Market ka opening aur closing time..?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Market ka opening aur closing time..?
    dear Forex members
    I want to know that forex market ka closing aur opening time kya hota hai Kyunki Raat trading Ke dauran 2 Baje market Band Ho Gai Thi Mujhe iska Idea nahin tha ki yah kis time close hoti hai isliye seniors members please bata de k kis time close hoti hai aur open Kis time Hoti Hai . Aaj Subah yeh open kis time Hogi..?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Market ka opening aur closing time..?

    Market ka time ap net se dekh sakte ho monday se,,,, friday he request he ke ase post zeyda se zeyda Karen take hum yaha ache income kama saken or me ap ke bat se itifaq karta ho, .....ap ne bil kul thekh kaha he, or hum ap ke is mofeed post se bohat he fida hasil kar sakte hen yaha kam karo time na dekihooo
    • #3 Collapse

      Re: Market ka opening aur closing time..?

      Dear forex main market ke opening raat k 3 bajy hoti hy aur kuch oil aur gold silver 4 bjy open hoty hain aur closing raat k kitny bjy hoti hy kujy nahi pata hy lakin humain is main apny kaam kar focus karna chaye aur working time main kaam karna chaye aur mehnat kr i chye.
      • #4 Collapse

        Re: Market ka opening aur closing time..?

        Forex ik international business hy ya hft main 2 din close hoti hy ya markt aj or kal bending rha gi is lia hm apna tread ko soch semjh kr krna chya tb hi kamyb Ho ga....... Jb bh hm tread kr rha Ho to hm market ki pori pori information rkhni chya tb hi hm kamyb Ho ga or acha profit mily ga
        • #5 Collapse

          Re: Market ka opening aur closing time..?

          Dear apko aik achi post pe thanks. Market ka opening or closing time madd e nazar rakhna bahut zaroori hay, q kay trading ki sell or buy isi hisab say hoti hay, magar aj market open nai hogi, Saturday or sunday market close rehti hay, is liye ab ye monday ko open hogi, is liye hamain pehly say achi planning kar kay market kay open honay ka intizar karna chahiye, or monday ko again aik acha start laina chahiye,
          Last edited by ; 14-03-2020, 07:57 AM.
          • #6 Collapse

            Re: Market ka opening aur closing time..?

            Market jis time pe close hoti hai woh raat k 2 bjy ka time hota hai phr market Monday ko raat 2 bjy open ho jati hai market ki opening aur closing k waqt trading nhi krni chahiye kionkeh market ki movement clear nhi hoti aur waisy bhi market Monday ko boht gap se open hoti hai is liye soch samjh k trading krni chahiye.
            • #7 Collapse

              Re: Market ka opening aur closing time..?

              Dear rat friday start ho chuka tha to markete friday ki rat 2 bajy hi close hoti hai r sunday ko rat 12 bajy k bad jab minday start hota hai to rat 2 bajy hi close ho jati hai r mo day to friday 5 working days main ham is main trade ker sakty hain r off days main trade nahi nhe kr sakty
              • #8 Collapse

                Re: Market ka opening aur closing time..?

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Kainat Fatima پيغام ديکھيے
                dear Forex members
                I want to know that forex market ka closing aur opening time kya hota hai Kyunki Raat trading Ke dauran 2 Baje market Band Ho Gai Thi Mujhe iska Idea nahin tha ki yah kis time close hoti hai isliye seniors members please bata de k kis time close hoti hai aur open Kis time Hoti Hai . Aaj Subah yeh open kis time Hogi..?
                Good sharing my brother aapane market ke bare mein kafi acchi information share ki hai market raat ko 2:00 baje close Ho jaati hai aur FIR Monday auto baje hi open hoti hai hamen market ki opening closing ke bare mein pata hona jaruri hai Taki ham right time per right entry Le sake
                • #9 Collapse

                  Re: Market ka opening aur closing time..?

