Loss ko recover krna muskil ha Kya?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss ko recover krna muskil ha Kya?
    Asslam o alaikum ma sb members sa pochna chahta hon forex trading ma agr hamin loss ho jata ha tu Kya loss ko recover krna muskil ha Mera khyl ma agr ham forex trading ma sabar sa trading krta Han soch smuj kr tu loss recover ho jata ha bus sabar sa Kam krna chahia
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss ko recover krna muskil ha Kya?

    Dear forex main loss ko cover karna mushkil kaam nahi hy apko is main sorf aur sirf mehnat ke zarorat hoti hy agr aap is main mehnat zyada karin gy too loss ko jaldi cover kar lain gy loss hoo jaye too aap apna time barha dain forex main aur zyada sy zyada time dain forex ko.
    • #3 Collapse

      Re: Loss ko recover krna muskil ha Kya?

      G han dear ap ki baat thik hy pakistan forex min kaam karty hoy ya treading karty hiy hum forex min loos hita hy aur profit hita hy iis lia hamin forex min aony loos ko recover kanry ka lia ahetiyaat ka sath kaam karna hoga hamin forex min achi pllauing karni chaye jis sy hum fifex min ziyada sy ziyada mhenat akrty hiy hum forex min achi tteading kar ka hum fordx min apny los ko recover kar sakty hain
      • #4 Collapse

        Re: Loss ko recover krna muskil ha Kya?

        dear friends g han ap nyt hk kaha hy forex me loss ko recover krna mushkil hota hy, koi ky jb koi trade loss ho jati hy, tu phir who profit me nhe ati hy , agr ap ky pass experince hy tu ap losss ko recover kr skty hy...
        • #5 Collapse

          Re: Loss ko recover krna muskil ha Kya?

          G han agr los na aye tu kafi din nai ata agr ek br ajaye tu phr boht bara los ata hai jisy recover krna boht mushkil hota hai kb bhi apko bara los ho ap profit ki na sochy ap us month los recover kr len ye boht bari bt hai apka los ek din ya ek hafty me recover nai ho sakta apko los recover krny k lye jaldi nai krni chahye.
          • #6 Collapse

            Re: Loss ko recover krna muskil ha Kya?

            g han hamain mhnt karni ho gi aur sbr say trade karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur hamain market main bi trnd ko use karna ho ga tba hi hum achi trade karny k kabil hon gay aur hamain loss sayy bachny k liye learning karni ho gi tab hi hum planing karni ho gi tab hi hum real main bi trade karny main bi trade kar k hi hum sucess ho skaty hain aur hamain earn ho
            • #7 Collapse

              Re: Loss ko recover krna muskil ha Kya?

              Sir iss business main agr loss hota jata hain toh humain iss main zada sy zada mehnaat karna kah sochna chaiye jab humera iss main knowledge or experinces zada sy zada ho ga tabhi hum iss main apna loss recover kar sagta hain woh be bari asaani sy humain chaiye k hum iss main jab be kam karta hain toh mehnaat k saat kam kariye tabhi humain iss business main success mila gaye
              • #8 Collapse

                Re: Loss ko recover krna muskil ha Kya?

                Dear friend forex trading men loss ko recover karna mushkil zaroor hey lekin namumkin nhi hey aur forex trading men loss jitna bhi ho recover ho jata hey iss liay jaldi nah karen balkay small lot size ko use karen aur thora thora kar k apna loss recover karnay ki koshish karen
                • #9 Collapse

                  Re: Loss ko recover krna muskil ha Kya?

                  Forex mein loss ko recover Karna koi mushkil nahin hota kiok js traha loss ho sakta hai is traha profit bhi ho sakta hai aur forex mein agr loss ho jata hai tu is ko hum recover kar saktay han bas is k leye hum ko planning ki zaroorat hoti hai aur hum achi planning kartay han aur sabar se trading karain tu hum loss ko recover kar saktay han
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss ko recover krna muskil ha Kya?

                    g han loss ko recover kerna boht mushkil ha un logon ke liye jo mehnat nahi kerte bar bar wohi mistakes kerte hen jin se loss huwa ho lakin jo log loss hone ke bad bi mehnat se kam kerte hen lagan se kam kerte hen wo log loss ko jald recover ker lete hen is liye loss se darna nahi chahye bulke himat se loss ka muqabla keren
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss ko recover krna muskil ha Kya?

                      ji nahin lash ko recover karna Koi mushkil Kam nahin hota hai aap last ko recover kar sakte hain lekin uske liye aapko Sabar ke sath kam karna hoga aur himmat ke sath kam karna hoga tab hi aap apne last ko recover kar payenge isliye AAP sab ko hamesha Sabra ke sath working karte rahana chahie
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss ko recover krna muskil ha Kya?

                        loss ko cover karna zarori hain agr hamy loss ho jaye hamy tense nahi hona chahey hamy apni galtio ko improve kar ky is main mehant sy kam karna chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain or acha bonus hasil kar sakty hain agr ham apny loss ko cover nahi kary gy to hamara account be wash ho sakta hain is main market ka yai brokers ka koi be qasoor nahi hota
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss ko recover krna muskil ha Kya?

                          Assalamu alaikum my dear friend ummid karta hun ki aap sab theek thak Honge ji han friend Agar Hamen loss ho jaaye to usko recover karne ke liye Hamen mehnat ki Zaroorat hoti hai jo log mehnat Karte Hain vah loss ko recover kar lete hain vah To Ham per hi depend karta hai ki Humne loss ko Kis Tarah Khatam karna hai isiliye zyada Se zyada mehnat Karni chahie tabhi Ham loss ko recover kar Payenge
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss ko recover krna muskil ha Kya?

                            hamy apny expeirnee sy kam karna ho ga or hamy loss ko cover karrna ho ga pher he hum pasia kama skay gy forex aik bohat bara busness hain hum is mai live chat kar skaty hin hum is mai pasaia be invest kar sakkty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho ga forex paksitan mai leagl abn cuka hain is jasa ko iro business nahi hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Loss ko recover krna muskil ha Kya?

                              Agar aapke pass knowledge hai To fir yah Mushkil Nahin Hai Lekin Agar aapke pass knowledge or experience Nahin Hai To fir aapke liye bahut difficult hoga Kyunki Jiske pass knowledge Nahin Hota vah market mein bahut loss karta hai lekin uska cover nahin kar sakta. Aapke pass system Hona chahie agar aap system per kam karte Hain To fir aap recover kar sakte hain aur yahi aapki kamyabi hoti hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X