her trade loss main hi ku jati hy?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    trading mein trade us wqt loss mein jate hein jb trader apne trading mein mistake kre aur trading mein apna trading ku sahih na kre aur trading mein ghlt chezon ku shamil kr de jasie jlde krna aur greed krna ase cahezain trader ke leiy best nhe hote he
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      han asa hi hota ham log hitni dar tak loss ma rahta han utni dar tak market ko fida hota ha or phr ap na agr sahi trade ki ho to ya profit ma a hi jati ha so to ap ko is ma prashani nai lani chaya bas thora dhyan sa kam karya
      • #33 Collapse

        aisi bat na hai jab hamre pass iss mai experince hota hai ham iss mai kam kar sakty h ain ye best way hai earning k liye ham iss mai earning kar sakty hain agr hamre pass experince ho to
        • #34 Collapse

          jee wo aisa hota hey key aap ki har trade loss mey islye kulta hey kio key is mey har aik broker ka apna aik sred hota hey jis ki waja sey trade open hota hey laikin loss mey
          • #35 Collapse

            Aap ke har trade es leye Los main chale gaty ha ke aap ke learning kam ha Abi aap ko mazeed practice ke zarorat ha
            • #36 Collapse

              bhai es main agr hum apna work balance main or money manage kr k kren gy to hum es main acha profit hasil kr sakty hain ye ziada hum par depend krta hy k hum es main kitna earn kr sakty hain
              • #37 Collapse

                bhai aissa her giz nahi hota hay kay ap ke her trade loss me jaye agar ap proper analysis kernay kay baad trade execute kertay hayn tou apki trade loss me ja he nahi skti but condition yeahi hay kay ap nay analysis sahi kya ho
                • #38 Collapse

                  har trader loss mai es waja se jata hai k kisi ne be time nahe dena hota hai yaha pe bs eanring he karnay ko leye hai yaha pe leanring koe be nahe kart ahai dmeo kisi ne be nahe use keya hai
                  • #39 Collapse

                    bro apky pass knowledge ki kami hai or experince bhi nahi hai ziada iski waja se loss horaha hai or ye to har business mein hota hai
                    • #40 Collapse

                      ji bilkul yeh asool hai es kam ka hamesha app ka kam loss sy hi shuru hota hai es liey kehty hain k loss mein na jaen soch smjh k trade lagaen
                      • #41 Collapse

                        han ji jati hai the profit me bhi aa jati hai is business ko learn karen ge to he aap ke losses band hon ge warna is me losses ko control kar pana itna easy and simple nahi hai mere bhai ke jitna log is business ko simple samjhty hain .
                        • #42 Collapse

                          Bhai jan mere khyal say esa is liye hota hai k ap trading ko patience k sath nhi krtay ya phir bina analysing k trading krtay hai.Q k jb b trade ko place kiya jata hai to trade usi time profit mai nhi ati blkay broker ka spread (Commision) pay ho janay k bad hi trade profit mai ati hai.
                          https://t.me/pump_upp
                          • #43 Collapse

                            I think har trade us waqat lose mey jata hey jub hum forex trading ko bilawaja learn kare bagher ki us cheez ko ya forex ka karubar karne lag jatey hen . Or isi waja kar hamen lose bhi hojata hey or hum apni trade ko loss bhi kar jatey hen isi liye hamen phele parhna chaye har cheez ko.
                            • #44 Collapse

                              Mery bhai mn is kam mn new hun mujhy iss baat baary mn nahi pata h laikin mery khayaal mn to ye kam practice or less experience ki bhi waja sy hota h
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                y tu ap ko pata ho ga kiu k koe na koe reason zaroor ho gi jis waja se loss hota hai ap ko forex business jis waja se loss hr trade hoti hai ap os ko khud daykho then profit ho ga himat mat haaro dost.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X