Analysis ki importance

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Analysis ki importance
    Dear wesy tu bht se analysis available hain forex market ko analyse krny k lye lekin in main se doo aisy hai Jo zyda use ho rhy hain. Un main se ek technical analysis hai or dosra fundamental analysis hai. Ye dono bht hi importance k hamil hain. Technical analysis main mathematics indicators or Charts istemal hoty hain Market ko analyse krny or trend find krny k lye jab k fundamental analysis main news events political issues foreign policies wghra effect krti hain is lye ye dono ko smjhna bht zarori hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Analysis ki importance

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Irfan32 پيغام ديکھيے
    Dear wesy tu bht se analysis available hain forex market ko analyse krny k lye lekin in main se doo aisy hai Jo zyda use ho rhy hain. Un main se ek technical analysis hai or dosra fundamental analysis hai. Ye dono bht hi importance k hamil hain. Technical analysis main mathematics indicators or Charts istemal hoty hain Market ko analyse krny or trend find krny k lye jab k fundamental analysis main news events political issues foreign policies wghra effect krti hain is lye ye dono ko smjhna bht zarori hai.
    analysis hamare liye bahut important hote hain without analyses ki koi bhi trader successful trading nahin kar sakta hai kyunki hamari trading totally hamare analyses per depend karti hai agar hamare analyses good hote hain to tabhi Ham profitable trading kar sakte hain aur agar hamen are analysed good nahin hote Hain to Ham kabhi bhi profitable trading nahin kar sakte hain aur na hi hamen apni trading se kuchh acche benefit mil sakte hain
    • #3 Collapse

      Re: Analysis ki importance

      Dear friend forex trading men analysis ki bahut ziyada importance hey kiun k jo log market ka analysis kiay bagher trade open kartay hen unn ko bara loss ho jata hey iss liay pahlay market ka mukamal analysis karen trading chart news aur signals ko dekh kar trend ko follow karen aur apnay balance k hisab se lot size select karen tu zaroor acha profit kama saktay hen
      • #4 Collapse

        Re: Analysis ki importance

        Anlysis bht ziyada important hey anlysis kea bgr hm kamyb Nhi Ho skty hm chya ky jb bh market main tread kra market ko anlysis kra jitna ziyada hm markt ki movmnt ka pta Ho GA us ky mutbk hm achi quilt ki tread lega kr acha profit hsil kr saky ga hm chya ky hm mhyny sa kam kra achi qulit ka kam kra ta ky kamyb Ho saky
        • #5 Collapse

          Re: Analysis ki importance

          Jii haan bilkul apki bat qabil tareef haii dear...forex trading ky andr bhot saary analysis haii ..but iss main 2 analysis aissy hain jin koo smjhna bhot hii zrorii haii jis sy hum achii trading kr sakain gyy uss main sab sy phala analysis technical analysias haii jiss main hum loig tmam indiicators wagira ko smjhty hain ..lakin uss ky bad hum fundimental analysis jrty hain woh aur zyada ahim haii jiss main hum loog sabhii chezon ko nazar main rkhty hain
          • #6 Collapse

            Re: Analysis ki importance

            dear friend forex trading mn market analysis ki bahot ziada importance ha keun k agr ap trade lganay sa pehlay market ka achhi trh analysis krtay hn aur market ki movement ko achhi trh read kr k uskay mutabik achhi trh soch smjh kr trade lgayn to ap achha profit gain kr sktay hn
            • #7 Collapse

              Re: Analysis ki importance

              Dear apne bhut achi bat ke hay pak forex trading ma market analysis ke bhut zadya zoure hay agar ap trade lagnay pahly market ko achi tarha analysis karty hay phir hum kamyab hu sakty trde ko heshama soch samjh lagny chlye humee bhut fadia hu gaa phir hum knowledge aur experience ka sath emotions control ka achaa forift hasil kar sakty hay
              • #8 Collapse

                Re: Analysis ki importance

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Irfan32 پيغام ديکھيے
                Dear wesy tu bht se analysis available hain forex market ko analyse krny k lye lekin in main se doo aisy hai Jo zyda use ho rhy hain. Un main se ek technical analysis hai or dosra fundamental analysis hai. Ye dono bht hi importance k hamil hain. Technical analysis main mathematics indicators or Charts istemal hoty hain Market ko analyse krny or trend find krny k lye jab k fundamental analysis main news events political issues foreign policies wghra effect krti hain is lye ye dono ko smjhna bht zarori hai.
                Analysis hamare liye bahut kimti hote Hain aur jab tak hamare analyses acche Na Ho tab tak hamen kamyabi nahin milati hai isliye hamen chahie ki Ham acche analyses Karen Taki hamen kamyabi mil sake agar Ham achcha kam karna chahte hain to hamen is kam ko sikhana chahie sikhenge nahin to Ham kabhi bhi market ko analyse nahin kar sakenge sikhane se Hi hamen kamyabi milati hai
                :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

                CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
                • #9 Collapse

                  Re: Analysis ki importance

                  hamy analysis ko learn kar ky use kar ky kam karna ho ga pher he hum pasisa kama skay gy forex aik amm bsiness ke nisbat acha business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hm is mai mahnet kary gy to hamy kamaybe hasal ho jy ge forex paksitan mai legal ban cuka hin hum is mai apny boss ap he hoty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Analysis ki importance

                    jee han dear ap ne boaht he achi baat shair ki hai main apki bbat se agree karta hun marktete main sab se main jo analysis hain woh techncal or funda mental analysis he hain agr aik trader ko ye analysis aa jaen to aik trader is se bohat he acha profit earn kar sakty hain hmen chhaiye k hum kisi aik analysis main mukamal uboor hasil karen aik achay trader k liye yahi aik analysis hi kafi ho ga agr us ne iss mian achi tarh maharat hasil ki hogi woh kabhi bhi loss mian nai jaa sakta agr us ne us ko achi tarha read kia hoga
                    • #11 Collapse

                      Re: Analysis ki importance

                      jee han dear ap ne boaht he achi baat shair ki hai main apki bbat se agree karta hun marktete main sab se main jo analysis hain woh techncal or funda mental analysis he hain agr aik trader ko ye analysis aa jaen to aik trader is se bohat he acha profit earn kar sakty hain hmen chhaiye k hum kisi aik analysis main mukamal uboor hasil karen aik achay trader k liye yahi aik analysis hi kafi ho ga agr us ne iss mian achi tarh maharat hasil ki hogi woh kabhi bhi loss mian nai jaa sakta agr us ne us ko achi tarha read kia hoga bjaye is k bohat sary analysis ko read kary sirf aik analysis ko achi tarah learn kary or achi earnig karay
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Analysis ki importance

                        New members Jo analysis ke bagair Forex trading Mein Jo Pee trade open karte hain uska Hamen profit kam hota hai aur loss Jyada hota hai isliye Hamen chahie ki Ham Apne analysis ke mutabik trade Karen tabhi Ham Forex trading Mein Kamyab ho sakte hain Forex all world mein best business hai Forex Mein knowledge or experience ke sath Apne emotion ko control Karke kam karna padta hai lalach Nahin Karni chahie money management ke sath kam karna chahie to aapko loss kam Hoga aur aap acchi earning kar Sakenge

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X