Trilling stop ki setting

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trilling stop ki setting
    forex trading min hum buhat sare tools aur option use kar k apne profit k emkanat ko barha aur apne loss ko ghata sakte hin un sab tools min aik buhat eham aur important tool trilling stop bhi he. Es ko use kar k hum ziayda se ziyada faida jo bhi us marekt min harkat ki wajah se mojod hota he wo le sakte hin. Main ap doston se pochna chaht hon k hum trilling stop ki keise setting karin?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    han bhai trilling stop ki setting sa ya possible hai ap achii earning ker sakte hou or apna profit bhi nikal sakte hou bilkul easy way sa or zeyada sa zeyada faida bhi utha sakte hou is kam sa
    • #3 Collapse

      sorry bahi, is bary main mjy malomaat hasil nahi hain. aur main aap ka boht shukar guzar hoon jo aap k is topic ki wajah sy kuch naya seekny ko mily ga.
      • #4 Collapse

        yes my dear ap ne sahi kaha forex ek buht hi zabardast tool trilling stop b hai is ki madad se ap buht hi best trading kr sakte khaas kr us time jb market movement slow ho to ap is ko apply kro jb market taiz ho to yaqeenan ap ko buht ziada faida dey haye gi
        • #5 Collapse

          Trilling stop? i am new in forex tu ap ke thread mein jo ap ne pochahw hai mujhe us ke bare mein knowledge nahin he, well it is so helful for new comers, ese thraed diya karen take bakiyun ke posts se ham new comers ko knowledge mile :)
          • #6 Collapse

            yah aak option hay kyun kay may tu yah kahta hoon kay agar aap nay forex may kamyabi hasil karni hay tu phr trilling stop hi ko zaroor sikhain.
            • #7 Collapse

              yes dear me ap ki bat se agree karota hu kyu kay forex business me ahr trader asani se apni mistaakes aur loass se learn koar sakta hay aur acha trader wohi hota hay ajo apne loss se learn kare aur apni mistakes ki correction kare.
              • #8 Collapse

                forex trading mien hamko chahiye ke ham is mien agar long trend ke sath trading karen to is mien hamko chahiye ke is ien trailing stop ko su ekarke trading karen.
                • #9 Collapse

                  trailing stop bohat acha tool ha mt4 platform ke liye jb markete movements tez ho to trailing stop use krein aur trade ke mutabiq trailing stop set kr ke apnay profit ko lock kr sktey he. khas kr jb high impect news ka time ho to trade open kr ke trailing stop set krein.
                  • #10 Collapse

                    gee bhai forex trading mein trailing stop ko mange krna he aur hmein ne jb order laga lia hota he to us ko right clcik krien ge to hmien trailing stop ka option nazr ata he wahan se is ko apne mraze se trader ne stop ke points set krne hote hien
                    • #11 Collapse

                      Trailing Stop,Sell limit or buy limit ye sbi pending orders ki types hai jinhay market mai honay walay zyada high movement say earning or loss krnay k liye use kiya jata hai or kisi b pending order ko use krnay say phlay perfect entry or exit points ko findout krna bohat zroori hota hai.
                      https://t.me/pump_upp
                      • #12 Collapse

                        trilling stop ka use shahid kuch trader kerty hain but jitna man risk k factor ku decrease kernay ka real tool samjhta hun wu stop loss hi hai jub trade lagyn tu stop loss lazmi use karain take profit nae bhi kerty tu sl na bhoolain.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          trailing stop ka best use news time k waqt kia jaa sakta hai jab aap ki trade profit main ho aor aap ko andaza naa ho k market abhi aor favour main jaae gi ya phi loss main us trailing stop kuch munasib points pe set kar dain k market agar utne points wapas palte to aap ki trade profit main hi cut ho

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X