Market Ki condition?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Market Ki condition?
    Dear Forex member main ap se ye pochna chahta hn K market Ki condition aj Kal kafi disturb Hai wo kab tk positive ho Jaye gi market Ki movement kB tak up ho Jaye gi
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Market Ki condition?

    market ki condition ko acchi tarah se samajhna aur market ko acchi tarah se analysis karna bahut jaruri Hota hai jab tak aap market ko acchi tarah se analysis nahin karoge tab tak aap market ki movement ko samajh nahin paoge isliye aapko chahie ki aap market ko daily basis per acchi tarah se analysis kiya karo
    • #3 Collapse

      Re: Market Ki condition?

      Dear brother forex market iss waqt bahut ziyada risky aur critical ho chuki hey kiun k corona virus ne bahut ziyada effect kiya hey aur market ko dangerous bana diya hey aur iss condition men trading mushkil ho gai hey kiun k fast movement ki waja se account jaldi wash ho sakta hey
      • #4 Collapse

        Re: Market Ki condition?

        Dear g han market to international online chalte ha forex business me experience or knowledge k sath kam hota forex me sub markets online hote hn market ka ziada tar rojhan crance k sath krte hn forex me knowledge k sath post kren ge to acha bonuses mele ga
        • #5 Collapse

          Re: Market Ki condition?

          Forex market ki condition iss waqt kafi disturb hai aur iss ki wajah hai poori dunya mein phelnay wala corona virus aur jub tak iss ko congrol nahin kya ja sakta uss waqt tak hum forex market ko stable hota nahin dekh saktay kyunnkay poori dunya iss virus kay peechay peri hai aur yeh control honay mein hi nahin aa raha hai aur kae mulkoun ki economy down ho rahi hai
          • #6 Collapse

            Re: Market Ki condition?

            market ki condition jase be ho ap ko is sy faida hasil karna hai market k up and down sy darna nahi chahye baz time market ki condition samaj main nahi aate tau ap saber karsakty hain per expert wo hota hai jo market ki her condition sy wakif hota hai wo market ki kise be condition sy nahi darta wo her haal mein apne condition behteer sy beheer karta hai.
            • #7 Collapse

              Re: Market Ki condition?

              Humein hamesha market ki condition ko dekhty huye kam karna chahiyea sub sy phyle market analysis karna chahiyea or phir kam start karna chahiyea agar market analysis nahe karengey tou humein loss hoga isliye hamesha phyle market analysis karain or phr kam karian
              • #8 Collapse

                Re: Market Ki condition?

                market main planing karni ho gi ta k earn karein gay aur market ki condition ko dekh k hi trade karni ho gi ta k earn karein gay au boht say log is forum main kam karty hain so hamain is forum main bi trade bannay say pahly is k rules ko mind main rakh k hi hum achy say trade planing kar k hi hum achi trade ka rk hi hum sucss hon gay aur hamain is say earn ho
                • #9 Collapse

                  Re: Market Ki condition?

                  Dear friends market ke conduction bohat kharab ho chuki ha hum ko be cahyh k hum sooch samj kar he trading kain to zada sy zada time quality ke trading ko he dain ta k hum ko zada say zada fida ho aur hum achay trader bunay kau k yh market ha es may kesee ko kuch nahe pata keyh hona ha es leyh better ha k seniour say mil tar he trading karin thanks
                  • #10 Collapse

                    Re: Market Ki condition?

                    Assalamu Alaykum

                    Market ki condition ko study karna bhot zarrori hai is ko ager blindly follow karain gay to loss kay chances bhot zayda hon gay trading say pehle ap ak ghanta market analyses ko dain jab ap satisfied ho jain to trading start kar lain .

                    Thanks
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Market Ki condition?

                      Market ki condition aajkal bahut jyada disturb hai isiliye Hamen koshish Karni chahie kya Ham turant ko Dekhte Hue aur Market Analysis to Dekhte Hue hi trailer lagaen otherwise Hamen trade order Nahin Lagana chahie Kyunki Hamen Kabhi Bhi Jyada Nahin Lena chahie aur apni trading ko safe riding Karni chahie

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X