Slow and steady win the race.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Slow and steady win the race.
    Assalam Walekum my dear members Forex trading mein small lot size ke sath apni position ke sath stay Karke big earning big profit of amount withdrawal Lete Hain To yah sab se best Hua Hai trading karne ka. Kyunki Jab Ham small lot of size use Karenge To Hamara risk automatically kam se kam Hoga aur ham long term trading ke liye Honge jismein Ham Jyada Se Jyada profit gain kar sakte hain isiliye slow and steady win the race ke sabse best way of trading Hai Forex mein kam lot size Aur low-risk Ke Sath hi profit ko on karna
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Slow and steady win the race.

    G haan billkul forex trading ma AP ko small lot ka sath slow slow Profit earn krna chahia tu PR hi AP kamyab hota Han is Lia sb members ko chahia forex ma soch smuj kr sabar sa Kam kran lot size hamesha Kam rakain or jis pair pr experience ho us pair pr trading kran laluch na kran
    • #3 Collapse

      Re: Slow and steady win the race.

      ya bat tu hai slow kam karna sy hum log best earning kar sakta hain kiun ka jaldbazi sy hum log kabi bi acchi income hasil nahi kar sakta hain is lia dear huma is business mai mahant karna chaya ta ka hum log bahtreen kamyabi hasil kar saakain or bahtreen earning ka sath bahtreen life guzar sakain is business mak jos na kam kia wo hi kamyab hiwa
      • #4 Collapse

        Re: Slow and steady win the race.

        g dear ap ne thk kaha hai r mere khyal men hum me yeh story bachpan se bht bar parhi hoge lkn isko smha ni hai keh isle moral se hum Kya knowledge gain kr skte hain r apni life men isko kese use kr skte hain r forex pe kaam krte hoe hum sb acha profit r bonus le skte hain jb hum beshka Thora kaam bhi kren lkn kren daily r regular
        • #5 Collapse

          Re: Slow and steady win the race.

          hamy slow or steady ko achy sy samaj kar use karna chahey hamy is main achaor alla qualities ka kam karna cahehey pher h ham kamyab ho sakty hain or acha bonsu hasil kar kay market main run kar sakty hain ham is man apni marzi sy bager pasio ky account bana kar be kam kar sakty hain yai aik aam job ki nisbat bahota hi acha or real busiess hain
          ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
          • #6 Collapse

            Re: Slow and steady win the race.

            hamain market main planing kar k hi hum achi trade kar k hi hum sucess ho sakty hain aur hamain is forum main bi enter hon say pahly is k bary main planing karni ho gi tab hi hum sucess ho skaty haina ur hamain market main bi enter hony say pahly is k rules ko mind main rakhna ho ga tab hi hum trade karny k kabil ho sakty hain tab hi hum real main trade karein gay
            • #7 Collapse

              Re: Slow and steady win the race.

              aap nay bilkul sahee kaha forex may jo slow rahega wo ziada faida may rahega kionka is may ziada lalich our jaldh baazi he aap ko loss karwathe hwy our agar dhakay tho aap ko hqr dafa loss aap ke khudh ke jaldh baazi aap ko ghalath trade open kqrnay par majboor karthe hay.
              • #8 Collapse

                Re: Slow and steady win the race.

                bilkul dear hmain apnay kam ma jaldbazi nhi karni chaiay, hamesha soch samajh kar aur sabr k sath kam karna chaiay q k jaldbazi ma hm mistakes kar jatay hain jo loss ka sabab bnti hain is liay hamesha tahamul k sath kam karain tb hi hm forex sa acha profit hasil kar sakain gay
                • #9 Collapse

                  Re: Slow and steady win the race.

                  Jab hamen pata hai ki hamen gehre Pani mein jaane ke liye swimming aani chahie agar nahin swimming aaegi to Ham doob jaenge hamen itna samajh nahin aata ki international business hai duniya ka jabardast ka business hai jo aapko mil sakte hain jo aapki Life ko change kar sakta hai jo aap nahin hai aur chale jaate Hainaur aapko achcha nahin hota yah to aapki life chali jaati hai yah aapko itna Bada hota hai kya aap life mein kabhi bhi kisi ko yah mushra nahin denge to yah kam Karen tu Mera Bhai main aapse yahi
                   
                  • #10 Collapse

                    Re: Slow and steady win the race.

                    Wa alaikumassalam dear ap ne sahi kaha he slow steady win the race matlb ke hamen kabhi bhi market me jaldi nahi kerni chahie aur hamesha small lot size per trading kerni chahie tak apko thora profit milta rhe aur ager kabhi is me apko nuksan hota he to wo bhi lot size ke hisab se thora hoga ap aik bare nuksan se Bach jaen ge
                    • #11 Collapse

                      Re: Slow and steady win the race.

                      ji bilkul aapane bahut acchi baat Kiya ki agar koi bhi traders jyada working nahin kar sakta to vah Kam working kar le lekin daily basis per working karta Rahe aur kabhi bhi working karne ko ismein break nahin aani chahie balki aapko daily basis per acchi tarah se working karte rahana chahie
                      • #12 Collapse

                        Re: Slow and steady win the race.

                        Agar Ham Achcha kam karenge mehnat karenge to hi Ham Kamyab ho sakte hain Ham Jab greed karte hain aur ham chahte Hain ki Ham raat ko hi ameer Ho jaen. To fir. Aisa Nahin ho, sakta Is Tarah Ham nakam hote Hain Kabhi Bhi Kamyab Nahin ho sakte har kam Mein Kamyab hone ka ek waqt hota hai aur hamen usko follow karna hota hai use waqt Ka intezar Karen aur apni mehnat karte rahen Jab aapki mehnat itni acchi ho jayegi ke aap kamyabi afford kar Sako To fir aapka vah waqt a jaega.
                        • #13 Collapse

                          Re: Slow and steady win the race.

                          forex aik bohat bara business hain hum is maai ahtests ahsta kam kary gy to hamy kamaybe hasal ho jy ge forex aik bohat bara busness hain hum is mai rat mai be kam kar sakty hain hum is mai din mai be kam ar sakty hain hum is mai bager pasiao ky account bana kra be akam kar sakty hain forex aik world wide business hain is mai hamara koi be boss nahi hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Slow and steady win the race.

                            Ji han ahista sahe magar mustakil mizaji se kam karte rahen aisa na kare ke kabhi kam keya aor kabhi ghaib forum pe bhi ruzana work karen aor trade bhi chhote lot se daily bases pe karte rahen aor bari chhalang lagane ki koshish na karen
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Slow and steady win the race.

                              humain es main etna be slow kam nahin karna chahey jes say humara taegt be pora na ho es main humain kam ko mahnat say our tvja say karna ho ga to he hum es main kamjab ho skty hain es mai hum agar acha kam nahin karain gain to humain es main boht sa loss be ho skta hain es main humain kam ko achay treky say karna ho ga pur es main humain boht sa pisa be kmana ho ga

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X