her trade loss main hi ku jati hy?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #121 Collapse

    Dear yeh hota hai knowledge na hone ki waja se , hum log market ko analysis he nai ker pate hai bs apne guess per trade laga lete hai k market waha tak jaye gi , hume hamesha market ko dhek ker trade open kernei chaiye analysis kerna chaiye k market kaha tak phele gyi or kaha tak ja sakti hai na k u he k uper ja rahi tou buy ker leya is waja se loss mein jati hai .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #122 Collapse

      nahi asa nahi hota loss men trading nahi jati asa tab hota he jab ap ko malomat mukamal na ho ap ghalat chez ki trader ghalat waqat men kar den tab loss hota he agar sab thek ho to koi masla nahi he.
      • #123 Collapse

        Dear ye aik asa business ha jis me hmen loss is wajah se hota ha trading me kyun k jb hm is business ko proper knowledge k sath nahi karty hain tu hm tb hi is business me loss kar sakty hain isi liye hmen is business ko proper knowledge k sath kiah kareen
        • #124 Collapse

          you are in the market ... and say that everything is poured ... so why are you here? Is it in the pockets of superfluous detail? As for the game: in the game people wondering recognizing no rules of logic, the thought "What if you're lucky," .
          • #125 Collapse

            es ka acha treqa sirf ur sirf yahe hay ky ap apny trade donu main lagy eik sell main usi waqat dosri buy main ab market jahan murzy jahy jany dy jis main 10,20 ka fida ho wo band kar dy ur dosri ka entazar kary jub 2,4 ka fida dy wo be band kar dy,mery khial main sirf ek yahe treqa hay trading main profit kumany ka.
            • #126 Collapse

              forex mai lalach nai karna chaye q k yai ham khud k sath zyadti kar rahay hotay hain , dear hasmen forex par trading bilkul sabro tasham,l say or apni neaed k mutak hi karni chahye
              • #127 Collapse

                Dear is business me jb trade lagaty ha tu wo sath hi lose me jati ha lakin phir aisat aista apni line pr ati ha isi lye app ko fikr krny ki koi zarorat nahi ha ye aik asa business ha jis se app ko hmeshah acha faida hi hasil hota haa or is business se apni life ko b secure kr skaty hain
                • #128 Collapse

                  dear g humy loss is ly hota hai k hum jab trade laga te hai to hum is bat ka id nai hota lk market ib kaha par hai sell karna hai ya buy karna hai humy id nai hota or hum bager sochy samjy trade laga dety hai ap ko pely is bat ka id hona chy k humy kia trde karni hai ab pher ja k ap ko loss nai ho gai agar ap ko sai id ho ga to phr .nai ho ga to ap ko loss hi hoga .
                  • #129 Collapse

                    Har trade loss me jany ki sb se bri wja ye hai ky aap tuky pr tradiing krty han. market analysis nhi krty . wihtout learn trading krny waly ky sath ye hi problem face hota hai. is lye kety hain first leanr fir earn big money .
                    • #130 Collapse

                      nhe aisa nhe hota hai humari har trade loss mai just issi waja say he chali jati hai kiu k hum forex trading mai markets ko samj kar us per trade nhe lgate hai is waja say agr ap markets ko samje bina trade lgao gay us surat mai apko har trade mai mostly loss ka he samna karna parega
                      • #131 Collapse

                        forex k leaorning k liye sb sy best webosite babypips.com hai. is website py ham ko forex traading kai bohat zayada leaorning things mil sakti hain aur ham apny forex trading k knowledge ko bohat zayada barha sakty hain.
                        • #132 Collapse

                          Is ka matlab hy keh aap ki learning saheeh nahi hy aur aap ki planning weak hy. Hamain apni kamzoriyon ko dekhna ho ga keh hum kahan kahan ghaltiyan kar rahay hain. Hamain apni learning ko behtar banana ho ga aur apni planning ko saheeh karna ho ga. Market analyses ko samjhna buhat zarori hy.
                          • #133 Collapse

                            aisa sirf is liey hai k aap ko Trading ka abhi tak experience nahi hai ap market aur chart ko watch nhi kerty balky aap ki last candle jis side per ja rahi hoti hai aap usi trf apna order open ker dety ho aur bad mai market wapis aa jati hai.
                            • #134 Collapse

                              G agr ap forex trading ki learning achi karty han aur knowledge experience hisal karty han aur forex trading ko samjh kar karty han tu ap ki har trade loss mein nhi jaye gi aur ap forex trading ki market ko dekh aur market ka analysis kar k trade open karain gay tu ap ko loss nhi profit ho ga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #135 Collapse

                                g bhai aksar asa he hota hai hum jab bhe trade lgta hin to wo market loss mein chali jati hai is ke waja ya hoti hai kuch hmra spread kat jata hai or kuch time market hmari tarde ka against jati hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X