                  Maarket pakistaank TimE k mutaabiq Taqrdeban 4 bajay close Hiti Hai Friday Ki Raaat ko oR SuNday Wali moNday ko Raaat ko 4 bajay opEn ho Jaaaati Hai HumEn jab MaRket Close Ho Rahi Ho Us Se Pehlay Trade Close KaR Dni Chaaahiye WaRnaa HumEn Kaaafi Zyaada Loss Ho SakTaaa Hai Or Kagi Dafaaa isi Wajaaa se Humaara AccoUnt Bhi Wash Ho Jaaata hai....
                  • #10 Collapse

                    Re: Market ka opening aur closing time..?

                    hamy market ke movement ko samjna ho ga hamy mahnet karne ho ge pher he hum pasia kma saky gy forex aik bohat bara business hain hum is mai part time be kam kar sakty haun hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai agar greedy ban ky kam kary gy to hamy loss ho ga hum is mai agar tukka system sy kam kary gy to hamy loss ho jy ga
                    ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                    • #11 Collapse

                      Re: Market ka opening aur closing time..?

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Kainat Fatima پيغام ديکھيے
                      dear Forex members
                      I want to know that forex market ka closing aur opening time kya hota hai Kyunki Raat trading Ke dauran 2 Baje market Band Ho Gai Thi Mujhe iska Idea nahin tha ki yah kis time close hoti hai isliye seniors members please bata de k kis time close hoti hai aur open Kis time Hoti Hai . Aaj Subah yeh open kis time Hogi..?

                      Assalamu Alaikum dear Forex member aaj main aapko market ke closing aur opening dates aur Unka time batane Laga Hun Jis per market open bhi hota hai aur close bhi hota hai Jinke perfect time Hote Hain vah yah hain...
                      1. Friday night 3 bjy close ho jata hay aur phir 48 ghantay tk close hi rehtaa hay aur phir sunday ki night time mtlb monday ki saubaah ko 3 bjay open ho jata hay is traah phir 5 din tak yh on rehtaa hay aur phir again 2 sin ke loye close ho jataa hay ....
                      Visit My Profile
                      • #12 Collapse

                        Re: Market ka opening aur closing time..?

                        Assalam walekum dear member Forex trading VK 5 market open hoti hai aur aur hamen Jo trading session hamare liye Jo baithe Hain vah us session aur European session is mein Ham acche trading kar sakte hain kyunki is time mein moment market mein jyada hoti hai aur weekend ko Ham apni posting ko time de sakte hain aur apna Kam Kamal kar sakte hain achcha Aur meri kam karke.
                        • #13 Collapse

                          Re: Market ka opening aur closing time..?

                          Bilkul aisa hi hai market raat ko do baje tak close Ho Jaati Hai Aur morning mein kabhi Char Kabhi Panch Baje open Hoti Hai Hamen bahut Soch samajhkar trading Karni chahie aur Market ki closing per apni trade ko koshish Karenge close kar den Kyunki next aajkal market ki movement ko samajhna possible Nahin Hota aur Market Agar small mubi Leti Hai Hamari trade ke against To Hamara account was ho jata hai isliye Hamen Soch Samajh Kar ine Dinon Apne decisions ko Lene Ki Koshish Karni chahie aur Soch Samajh Kar Apne trading ko Kamyab banane ki koshish Karni chahie otherwise per Hamen Apna nuksan karne ke liye ready Rahana chahie
                          • #14 Collapse

                            Re: Market ka opening aur closing time..?

                            Dear friend Mujhe market ki opening or closing ka exact time nahin Pata Aur na hi Kabhi Maine ki note kiya hai Mein Aksar morning mein ya evening mein kam karta hun Kabhi Itni let night main Kam Nahin Kiya Jiski vajah Se Mujhe is baat ka koi nahin hai isliye aapko bhi chahie ki aur daytime Mein ya FIR evening mein kam karne ki koshish karen Kyunki use Waqt mind fresh hota hai use Waqt kaam mein kamyabi Hasil karna possible ho sakta hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Market ka opening aur closing time..?

                              ji dear sir aap nay sahi time bataya hay market ka yahi time hay laykin jab iss may flow aajata hay to ya us wakat loss ka sabab ban sakti hay agar aap ki entry iss kay against hay to iss liya jiss time aap ko lag raha ho kay flow aa sakta hay to aap us time may trading hi na karo que kay iss may loss hi loss hota hay jo kay aap baad may cover bi nahi kar saktay ho.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X