Apne andar Se loss ka dar khatm Karen aur mehnat Karen.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Apne andar Se loss ka dar khatm Karen aur mehnat Karen.
    Assalam walekum Dear member Forex trading online business nafa nuksan har karobaar ka hissa hai insan loss say kabrhna nahin chahie Bal ke apni galti se Sabak aasal karna chahie mein agar hamen lash hota hai to hamen Apne emotion ko control karna padta hai mehnat Karen practis Karen acche ki ummid rakhen kamyabi hasil hogi Forex trading mein money management ka khas khal rakhen aur acchi trade ka intekhab Karen.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Apne andar Se loss ka dar khatm Karen aur mehnat Karen.

    Dear apkii baat sahii haii...agr hum loig apny andr main syy loss ka dar khof khatm krain aur mhinat krain ..mhinat sy humain achii qamyabi mill sky gii ..hum iss main jitnii mhinat krain gyy apna kaam ko acha krain gyy to uss sy humain utna hii achaa iss sy profit mil sky gaa humain iss sy koi bhe preeshanii nh hogii
    • #3 Collapse

      Re: Apne andar Se loss ka dar khatm Karen aur mehnat Karen.

      G hy bilkul hm chya ky hm confidanes sa kam Kramer na ky loss ky dr sa dr dr kr kam kra ugr hm dr dr kr kam kra ga to hm bh ziyada loss Ho GA hm chya ky hm soch semjh kr kam kra ta ky kamyb Ho saky...... Jitni ziyada mhynt sa kam kra ga utna ziyada kamyb Ho GA or achi qulit ka kam krna sa bht acha profit mily ga
      • #4 Collapse

        Re: Apne andar Se loss ka dar khatm Karen aur mehnat Karen.

        hun jub tak humary ander loss ka dar rahta ha tu hum theek se trading nhi ker sakty q k hum jo bhi trdae open kerty han tu lazmi nhi k humari trdae open hony k forun bad profit main hi chali jay wo loss main tu zarore jati ha is liay humain soch samjh ker kam kerna hoi ga asa nhi kerna chahiay k loss main jany k bad usy forun hum close ker dain k is se humain loss ho jay ga asa kerna kabhi bhi theek nhi ha is se humain loss ho jata ha.
        • #5 Collapse

          Re: Apne andar Se loss ka dar khatm Karen aur mehnat Karen.

          G han hm apna ander loss ka der khtm kerian or apna ap ko improve kerain or hm apna ouper teist ker ka trading kerian ap ko pta hy kh loss or profit is forex forum ka hisa hy jha hamain acha profit hasil hota hy wja hamain loss bh to milta hy sb kch mahnet sa hi milta hy bagyr mahet ka kch bh na milta
          • #6 Collapse

            Re: Apne andar Se loss ka dar khatm Karen aur mehnat Karen.

            Loss ka dar ager mind main hoga to successful trade kesy ki ja sakti hai is liye pehly apni abilities ko improve karen r khud main itna cinfidienc le aen k achi trading ker saken r loss ka koi fear na ho jab han fearless ho ker trade kerty hain r acha analyse kerty hain r apni abilities per pora bharosa rakhty hain to is soorat main profitable trade kerna mumkin hai r wesy bhi loss bhi business ka hisa hai ham is bach nahi sakty lakin careful ho ker kam ler sakty hain
            • #7 Collapse

              Re: Apne andar Se loss ka dar khatm Karen aur mehnat Karen.

              Assalamu Alaikum friend loss ke dar Agar mind Mein Hota hoga to successful trade Kaise ki Ja sakti hai aur isliye pahle Hamen tablet ko improve Karke Khud Mein Itna confidence lena hai ki acchi Droid kar sake aur loss ka Ho Jab tak Ham trade karte hain aur acche analysis karte hain aur apni e performance per pure Bharosa rakhte hain to use Surat Haal Mein profitable trade kar Namumkin Hai
              • #8 Collapse

                Re: Apne andar Se loss ka dar khatm Karen aur mehnat Karen.

                Han g ap ny sahi kaha hum ko apny andar sy loss ka dar khtam kran hoga tab hi hum agy bhar sakin gy hum ki Kabhi bhi loss sy darna nh cahiey loss sy learn krana hy mazeed mhnat krni chahiye agr loss ho jaey ya phir account Wash ho jey tu tension nh leni cahiey Sabar sy Kam lena chahiye tab hi hum market mn run kr sakty hain
                • #9 Collapse

                  Re: Apne andar Se loss ka dar khatm Karen aur mehnat Karen.

