technical R fundamental analysis bahut zarori hen

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    technical R fundamental analysis bahut zarori hen
    slam forex market main agr kamyab trade open krna hai tu technical r fundamental analysis zarori ane chae kiun k agr hume analysis krna nahi ae ga tu hum forex market sy acha profit earn kaise krn gy so forex main analysis sekhna bahut zarori hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: technical R fundamental analysis bahut zarori hen

    Bilkul market ko Behtar tarike se samajhne ke liye technical analysis aur fundamental analysis important hote hain market ko Samjha Nahin Ja sakta Bada difficult Hota Hai Jab tak market ko analysis Nahin Karenge country was per politician ke lihaj se market ki condition Nahin Dekhenge use Waqt Ek acchi trading nahin kar Payenge
    • #3 Collapse

      Re: technical R fundamental analysis bahut zarori hen

      Hm kamyb hona hy acha profit hsil krna hy to hm chya ky hm technicl or fundmntl ko anlysis kra tb HI kamyb Ho GA...... Jitna ziyada hn mhynt kra ga utna kamyb ho ga....... Hm chya ky hm ziyada sa ziyada konwldg or experience hsil kra or achi quilt ki tread kr ky kamyb ho ga or acha profit hsil kra ga
      • #4 Collapse

        Re: technical R fundamental analysis bahut zarori hen

        ji han dear apnuy bilkul thk hy hain chahiy keh ham iss mein jab bhi kisi bhi pair per trading krein to soch smjh ker kein iss mei tecnical and fundametal hamin donu analyse kernuy chahiy jis ki wja sey hamin market key barey mein guide line mil jati hy aour ham achi trading kernuy mein kaiyabi hasil kerty hein.
        • #5 Collapse

          Re: technical R fundamental analysis bahut zarori hen

          G dear bilkal in analysis ka baghair forex main kamyabi ka sochna fazool hay, fundamental anlysis hamain market ki current situation or us pair ki market value k bary main bataty hain jab kay technical analysis hamy coming market situation kay baray main batata hay, or iski basis par hum trading buy or sell kar sakty hain.
          • #6 Collapse

            Re: technical R fundamental analysis bahut zarori hen

            han dear apnuy bilkul thk hy hain chahiy keh ham iss mein jab bhi kisi bhi pair per trading krein to soch smjh ker kein iss mei tecnical and fundametal hamin donu analyse kernuy chahiy jis ki wja sey hamin market key barey mein guide line mil jat
            • #7 Collapse

              Re: technical R fundamental analysis bahut zarori hen

              Assalamu alaikum dear Forex trading market members apko trading aapko maloom hona chahie ki Forex trading ke liye technicaland fundamental aspects understand karna bahut jaruri hai agar kisi bhi level per aap ine ko ignore karoge to aapko loss hoga aur yah loss bahut mahanga padega trading ke liye aapko candlestick chart baton ko aadami follow karna hoga
              • #8 Collapse

                Re: technical R fundamental analysis bahut zarori hen

                Forex market ko samajhnay aur iss mein khud ko kamyab kernay kay lye technical analysis aur fundamental analysis important hote hain market ko Samjha Nahin Ja sakta Bada difficult Hota Hai Jab tak market ko analysis Nahin Karenge country was per politician ke lihaj se market ki condition ka aap ko pata nahin ho ga tou aap forex mein kamyab nahin ho sakain gay iss lye analysis ko zaroor seekhain
                • #9 Collapse

                  Re: technical R fundamental analysis bahut zarori hen

                  han g ap ny theek kaha hy hmain sirf or sirf trade lgaty hovy technical or fundamental analysis ka khayal rakhna chahiay bhai hum jis pair main bhi trade kerna chaty hn to hmain news ko read kerna chahiay bhai news sy hmain bht asani sy trading ki samjh a jay g bhai ager ap ko market ka trend ko samjhny sy daikhna hy to ap candle ko bhi daikhin
                  • #10 Collapse

                    Re: technical R fundamental analysis bahut zarori hen

                    assalam o alaikum all dears g han aapki baat bilkull thik hai ky tecnical or foundimental analysies bahut zruri hy hai iskay sath sath aapky pass knowledge bhi ho a chayaii knowledge say hi kam bnamta haia hameshy kay liay kamiyabi kay liay experience bhi hona lazmi hai ziada profit kmany kay liay apko ziada mehnat krni parti hai
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: technical R fundamental analysis bahut zarori hen

                      Technical and fundamental analysis for important hote Hain agar Ham ine donon Ko ekattha karenge to hi Ham kam kar sakte hain Aur iske liye hamen market mein experience ki jarurat hoti Hai fundamental technical fir jyada difficult hota hai lekin Agar aapke pass experience ho to aap donon ko Mila kar kaam Kar sakte hain Isliye technical analysis of expert Hona chahie Agar aapko fundamental ki samajh nahin aati to aap use Din trade na Karen yah aapke liye behtar hoga.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X