Forex trading maie himmat na hare kamyabi hogi.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading maie himmat na hare kamyabi hogi.
    Forex trading main hmain ghabrana nahin chahie loss se a apni mainet jari rakhen nafa nuksan hur karobaar ka hissa hai insan ghabrata nahin balke meinet ari rakhta hai acche ke ummid rakhen apni galtiyon se Sabak asel Karen money management ka khas kyal rakhen aur apni mistake ko dur karne ki koshish karen jyada lalach na Karen aur koshish karne ke jyada Se jyada practis Karen market ko samjhe.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading maie himmat na hare kamyabi hogi.

    Forex main treading main hm himt sa kam krna chta tb hi kamyb Ho ga..... Forex ky business main loss hota rhta hy ugr hm loss Ho to subr sa kam ly himt sa kam kra mayso na Ho jitni ziyada mhynt kra ga utna ziyada kamyb Ho ga or profit hsil kr saky ga..... Hm chya ky hm mhynt sa kam kra ta ky kamyb ho
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading maie himmat na hare kamyabi hogi.

      g bilkul jis kam main ap kabi haimat nai harty or hamesha use apny time par karty hain to apko kabi bhi loss ka samna na krna parta humin chaye ke hum apny time par apna kam krin or mehnat krna nai chorin to humin boht achi kamiybi hasil ho sakti hai.
      Jazak ALLAH ツ
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading maie himmat na hare kamyabi hogi.

        Forex market main trade kerty huey profit aur loss tou her kisi ko hota hai lekin jo loss sy dar jaty hain woh kabhi bhi kamyab nehi ho sakty agar forex market main kamyab hona hai tou hamain loss ky bawajood forex market main trade continue kerna hogi ky jab acha experience hasil ho jaey tou hamain kamyabi bhi hasil ho jati hai
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading maie himmat na hare kamyabi hogi.

          himate mardan r madad e ALLAH ksi me yeh Sach he kaha that qk her field men kamyab hone ke lye yeh he kamyabi ke guarantee hoti hai r forex pe kaam kr ke agr hum kamyabi hasil krna chahte hain to hum ko apne ander bardasht,saber r hosla r himat paida kr lena chahye qk is pe hum ko bht c mushkalat bhi paish a skti hain r hamen loss bhi ho skta ha to usko ignore kr next move krna chhaye
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading maie himmat na hare kamyabi hogi.

            Agar koi ye samjay k forex say wo pehlay maheenay say he profit start karega tho ye ghalath fehmi hay kionka ye koi asaan business nahee hay is may aap ko start may buhut losess hothqy hwy lekin os say himath nahee haarna chahiwy our apne ziada tawaju apnay experiance our knowledge par dena chahiqy kionka yahe dhono cheezay aap ko kamyaabi dhilathe hay.
            • #7 Collapse

              Re: Forex trading maie himmat na hare kamyabi hogi.

              dear friend agar ap nay forex ko joinkia hy to ap ko chahye as main mahnat karen aur as mainach knowlldeg hasel karny ki koshehskaren tab hi as mainap kameyab ho sajkty hain forex k bahternearning wala bahterenbusnes hy asay zaror join karny k bad as mainap ko mahnat bhi krni chahye
              • #8 Collapse

                Re: Forex trading maie himmat na hare kamyabi hogi.

                G han friend aap ki baat bilkul teek hy k hmain forex main himat sy kam karna chahaiy aur hmain himat nhai harni chahaiy kun k agar ham himat har jaein gy to forex main kamyab kaisy hon gy agar hain agy bharna hy to hmain apna kam forex main jari rkhna ho ga tabhi ham iss forum main kamyabi hasil kar sakty hain.
                • #9 Collapse

                  Re: Forex trading maie himmat na hare kamyabi hogi.