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Waheedkayani پيغام ديکھيے
                  Assalam walekum Dear member Forex trading online business nafa nuksan har karobaar ka hissa hai insan loss say kabrhna nahin chahie Bal ke apni galti se Sabak aasal karna chahie mein agar hamen lash hota hai to hamen Apne emotion ko control karna padta hai mehnat Karen practis Karen acche ki ummid rakhen kamyabi hasil hogi Forex trading mein money management ka khas khal rakhen aur acchi trade ka intekhab Karen.
                  Fear of loss trading mein loss ki ek big reason hai hamen apne andar se figure of loss ko khatm karna chahie then he Ham successful trading kar sakte hain hamen chahie ki Ham fear of loss ke sath trading na Karen iski vajah se hamen aur bhi jyada loss ho jata hai hamen chahie ki Ham proper work Karen Taki Ham loss se Bach sake
                  • #10 Collapse

                    Re: Apne andar Se loss ka dar khatm Karen aur mehnat Karen.

                    Good.paknforex m.loss ka Dar end kareen gay tu ShanDar bonus mail skta hai wrna nh hoga. Apny knowldge ko use kr skty Hain jiss sy humeen profit b mly ga. Has Banda mehnat Kar skta hai has Banda apni zindge ko best sy best ban skta hai lekn kamyab hony lie hardworking experience knowldge hona chahy lazmi our tu acha profit khud ba khud experince zyda brah jay ga.
                    • #11 Collapse

                      Re: Apne andar Se loss ka dar khatm Karen aur mehnat Karen.

                      Dear apne bhut achi bat ke hay pak forex apnaa anadar ko loss dar katam kar aur apny ap ko improve karo phir pak forum mehant say kam karnaa chlye aur soch samjh kar posting karny chlye phir hum kamyab hu sakty hya knowledge aur experience ka sath emotions control ka achaa forift hasil kar sakty hay
                      • #12 Collapse

                        Re: Apne andar Se loss ka dar khatm Karen aur mehnat Karen.

                        Forex trading ek achcha business hai all the world popular business Mozilla Forex trading share sharing Kare hai Apne knowledge or experience ke hisab se Forex trading mein hamen apni feeling ko control karna padta hai Forex trading mein hamen Las Ho profit to donon condition mein is per mehnat karna chahie Forex trading mein Jab hamen loss hota hai to apni feeling control Karen mehnat Karen apni mistake ko check Karen jisse aapko loss hua vah Tak aise mistake dobara na Karen Forex trading per aap jitni mehnat karenge practis karenge aapko uska result achcha milega Forex trading Mai hamen Apne senior se Rai leni chahie aur aur unke guideline ko follow Karen aur practice Karen.
                        • #13 Collapse

                          Re: Apne andar Se loss ka dar khatm Karen aur mehnat Karen.

                          g han apne andar se loss ka dar hetem keren kyun ke loss to business ka hisa ha loss ko koi nahi rok sakta ager ap darte rehen ge to kamyab kese ho ge is liye mehnat se kam keren kyun ke ap jitni zyada mehnat keren ge utna hi loss kum hone ke chances hen is liye mehnat ko apni zindagi ka maqsad bana len mehnat ker ke hi ap loss se bech sakte hen
                          • #14 Collapse

                            Re: Apne andar Se loss ka dar khatm Karen aur mehnat Karen.

                            Her business me loss hota hai isliye humein yea koshis karni chahiyea key hum mehnat sy kam karain or loss sy darain nahe balky mehnat sy or dil laga ker kam karain isi me humara faida hai or hum isi tarha kamyab ho sakty hain agar mehnat karengey tou kamyab hongey
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Apne andar Se loss ka dar khatm Karen aur mehnat Karen.

                              Dear aap nay aik achi shearing ki hay insaan us wakat tak hi forex may kaam nahi kar sakta hay jab tak kay us kay andar dar or khoof rahta ho agar aap kay andar ya hay to phir aap sahi tarha say kaam nahi kar saktay ho iss liya acha hay kay aap pahlay iss ko khatam kar lo agar aap ko loss ho bi jaata hay to aap apni abilty par dobara bonus lay saktay ho.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X