Stop loss Kia ha ??
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Stop loss Kia ha ??
    Dear forex members forex aik bohot achaa or kamyab bussiness ya forex bussiness is waqt pura world ma famous bussiness ha ismein Kam Karna koi mushkil Ni ha ham ghr baith Kar online Kam kar sakty han or Mara aap friends sa sawal ha k trading ma ya stop loss kia ha :1f616:
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Stop loss Kia ha ??

    Stop loss Kiya hai boaht acha swal hai forex mein aap jab trading krtay hai tu aap agar stop loss laga Kar trada lagay gay tu aap ko acha profit bi hota hai or aap ka account bi save rhay ga forex mein aap ko soch samaj Kar trade lagay gay tu kamyabi ho gi
    • #3 Collapse

      Re: Stop loss Kia ha ??

      dear jsay Ap ko dar rehta h k agr loss ho gya to kya hoga m to abhi bzy hn data ni h ya aap so rhy h r apki trade to chal rhi hoti h tb apko zyda loss na ho to hm tb stop loss lgatay h k itne dollar ka loss ho zyda na ho lkn hmen stop loss ni lgana chahye hmesha take profit lgana chahye.
      Mehnat + Knowledge × experience = SUCCESS
      • #4 Collapse

        Re: Stop loss Kia ha ??

        g han bhai apne bhut he acha sawal kia hai stop loss use kerny say hamara account wash hony se bach jata hai ager market opposite chly jay bhut zyda to hamein apna accoount wash hone say bachny k lie stop loss use kerna chy hamein ehtyaat say lagana chy warna bhut bara nuqsan bhi ho sakta hai .........
        • #5 Collapse

          Re: Stop loss Kia ha ??

          Dear brother forex trading men stop loss aik bahut hi acha option hey jiss ki waja se loss ko aik jaga fix kar letey hen aur stop loss hamaray account ki safety k liay hota hey aur trade lagatay waqt stop loss ko use kar k loss ko kam kar saktay hen aur itni limit rakhtay hen jo aasani se recover bhi kar saken
          • #6 Collapse

            Re: Stop loss Kia ha ??

            Assalam o alikum friends ksy ha ap sb stop loss ya ha jaisy ap trading krti ha ap stop loss kr ka trading kri jis si ap zyada profit hasil kr sakty ha or zyada earrings hasil kr sakti ha or apka account bhi safe rhi ga ye axha treqa ha apni account ko save rakhny ka
            • #7 Collapse

              Re: Stop loss Kia ha ??

              stop loss aik option hai jis ko ham save rehne ke liye use karte hain agar hamne acha kaam karna hai to hmain is ko lazmi use karna chahiye kyon ke is mein mehnat hai aur agar ham mehnat karain ge to ham kameayb ho sakte hain is liye jitna bhi ho mehnat karain acha kaam karne ke liye agar ham ne mehnat anhi ki to ham kabhi bhi earning nahi kar sakte
              • #8 Collapse

                Re: Stop loss Kia ha ??

                stop loss kamaybe ka aik tool hain hamy is ko use kar ky kam karna ho ga pher he hm trading kar ky pasia kama skay gy forex aik online business haain hm is mai part time be km kakr sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai agar tuka system sy kam kary gy to hamara account baned ho jy ga forex aik bohat bara ir acha business hain
                • #9 Collapse

                  Re: Stop loss Kia ha ??

                  stop loss 1 to level up is tool ka use karke big loss se bacha sakte ho is tarah se aapka account bhi wash hone se Bach jata hai is tarah se aap bahut acchi trading kar paate ho aapko hamesha apni har ek Friend mein stop loss ka use karna chahie tha ki aap acchi trading kar Sako
                  • #10 Collapse

                    Re: Stop loss Kia ha ??

                    jb bhi hum koi rade lagaty hain to agr hum stop loss laga lety hain to hum bary loss say mehfooz reh jaty hain agarcha humin kam loss ho jata hai jahan tk hum apny loss ko stop krty hain jis ki wajha say humin bara loss ya account wash hony say mehfooz reh jatay hain.
                    Jazak ALLAH ツ
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Stop loss Kia ha ??

                      Dear stop loss aap ko loss say bachanay kay liya aik zarya hay iss say aap loss say bach jaatay ho albata aap ko utna loss ho jaata hay jitna pip par aap nay iss ko rakha hoga iss waja say zarori hay kay analyzing ko bahtar rakho takay aap ko stop loss laganay ki zarorat hi na rahay laykin phir bi iss ko laga liya karo complete loss nahi ho ga.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X