Trading main Dil aur dimagh ka combination .
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading main Dil aur dimagh ka combination .
    Dear members forex trading main maximum traders loss is waja se krty hain q k woh aik to risk laity hain aur woh bhi baghair sochy baqi main yeh kahn ga keh trade k lia ap k dil aur dimagh ka combination bht zaroori ha ap ki trade lagaty waqt jb aik bht ko disagree kry ga us waqt ap risk lo ga aur risk maximum losd k qareeb hota ha is lia ehtiat kren. Thanks
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading main Dil aur dimagh ka combination .

    agar aap acchi trading karna chahte ho to uske liye aapko apne upar control rakhna chahie Taki aap acchi tarah se trading kar Sako aur is tarah se aap bahut acchi tradning karke bahut acchi earning kar sakte ho
    • #3 Collapse

      Re: Trading main Dil aur dimagh ka combination .

      Assalamu Alaikum Forex Mein Dil aur Gam donon ka use karna hai dil se kam karna hai aur dimag se A trading aur apne knowledge ko use karte hue cat Lagani hai Taki Ham Jyada Se Jyada profit gain karte hain aur Khud Ko loss Se Bachaye aur apne dreams ko reality Mein convert kar Saken Shukriya
      • #4 Collapse

        Re: Trading main Dil aur dimagh ka combination .

        Nahi dear mery khayl me forex me ap ko Dil sy nahi dimag sy Kam krna hota Hy kyun Kay dimag at soch samjh Kar AP Kam krty hen to ap ko kamayabi mil jati Hy jab Kay AP jab Dil su Kam krty hen to emotional ho kar aP mazeed loss me ja skty hen is leay midn ko use kren achi trha
        There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
        • #5 Collapse

          Re: Trading main Dil aur dimagh ka combination .

          Pak forex business men Trade Lagaty Waqt Dip Aor Dimagh ko Active Rakh ka trade lagani chahie Tu hi achi Su Success asaani SY Hi Hasil hogi pak forex trading business bhot acha business hy yahan achibSi Success Without Mistake With out tanshion kaak karein achi Si Success asaani SY Hi Hasil kar sakte hain
          • #6 Collapse

            Re: Trading main Dil aur dimagh ka combination .

            Assalam o alaiki all.fears
            Dosto hamein trading krte waqt hameinapna mind bilkulk fresh rakhna chahye jtna hamra mind freash hoga hamein otna zyda kam acha hoga jiski buniya pr ham kamiyab hoskte hain eslye hamein chahye keh ham apna kam krte howe mind kobfrrsh rakheinnjiski buniyad pr hamra kam acha ho
            • #7 Collapse

              Re: Trading main Dil aur dimagh ka combination .

              Ji han friend Forex trading Mein Dil aur Dimag ka combination bahut Achcha hai hi Agar Ham dimag se kam Lenge aur Achcha planning Banakar kam Karenge To Hamara Dil Diya Achcha hai sochega ok thanks dear
              • #8 Collapse

                Re: Trading main Dil aur dimagh ka combination .

                Sahe he forex member treading ke kya zarori hota he ke hum maelet ke bare me knowledge hasil kare aur is ke bad acha experience ke sat tread open kare to zayada profit hasil ho ga aur kam be axha ho ga
                • #9 Collapse

                  Re: Trading main Dil aur dimagh ka combination .

                  is forum main dil aur dimagh dono ko use kar k hi hum is foruum main sucess ho sakty hain aur hamain is forum main enter hony say pahly is k rules ko mind main rakh k hi hum sucess hon gay aur hamain is forum main anlayse kar k hi trade karni ho gi tab hi hum achi earning karny k kabil ho sakty hain aur hamain market main bi emotion ko kabo main rakhna ho ga
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading main Dil aur dimagh ka combination .

                    buhat hi acha combination hai agar ham acha kaam karna chahte hain to hmain apna dil aur dimagh hazir rakhna hota hai tab hi ham is mein kameyabi hasil kar akte hain aur tab hi hmain greed bhi control karne ka knowledge mile ga kyon ke agar ham greed karain ge to ham kahi bhi acha kaam nahi kar sakte hain is liye greed ko control karain

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X