scalping sy q mana kia jata hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    scalping sy q mana kia jata hai?
    mera ap sb sy yh sawal sy hai k brokers scalping sy q mana krty hn. jb k sometimes scalping hmain loss sy b bachati hai. plz acha tasali bakhsh jawab dn
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: scalping sy q mana kia jata hai?

    Forex mein scalping sae iss lye mana kya jata hai kyun kay forex mein jub hum scalping kertay hain tou humain bahut zayada loss hota hai iss lye kay scalping wohi ker sakta hai jis ka forex mein experiance zayada hota hai aur humara experiance kam honay ki wajah sae hi loss hota hai
    • #3 Collapse

      Re: scalping sy q mana kia jata hai?

      Je scapling ka matalba hai k big lot k sath small time k lae market ma enter hona or tory profit k bad wapas ah jana, asy kbi kbi yoh b hota hai k profit ki bajae loss ho jata hai, forex ma es lae es ko mana kiya giya hai, but ham wo bhot sy kam karty hai jis sy hamy minah kiya jata hai,
      • #4 Collapse

        Re: scalping sy q mana kia jata hai?

        scalping ek khatarnak trading hai isliye hamen is se Mana Kiya jata hai kyunki jab Ham scalping karte Hain to Ham badi tradeco open karte hain aur is badi trade ki vajah se hamara nuksan bhi Bada Ho jata hai isliye hamen bar bar Mana Kiya jata hai ki Ham se kalpana Karen Bal ke hamen normal trading karni chahie jis Jo hamare liye bahut hi best hoti hai
        :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

        CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
        • #5 Collapse

          Re: scalping sy q mana kia jata hai?

          Dear scalping main jo expert traders hoty hain woi risk le ker yahan se profit gain kerty hain is main big lot use ker k markete main enter hoty hain r boht kam pips ki movement per profit gain kerny k bad markete se out ho jaty hain jis main kafi had loss k chance hoty hain is liye isy dangerous kaha jata hai jo k expert traders k liye asaan hai
          • #6 Collapse

            Re: scalping sy q mana kia jata hai?

            bahut he acha sawal kiya ha janab ap ka scalping sa kun mana kiya jata ha kun ka scalping bahut he zeyada riski ha jis ki waja sa acount wash ho sagta ha or ye news par work karti ha jis ki 3waja sa market bahut he zeyada harkawt karti ha or ye movement bahut tez hoti ha
            • #7 Collapse

              Re: scalping sy q mana kia jata hai?

              dear scalping trading ki aik difficult technique ha jis ma ap k pas acha experience hona bht zaruri ha tb hi ap shot time k liay trade ma profitable entry kar sakain gay aur is technique sa faida hasil kar sakain gay, ye sirf expert trader hi kar saktay hain aam members k liay mushkil ho sakta ha
              • #8 Collapse

                Re: scalping sy q mana kia jata hai?

                Ji bilkul scalping na Kiya Karen scalping aapko loss ki taraf Le Jaati Hai save posting Karen aur se chat karen save work Karen Tu Hi aapko Achcha fayda hoga scalping se aapko loss Hoga isliye scalping na Kiya Karen
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: scalping sy q mana kia jata hai?

                  market main short term main bi trade kar skaty hain so hamain chahye is k bary main learning karni ho gi tab hi hum trade karna ho ga tab hi hum sucess hon gay aur hamain market main bi trader bannay say ahly is k bary main analyse karni h gi tab hi hum trade karni ho gi tab hi hum trade karny main bi koi prblm na ho saky gi aur hamain is main achi earn karien gay

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X