kiya gold per trading lgana hmarey liy preshani ka sababub bu sakta hy ???????/
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kiya gold per trading lgana hmarey liy preshani ka sababub bu sakta hy ???????/
    dear jis trah sey markeet aaj kal move ker rhi hy to iss condtion mein mery khiyal sey to hamin gold to kiya kisi bhi pair per trade nhi lgani chahiy kue keh ab profit key kam belkeh loss key honuy key ziada chances hoty hein..
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: kiya gold per trading lgana hmarey liy preshani ka sababub bu sakta hy ???????/

    Kiya gold pr trading lgna humra Lia parshani ban sakti hai bohat acha swal hai forex mein agar aap trading krtay hai tu aap ko acha profit bi hota hai agar aap ka pass acha bonas hai or aap acha experience ka sath gold pr trada lagay gay tu aap ko acha profit bi ho ga agar Kam bonas hai tu aap ko loss ho sakta hai
    • #3 Collapse

      Re: kiya gold per trading lgana hmarey liy preshani ka sababub bu sakta hy ???????/

      Assalamu Alaikum friend ummid karta hun ki aap sab theek thak Honge my dear kya Gold per tried Lagana Hamare liye pareshani Ban sakti hai bahut Achcha Sawal Hai Forex Main Agar Ham tried karte hain to aapko acche se profit bhi hota hai Agar aapke pass Achcha bonus hi hi aur aap acche experience ke sath Gold per tried lagaenge to aapko Achcha profit Bhi Hoga Agar kam bonus hai to aapko loss ho sakta hai isiliye aap gold Se Dur hi Rahe to Behtar Hoga agar aap risk Lena Chahte Hain To fir aap Gold per trading Laga sakte hain
      • #4 Collapse

        Re: kiya gold per trading lgana hmarey liy preshani ka sababub bu sakta hy ???????/

        Marwy khyal may aap agar kisr be pair par baghair sochay samjay trading karay tho wo aap ko nuqsaan detha hay kionka is may aap ko har trade k liay buhut study karna hoge our agar aap thukkay laga kar trading karangwy tho aap kise be pair par karay aap ko loss he hoga.
        • #5 Collapse

          Re: kiya gold per trading lgana hmarey liy preshani ka sababub bu sakta hy ???????/

          pareshan to hmain nahi hona chahiye hmain acha kaam karna chahiye agar ham acha kaam karain eg mehnat karain ge to hi hamachi eanring kar saken ge is liye hmain chahiye ke ham acha kaam karne ke liye learn karain aur mehnat se kaam karain agar ham ne acha kaam kiya to hi hamachi earning kar sakte hain lekin is ke liye mehnat zaroori hai
          • #6 Collapse

            Re: kiya gold per trading lgana hmarey liy preshani ka sababub bu sakta hy ???????/

            g nai hamain is forum main planing karni ho gi tab hi hum sucess ho sakty hain aur is forum main gold par bi trade karny k liye expeirnce hasil kar khi hum sucess ho sakty haina ur experience hasil kar k hi hum achi trade karny k kabil ho sakty hain aur hamain is forum main bi trade kar k hi hum sucess hon gay aur hamain is forum main bi trade karien gay
            • #7 Collapse

              Re: kiya gold per trading lgana hmarey liy preshani ka sababub bu sakta hy ???????/

              aisi koi baat nahin hai agar aapka faras trading market ke bare mein achcha taaj diya hai to aap achcha bolna shasan kar sakti ho aur profit kar nahin kar sakte ho gold trading instrument per risky kam hai lekin technical aur fundamental aspects aur sentiment analysis ko follow karne se aapko pareshani nahin ho sakti milke management ke sath trading acchi hoti hai
              • #8 Collapse

                Re: kiya gold per trading lgana hmarey liy preshani ka sababub bu sakta hy ???????/

                agr ham is main new hain to hamy gold main kam karny ka risk nahi lena chahey warna hamy loss ho sakta hain hamy gold ko achy sy samaj kar is ky rules ko follow kar ky is main trading karni chahey pher hi ham successful ho sakty hain or acha profit hasil kar ky apni life zarort ko pora kar sakty hain ham is main apni marzi sy 24 ganhto main sy kisi be waqt kam kar sakty ahin
                • #9 Collapse

                  Re: kiya gold per trading lgana hmarey liy preshani ka sababub bu sakta hy ???????/

                  gold mai hum kam kar ky aca munfa kama sakty hain hamy aache learning gain kar ky foroex mai kam karna ho ga apher he hum psia kma sky gy forex aik acha business hain hum is maai night mai be kam kar sakty hain hum is maai day mai be kam kar sakty hain hum is mai free acount baana kar be kam kar sakty hain yai kabe be band na hony wala business han
                  • #10 Collapse

                    Re: kiya gold per trading lgana hmarey liy preshani ka sababub bu sakta hy ???????/

                    G han gold pe trading leny ka matlab preshani ko dawat dena hai kui k gold boht zyada risky pair hai ye bary bary expert traders ki bhi dhoka dy jata hai jesy ab sb logo ko lg rha tha k gold 1800 tk jaye ga kafi logo ny gold ko buye kya hoa tha mgr gold nechy a rha hai mgr aisy halat me gold ko up jany ki bjaye nechy ana samjh sy bahr hai.
                    • #11 Collapse

                      Re: kiya gold per trading lgana hmarey liy preshani ka sababub bu sakta hy ???????/

                      GolD Ki MoVemEnt q k Bhit zyaada hoTi Hai Isliye is paR Trade LaGaaanay Se Pehlay humEn maRket ko Achi TaRhaaa Analise kaRnaaa Chaahiye or Us K Baaaad Hi Koi Bhi Step Lenaaa Chaahiyr Taakay Kaaamyaabi HaaasiL KaR sakEn Or pRoFit bhi Kamaaaa SakEn Warnaaa Aik ghalti Se Bhi Humaara AccoUnt Wash Ho SakTaaa Hai....
                      • #12 Collapse

                        Re: kiya gold per trading lgana hmarey liy preshani ka sababub bu sakta hy ???????/

                        G bilkul gold p trade humary lye bbt se problms ko creat ker skte hn hme is forum mae her problms ko easilly face krna hoga to he hme acha fayda hasel hoga r humy acha experience mily ga to hme zayda se zayda mhnt krna hoga kamiyabe k lye
                        • #13 Collapse

                          Re: kiya gold per trading lgana hmarey liy preshani ka sababub bu sakta hy ???????/

                          Gold major Pare Hai ismein market ki movement mostly best hi hoti hai understand karna difficult hota hai Badi Tej movement Hoti Hai Gold per trading karne ke liye capital bhi achcha Hona chahie aur trading knowledge bhi achcha Hona chahie tab hi Gold per trading ki Ja sakti hai otherwise market ki samajh hi nahin aati
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: kiya gold per trading lgana hmarey liy preshani ka sababub bu sakta hy ???????/

                            waise tu gold ak bahut profit dene wala pair hai mgr koch traders gold py trading kr k loss hi krte hen kiun k wo gold pair ko ache sy analysis nahi krte gold ak aisa pair hai jis py analysis keye baghair trade nahi lagana chae agr gold py trade open krna hai tu pahle gole ko analysis kr len usk bad trade open krn

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X