umeed ka daman nai chorna chahye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    umeed ka daman nai chorna chahye
    achy ki umeed rakh k hi trade karni ho gi tab hi hum sucess ho sakty hain aur market main planing kar k hi hum achi trade kar k hi hum sucess ho sakty hain aur hamain experience hasil ka rk hi hum perform karnyy k kabil ho sakty hain aur is foruum main emotion ko kabo main rakhna ho ga tab hi hum achy say trade kanry main bi koi prblm na ho saky gi aur hamain is say loss km ho saky ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: umeed ka daman nai chorna chahye

    Ge ha forex member pak forex forum per karne me ymeed ka daman nahi chorna chaya aur acha kam karna chaya hum jitna acha knkwledge pak forex forum se hasil kare ge is ka acha result hasil ho ga
    • #3 Collapse

      Re: umeed ka daman nai chorna chahye

      G han forex trading dunia ka wahid business hey jiss men mehnat ka phal zaroor milta hey iss liay pahlay acha knowledge aur experience hasil karen aur phir market ka anaylsis karen aur phir small lot size ko use karen aur phir forex se achay profit ki umeed rakh saktay hen
      • #4 Collapse

        Re: umeed ka daman nai chorna chahye

        ummid per hi duniya kayam hai isliye aapko bhi ummid rakh Kar Hi Kam karte rahana chahie aur acchi tarah se hardworking karte rahana chahie Taki aap ek acche aur kamyab trader Ban sake isliye aapko kabhi bhi ummid nahin harni chahie balki hamesha ummid ke sath Hi Kam karte hain rahana chahie
        • #5 Collapse

          Re: umeed ka daman nai chorna chahye

          Brother ap ki bat theek hy main ap ki bat sty agree ekrta hun waqia gr hm logo ny forex main kam kern hy tu asani ky sath ap ko apny mind main yi bat rakhni ho gi tu hi kamaybi mill sakti hy ky is ko sekhan ho ga tu hi hm log is main hm log is ko jab tak sekhty hy tu hi asani ky sath hm log is main kamyabi ky sath hasil ki ja sakti hy wern ayi bahut hi riski market hy is main kamabnan asan nahi hota hy.
          • #6 Collapse

            Re: umeed ka daman nai chorna chahye

            G bilkul umeed ko nahi chorrna chahiy apni concentration apny work py rakhain ta k apko successful hone ki umeed rahy k apny mehnat ki Hy or mehnat kbi zaya nhi jati
            • #7 Collapse

              Re: umeed ka daman nai chorna chahye

              Assalamu Alaikum ji friend forex business Mein Hamen ummid ka Daman Nahin chhodana chahie Jab Ham acche experience ke sath kam Karenge Dil lagakar Meint Karenge to forex business Mein Hamen Achcha profit Hoga aur ham Kamyab Ho jaenge forex business 1 asan business ismein Mushkil Koi Nahin Hai Jab Ham acche tarike se kam Karenge Ham Kamyab Hain forex business Pakistan ka Kendra business hai
              • #8 Collapse

                Re: umeed ka daman nai chorna chahye

                Umeed ni chori chye umed ka daman mat chori q k dunya umeed pr qaim ha ap jitna boyegyy utna hasil krengii axhi khasii mahnat taki ap zald aj zald kamyab ho forex acha business ha ap or business sii yahan pr rat mn bhi kam kri ya din mn ap axha bonus hsil kr sktii ha
                • #9 Collapse

                  Re: umeed ka daman nai chorna chahye

                  g han ap nay thk kha hai so hamain is forum main soch samjh k hi trade karni ho gi tab hi hum sucess ho skaty hain aur hamain market main analyse kar k hi hum achi trade kar k hi hum perform karny k kabil ho sakty hain aur hamain market main enter hohny say pahly is k rules ko mind main rakhna ho ga tab hi hum achy say trade kar k hi hum perform karny k kabil hon gay
                  • #10 Collapse

                    Re: umeed ka daman nai chorna chahye

                    agar aapane kamyabi hasil karni hai to aapko nahin rakh kar kam karna chahie jab tak aap ke sath Kam nahin karenge tab tak aap acchi tarah se working nahin kar payenge aur ISI vajah se aapko kamyabi hasil nahin ho payegi isliye kamyabi hasil karne ke liye unke sath kam karna bahut jaruri Hota hai
                    • #11 Collapse

                      Re: umeed ka daman nai chorna chahye

                      Achi agar ummeed hoo gi to friends ham acha result hasil Kare ge positive to hame forex ke mutalliq bhi acha soch Kar kaam karna chahiey aor umeed ka Daman nahi chorna chahiey chahe Jo bhi hoo jaey.
                      PRACTICE MAKES MAN PERFECT
                      • #12 Collapse

                        Re: umeed ka daman nai chorna chahye

                        Pak forex business men ager ap ko Loss ho jaata hy Tu ap ko Chahye ap Umeed ka daman ya Sabrr ka daman na chorren atu Hi acha Sa Success asaani SY Hi Hasil ho gi Pak forex business bahut achcha business hai Hamen chahie Ham mehnat say hi Kaam karein Tu Hi Kanyaab ho jayegi
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: umeed ka daman nai chorna chahye

                          G han dost es forum mein humein kabhi bhi apni umeed ka daman nahi choorna chahaye q k dostu agar hum mayoos ho jayein gey tu phir bus hum es forum mein nakaam ho jayein gey q k dostu mayoosi gunah hai es leiye humein es forum mein bus achey ki umeed rakhni chahaye hamaisha.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X