Trades ko zabte k andar karna

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trades ko zabte k andar karna
    Forex trading min kamyabi aik formule aur aik zabte pe amal kar k hi mil sakti he es karobar min wo log hi profit leite hin jo qawaeid aur zawabit ka khiyal rakh kar trading karin. Hum es karobar min eise hi enter ho k agar trade shoro kar din aur market ki condition ka khiyal na karin to hum loss le lin ge. Es lei zawabit k mutabiq trading karna acha he es karobar min ap doston ka kiya khiyal he es topic pe?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    je ha trading se acha is ke leye ap kafe kar sakte ha is ke leye pa ke pass acha trading ka knowlged hona cahye take ap trading se acha earn kar sake trading a systme best ha hame sub ke leye
    • #3 Collapse

      Assalamulaikum.. i agree question mjh lagta trading sth sth knowledgekafi meter rkhta hai or apny us kam kay assol mutabiq kam krna chahye wrna hum loss main bhi ja skty
      • #4 Collapse

        yar is main success hony ka yeh formula hai k ap is main mehnat karain and than is ka knowledge and experience collect kar k phly demo ko use karain and than he real main trade karain...
        • #5 Collapse

          trade app k ander hoti hai app he us ko loss main lay k jate ho or app he profit k ander app ko information ho to app acha profit earn kar sakte ho
          • #6 Collapse

            Forex trading is best and e can earn the money in this market.
            I think that we are decided to jin the market and interest in this market then we are perform the good.
            We are say that the all things in our own mind.
            • #7 Collapse

              trading mein trader ku apne trading mein rules ke sath kam krna he aur jb tk trader apne trading mien discipline ke sath nhe rhta he tu woh apne trading mein profit nhe bna skte hein aur woh trade mein loss krta he
              • #8 Collapse

                sir g ma tu ye he kaho ga k ap ki baat correct hai k trader ko eak zabte k anda raa kar trading karni chaheya kiun k jab tak ap ki planing strong na ho tu earning karna mushkil ho jye ga.
                • #9 Collapse

                  g bilkul ap ki yeh baat to theek hy k jo bhi karooaar ho us main ap ko karoobaar k lihaz sy us main work kerna hota hy issi treh forex main bhi ager ap forex ko samjh k ur is k roolz k mutabiq kam karain gy i mean k ap k pas jitna capital hy us hisab sy trad lgain gy to ap zaroor kamyaab hon gy.
                  • #10 Collapse

                    her kaam ya job,buisnes main rules regulation ko follow kerna huta hai is leye yah per bhe kaye rules hain jin ko follow kerna bhut eh zrury hu jta h.
                    • #11 Collapse

                      main kahonga ka yaap kafi kar sakty hain iss k liy eaap k pass acha tradin gka knowledge hona chhaiye taa kay aap trading say acha earn kar sakty tradign system bohot he acha ha ihamaray liye.
                      • #12 Collapse

                        acha trader hamisha he trading ko zabte se karta hai kue k trade ko dihan se na kia jae to ye aap ko loss me le jata hi is aap bohat ziada piche jate hai jis se aap ko her tarah se manje kerna hota hi ye kam bohat sincere hai
                        • #13 Collapse

                          yes dear ap ki baat b sahi hai ap agar forex se achi earning krna chahte ho big loss se bachna chahte ho to ap ek achi planing ki madad se hi best trading kr sakte ho or forex learning kr best trader ban sakte ho
                          • #14 Collapse

                            forex trading mai bhai jaan humay kafi had tak analysis karne k baad and markets ko samj kar he karna hota hai is say humay kam say kam he loss hota hai and humay koshish karni hoti hai k hum forex markets mai support and resistance ko samj kar us per trade kare is say humari har trade profit mai he rahe ge
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              ya qaaide and zawabit k mutabiq hi har jaga kaam hota hai agar un ko follow naa kia jaae to ham ko success milna mushkil hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X