stop loss hamary lie nuqsan deh q?????

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    stop loss hamary lie nuqsan deh q?????
    hamein stop loss ehtyaat se lagna chy kuch members esay hain jo har trade pe stop loss use kerty hain thora sa market trend opposite jany ki waja se unka bhut zyda loss ho jata hai stop loss acha bhi hai our nuqsan deh bhi to hamein issay dekh k lagana chy............
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: stop loss hamary lie nuqsan deh q?????

    stop loss hmesha ap k lye nuwsan de hi qk jsay ap loss stop lgtay hain r wh trade loss m ja k close ho jati h islye hmesha stop loss na lgain hmesha take profit hi lgain jo k ap k lye faida mand hi.
    Mehnat + Knowledge × experience = SUCCESS
    • #3 Collapse

      Re: stop loss hamary lie nuqsan deh q?????

      hun humain apni her trdae main SL set nhi kerna chahaiy hun ager humari trdae risky ah tu humain SL us main zarore set kerna chahaiy taky hum bht bary loss se safe rah sakein aur humara acount wash na ho ager hum apni safe trdae main bhi SL set ker daity ahn tu is se humain kham khah loss ho sakta ha.
      • #4 Collapse

        Re: stop loss hamary lie nuqsan deh q?????

        اصل پيغام ارسال کردہ از: aatiqaambreen پيغام ديکھيے
        hamein stop loss ehtyaat se lagna chy kuch members esay hain jo har trade pe stop loss use kerty hain thora sa market trend opposite jany ki waja se unka bhut zyda loss ho jata hai stop loss acha bhi hai our nuqsan deh bhi to hamein issay dekh k lagana chy............
        Dear main aapse aagrah nahin hun Stoploss hamare liye bahut hi useful aur important hota hai aur stoploss ki vajah se Hi Ham market mein successful ho sakte hain aur apne account ko shesh rakh sakte hain isliye hamen chahie kam stop-loss ko jarur use Kiya Karen kyunki yah hamari trading mein kafi helpful hota hai
        • #5 Collapse

          Re: stop loss hamary lie nuqsan deh q?????

          Stop loss ko take profit se ziada pips pe set kia jata hai tah k take profit jaldi hit ho jaye lekin stop loss ka ye faida bhi hai k is se traders k accounts wash nhi hoty jis tarah aaj kal market ka behaviour hai aisy mein stop loss zaror set krna chahiye loss mein trade close ho jaye woh theek hai lekin account wash hona theek nhi hai.
          • #6 Collapse

            Re: stop loss hamary lie nuqsan deh q?????

            Beshak stop loss hamary account ko safe rakhta hai to aesa nahi k her teade main bager sochy samjhy is ka use kiya jay ager ap small lot se trade open ker rahy hain to tab bhi preshani ki koi bat nahi kiun k small lot apka account wash hony se mehfooz rakhti hai is liye big lot to kabhi bhi na use karen r her trade main sl na use karen
            • #7 Collapse

              Re: stop loss hamary lie nuqsan deh q?????

              dear friend forex trading mn stop loss ko use krnay sa apki trade loss mn close zroor hoti ha lekin apka account wash honay sa bach skta ha meray khial mn to stop loss lazmi use krna chayay keun k thora loss to recover ho skta ha lekin account wash krwana theak naen ha
              • #8 Collapse

                Re: stop loss hamary lie nuqsan deh q?????

                FoRex Main Kaaamyaab Honay k LiYe Humaara Pending Orders ko Use KaRnaaa BhoT ZaRoori Hai Lekin Jab hum stop Loss Kaa Use KaRtay Hain To dekhnay Main Aaaya Hai k Zyaada tar Stop Loss Hi Hit HoTaaa ReHtaaa Hai Jis Ki Wajaaa Se Kayi DaFaa Kaaafi Baraa Loss Ho JaaTa Hai isliye HumEn Har trade Main Stop Loss Nahi Use KaRnaa Chaahiye....
                • #9 Collapse

                  Re: stop loss hamary lie nuqsan deh q?????

                  g han asa he hain hamy stop loss ko use kar ky kam karna ho ag pher he hum paias kama skay gy forex aik boht bara business hain hum is mai night mai be kam akr sakty hain hum is mai day mai be kam kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho ga hum gar mai bath kar is mai asane sy kam kar sakty hain is mia hmara koi be boss nahi hain
                  ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                  • #10 Collapse

                    Re: stop loss hamary lie nuqsan deh q?????

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: aatiqaambreen پيغام ديکھيے
                    hamein stop loss ehtyaat se lagna chy kuch members esay hain jo har trade pe stop loss use kerty hain thora sa market trend opposite jany ki waja se unka bhut zyda loss ho jata hai stop loss acha bhi hai our nuqsan deh bhi to hamein issay dekh k lagana chy............


                    Assalamu Alaikum dear Forex member vaise Agar Dekha Jaaye to stop loss Hamare liye nuksan Nahin Hai balki yah Hamare account ko safety provide Karta Hai capital khatm hone se isliye yah Hamare liye profitable hai aur bahut hi Achcha hai ya nuksan da Nahin Hai Hamen main isko disadvantage Nahin samajhna chahie
                    Visit My Profile
                    • #11 Collapse

                      Re: stop loss hamary lie nuqsan deh q?????

                      Aisa Nahin Hai Star Plus Hamen kabhi bhi nuksan nahin deta balki stop loss to hamare liye bahut profitable hai agar Hum Star Plus ka istemal Karte Hain To Ham bahut acche tarike se apne account ko wash hone se bacha sakte hain Kyunki aajkal Jo market ki movement chal rahi hai ine Dinon To Hamen stop loss ko maximum Dene Ki Koshish Karni chahie Is Tarah Ham Apne account ko bahut acche tarike se saaf Rakh Sakenge aur bahut acchi trading Se Achcha profit Hasil karne Ke Kabil Ho Sakenge
                      • #12 Collapse

                        Re: stop loss hamary lie nuqsan deh q?????

                        stop loss hamare liye buhat hi acha hai agar ham is ko use karte hain to ham buhat bare losses se bacht jate hain aur ham loss nahi karte hain ham choita loss kar ke nikal jate ain aur phuir next achi entry le lete hain aur is mein hi hmain acha kaam karna hai aur agar ham ne acha kaam karna haoi to hi ham yahan kaam kar sakte hain
                        • #13 Collapse

                          Re: stop loss hamary lie nuqsan deh q?????

                          Assalamu Alaikum dear Forex member vaise Agar Dekha Jaaye to stop loss Hamare liye nuksan Nahin Hai balki yah Hamare account ko safety provide Karta Hai capital khatm hone se isliye yah Hamare liye profitable hai aur bahut hi Achcha hai ya nuksan da Nahin Hai Hamen main isko disadvantage Nahin samajhna chahie
                          • #14 Collapse

                            Re: stop loss hamary lie nuqsan deh q?????

                            Agar ham Forex trading Mein SL use na Karen To Kuchh Nahin Hota agar Ham lot size kam rakhkar trade open Karen tab bhi Hamara account safe rahata hai aur Hamara account wash Nahin Hota abhi knowledge or experience ke sath trade open Karni chahie jitne acche experience ke sath aur land ke sath Karenge Itna achha profit kaise kar sakte hain aur Apna account safe Rakh Sakte hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: stop loss hamary lie nuqsan deh q?????

                              Aslam o allikoum dear aap nay achi bat ke hai kay stop loss hota too nuqsan dah hai per es main agr aik trader daikh kay jb wo apni trade per stop loss lagta hai too wo kafi loss honay say bach jata hai account wash nhi hota hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X