dosto ya kam try try again wala kam hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: dosto ya kam try try again wala kam hai

    Assalamu Alaikum ji friend forex business mein plane ke sath kam karna chahie yah kam trigaine wala Nahin Hai ismein Hamen Apna target Banakar rojana kam karna chahie Forex ko Jyada Waqt Dena chahie acche experience ke sath hi mehnat Karni chahie FIR Ham Kamyab forex business Duniya ka number 1 Business forex business Mein kamyabi Hasil karna bahut jaruri hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: dosto ya kam try try again wala kam hai

      Hn g bilkul forex mn himat waly bndy kam kr skty hn q k is mn loss b ho skta ha jisk bd hmen dobra try krni hoti ha is lye apko is mn kam krna ha to try again zror krty rhna hoga taky mehnat ka phal mil sky
      • #18 Collapse

        Re: dosto ya kam try try again wala kam hai

        g han ye kam try try agaian wala kam ha ager is ma ek bar ap ko nakami milti ha to phir tray keren himat na haren try try again keren ge to insshallah aik din zaror kamyab ho jain ge kabi bi himat nahi harni chahye bulke sabar or hosle se kam lena chahye sabar ka phal zaror mile ga koshish or mehnat jari rekhen
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #19 Collapse

          Re: dosto ya kam try try again wala kam hai

          Bilkul main is baat se agree karti hun Forex aik aesa business hai jis main hame aksar loss ho jata hai so hame loss ki waja se pareshan nahi hona chahye balke hame musalsal koshish or mehnat jary rakhni chahye then hamara loss bhi easily recover ho jaye ga musalsal koshish or mehnat hi hame kamyabi ki tarf le jati hai so hame himat nahi harni chaye .

          اب آن لائن

          Working...
          X