se chahe wo demo par sikhe aur ye b dekhna chahiye k uska nuqsaan kyun huwa wo jaake demo chalai aur analasys dekhe phr demo par jaakar trade kare yehi sei tareeka hai ,but maine pani rai di aapko ab ye teh karna hai k kya karna chahiye jo aap ko ssot kare.
                      • #41 Collapse

                        g han mery kahayal me to hamen kch din ruk jana chaiye or market ko daikhty hue trade karni chaiye or sath sath knowledge b leni chaiye.
                        • #42 Collapse

                          Bhai jan jab tk ham is ko achi tarah sy read or is man negative activity ko stop nai kary gay tab tk ham ko is man loss hi hota rahy gay.
                          • #43 Collapse

                            There is no word in forex which is bad market. First of all you have to prepared ourselves for forex tread. Forax is very challenging . someone can easily profit for few days but for long time no other way without expert in forex. To be a expert you have to study , demo practice
                             
                            • #44 Collapse

                              is business main daily loss hony ki ak waja yeh bhe hay is business main agr hum ziyada lalch karty hay to humain is business main loss hota hay aur hum profit hasil nahi kar sakty hay is liay agr hum is business main daily acha earn karna chaty hay to humain is business main sabar say kam karna chaiy .
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                lack of the knowldge
                                lack of the parctice
                                greeedy
                                every tiem tarding
                                emotional tarding
                                all these things are the main case of the making the losss in the forex bsuienssss so we shoyuld be make the good knowledge and the experince for the makingt he great earning in the forex bsuienssss
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X