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Tani1234 پيغام ديکھيے
                  Forex trading main hmain ghabrana nahin chahie loss se a apni mainet jari rakhen nafa nuksan hur karobaar ka hissa hai insan ghabrata nahin balke meinet ari rakhta hai acche ke ummid rakhen apni galtiyon se Sabak asel Karen money management ka khas kyal rakhen aur apni mistake ko dur karne ki koshish karen jyada lalach na Karen aur koshish karne ke jyada Se jyada practis Karen market ko samjhe.
                  Agar Hamen Forex trading Mein kam Karke Kabhi Na Kami hoti hai aur Hamen loss hota hai to Himmat Nahin Harni chahie mehnat Karke kam Karte Rahana chahie Jab Ham mehnat Karke kam Karenge To Hamara kam Achcha Bhi Hoga aur Hamari Yad Nahin bhi acchi Hogi
                  FRD 07 TRADING JOURNAL
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex trading maie himmat na hare kamyabi hogi.

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Tani1234 پيغام ديکھيے
                    Forex trading main hmain ghabrana nahin chahie loss se a apni mainet jari rakhen nafa nuksan hur karobaar ka hissa hai insan ghabrata nahin balke meinet ari rakhta hai acche ke ummid rakhen apni galtiyon se Sabak asel Karen money management ka khas kyal rakhen aur apni mistake ko dur karne ki koshish karen jyada lalach na Karen aur koshish karne ke jyada Se jyada practis Karen market ko samjhe.
                    Agar Hamen Forex trading Mein kam Karke Kabhi Na kam hoti hai aur Hamen loss hota hai to Himmat Nahin Harni chahie mehnat Karke kam Karte Rahana chahie Jab Ham mehnat Karke kam Karenge To Hamara kam Achcha Bhi Hoga aur Hamari Yad Nahin bhi acchi Hogi
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex trading maie himmat na hare kamyabi hogi.

                      My dear friend agr ap forex trading main kamyab hona chaty hain tu us k lye zarori hai k ap kabi b himat na hariein. Agr ap forex main profit hasil krna chahty hain tu us k lye zarori hai k ap hmsha confident rhy apny decision pr focus kryn. Forum k rules ko follow kryn or trading k rules ko b follow kryn takeh ap log hmsha Profit hasil kr sky or agr loss b ho tu ap himmat ni hary.
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex trading maie himmat na hare kamyabi hogi.

                        han bilkul asa hi ha humy kabi b himat nahi harni chaiya humy chaiya k hum jo b kam kayn soch smjh k dehan sa karyn tabi b asa na karyn k beagr sochy smjhyn baegar analysi k trade karyn or fir loss ko fac karyn jab b kam karyn acha karyn soch smjh k kryn taky best trading result gain karskyn or best trader ban skyn
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex trading maie himmat na hare kamyabi hogi.

                          halat koi be ho hamy himmat nahi harni chahey hamy is main hard work or lagan sy kam karna chahey pher hi ham successful ho sakty hain or acha prorfit hasil kar ky aoni zarorto ko pora kar sakty hain ham is main apni marzi sy time table bana kar is main part time be kam kar sakty hain or ham is man apni amrzi sy full time be kam kar sakty hain yai aik real job hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex trading maie himmat na hare kamyabi hogi.

                            forex trading ma kamzor or buzdil logon ko hisa nahi lena chahye un logon ko join kerna chahye jo strong ho jo loss ke bad bi himmat na haren loss ke bad bi mehnat jari rekhen kyun ke jo himat haar jate hen kabi kamyab nahi hote sabar or mehnat kerne wale hi kamyab trader bante hen
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex trading maie himmat na hare kamyabi hogi.

                              Kuch Log bagair sekhe Trading karna Lag jate hen wo kahin mahino tak forum par kamaya huwa bonus aik hi hafte me zaya kardete hen Unko chahe kay sekh k trading karen aur hamesha trend kay sath hi trade kare taky profit me rahen ya fir kisi expert kay signa follow karen taky profit hasil hoske

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X