Dear forex main aap 2 trha k account bana sakty hain aik us main bonus wala account hota hy jis main aap yahan par kaam karty hain aur uska apko bonus multa hy woo apka us forex k account main transfer hoo jata hy jabky dosra account real account hota hy jis main aapko khud sy investment karni parhti hy aur wahan aap kam kar saktu hain khud sy investment kar k lakin mera mashwara yee hy k aap bonus account par kaam karin is main faida hy.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим