koi easa tariqa jis main risk bhot kam ho?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: adnanahmed00666 پيغام ديکھيے
    friends jab bi trade ki jae to risk main hi hoti hy trade or loss sy start hoti hy koi easa tariqa batain ky trade kam sy kam loss main ho or jald profit ki tarf a jae?
    expereance bhai jan is main ap ka time bhi kam lage ga our is main ap ko rick bhi nahi lena pare ga bhai jan agar ap expereaceful person hai to other nise ap ko risk to lena hi pare ga is kam main kya bhai jan risk to har kam main hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      is mai mujhy ager pata lug jaye na jnab,,to mujhy or kai hona cahey jnab,,si liye mujhy is bary mai khud bhi nahi pata hay jnba..,,it is a very good on line business jnabl..
      • #18 Collapse

        risk kam ky liye ap lot size hi kam choose karo because forex aik legit business hay aur is ko har koi trading kar saktay hay sirf un kay pas investment honi chayie and knowledge bhi hona chayie takay aap ka learning say ap forex mein profit make kar sako gay mein is ko bahot pasand karta hn .
        • #19 Collapse

          risk kam karney ka tariqa ap par depend karta hai k ap is main kitney lot ki size main trade open kartey hain agar ziada ki karain gey to ap ko loss risk hogha.
          • #20 Collapse

            g han aik treeqa hay hay ais jis main riks buhat kam hay . wo ye hay kay hamain hamasha trend kay sath trade karni chahiye . or hamasah choti say choti lot size main trade karian taaky aapka risk kam say kam ho
            • #21 Collapse

              jee haan hai aisa bhi tareeka aap kama se kam trade lagayein aur jab markete top floor yaa bottum pe ho tab buy ya sell ki trade lagao too aap k loss k chances boht kam hongy
              • #22 Collapse

                pak forex forum man hesha soch samj kr forex py trade krna chahiye waqai forex aik risky kam ha is man wo kamyab hota hai jo is ka knowledge aur experience rkht ha aur is k trade man jald bazi aur lalch ni krta.
                • #23 Collapse

                  alo chola ke reerhee
                  hahhahaha
                  o mara bhai koi kam asan nahee hota usa asan banana perta ha..
                  or koi b chezz ap ko plate ma rakh ka nahee miltee
                  usa hasil kerna ka lia mehnat karni partee ha. or wo ap ko karni para gee...
                  • #24 Collapse

                    bhai forex ma trade kerna waqt apko souch and sambhal ker he trade kerni chaeya or forex ka na laina wala way trade kerna to koi nahi hai apko he trading kerni hougi or souch sambhal ker kerni hougi
                     
                    • #25 Collapse

                      jee bulkhul app slot kam lo mean .01 say .03 tak is say app ko lost honay kay bad kam chance ho thay han or is say app ka acount bhi kabhi katam nahi ho ghaa
                      • #26 Collapse

                        ha hai na agar ap risk taker nahe hai yani risk nahe lena chahtya hai tu es mai volume ko kam use karo es se profit zeayda aur loss kam ho ga
                        • #27 Collapse

                          risk na hi lo to acha hai or risk sa bachny k liye ap lot ki size ko kam rakho yahi k just 0.01 ki lot use karo yahi ap ko faida da gi kyun k market har 5000 pips k bad wapis ati hai apni jaga par so ap ko chiaye k ap lot size kam sa kam istemal karen.
                          • #28 Collapse

                            forex aik risky business hay lekin yeh profitable bhi zarori hay and ager ap risk kam karna chatay hay tu ap lot size small choose karay then ap ka risk bhi kam hoga ap is say kamai bhi achi kar saktay ho sirf ap forex ko pehly learn karay takay ap forex ko understand kar sakay .
                            • #29 Collapse

                              trading main loss and profit kay 50% chances hoty hain aur in chances k increase karny kay laye difference tools and strategy use kaye jaty hain agr stop loss use kia jaye to loss ko target kia ja sakta hay aur agr hedging strategy ko use ki jaye to risk free trade karna possible ho jati hay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Bhai ji in my point of view iss sy hum loss sy bsch skty hain jab hum soch smj sy aam len or jo be invest kren uss ko soch smj k invest kren or apni haseyat k mutabik invest kren. or new information py nazar rkhy k markets me kya chl raha aj kal tau hum loss sy bach skty hain.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X