Forex ko join krny k leye education b zrori ha kia
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex ko join krny k leye education b zrori ha kia
    Assalamualaikum forex members forex ak online business ha forex maie knowledge or experience k sath emotion ko control kr k acha profit hasil kr skty hain forex trading maie education ke ku limit nhi ap k jitni b education ha ap is maie kam kr k k achi practice kr k achi trade lga kr achi earning kr skty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex ko join krny k leye education b zrori ha kia

    G han forex member hmain agar pak forex main acha kam karna hy to hmara educated hona bhut zarori hy kun k iss main jab ham kam karty hain to hi hmain achi kamyabi mil sakty hy aur hmary pas acha knowledge bhi hona zarori hy jiss sy ham any kam ko bhut achy tareeqy sy kar sakty hain agar aap forex ko join karna cahaty hain to aap k pas acha experience acha knowledge aur achi education ka hona bhut zarori hy.
    • #3 Collapse

      Re: Forex ko join krny k leye education b zrori ha kia

      dear wese to is forum pe Kama krne ka yeh Maza hai keh is pe kaam krne ke lye education ke koi limit no hai r na he koi pabandi hai keh yahan pe sirf education wale he kaam kren bal keh yahan pe her koi apni mehnat se kamyab hota his to is pe mehnat ko bht importance hasil hai lkn sb ko iski education lazmi hasil krni chahye ta keh kamyabi ka safer asan ho
      • #4 Collapse

        Re: Forex ko join krny k leye education b zrori ha kia

        Forex py kam karny ky liy bahut ziyada education ki zarorat nai hoti hy hamary pas etni education ho k ham essy asani sy apna kam kar saken hamen karna yeh chiy k ham espy acha kam karn ham apny emotional ko countrol mn rakhen aur lalach na karn eska bahut faida hoga hamary liy.
        • #5 Collapse

          Re: Forex ko join krny k leye education b zrori ha kia

          trading hamesha start karen jaab aap forex trading mein kafi jyada expert ho jane ke liye mere khyal se sabse best option demo account use karna hai aap demo account per jitni jyada practis karenge aap itni hi jaldi iski basic strategies aur skills Sikh jaenge demo count per aap mukhymantri kaun se trade karke ek dam amount Le sakte hain jo aap kaise kisi bhi tarah trading kar sakte hain isiliye mere khyal se expert hone ke liye sabse pahle kisi bhi trader bahut 3 se 4 month demo account per practice karni chahie uske bad hi aap ismein apna real money invest Karen packet loss ke chances kam se kam hai....
           
          • #6 Collapse

            Re: Forex ko join krny k leye education b zrori ha kia

            Dear iss may buss hum ko fac bhi ki ho to iss may kam kar saktya hya mager ya dor bohat zada advance hya iss liya matric walya bhi iss may kam kar saktya hya iss kay bad hi hum kamyab ho saktya hya
            • #7 Collapse

              Re: Forex ko join krny k leye education b zrori ha kia

              Yes dear Forex members new members kisi bi kism ki preshani see bachnay k liye AP play AP store see forex trading book download krain aur us ki education ko mind map karein ,forex k liye forex education ko zror study krein thanks
              • #8 Collapse

                Re: Forex ko join krny k leye education b zrori ha kia

                Forex trading mein ager aapko thoda bahut padhna likhna aata hai to aap Forex trading co kar sakte hain Forex trading main aap per depend karta hai ki aap is per kitni mehnat karte Hain aur kis knowledge ke tahat Forex trading mein kamyabi asal kar sakte hain.
                • #9 Collapse

                  Re: Forex ko join krny k leye education b zrori ha kia

                  Assalamu Alaikum ji friend Forex trading Mein Hamen Agar thoda bahut padhna likhna Aata Hai To Ham kam kar sakte hain ismein Jyada education ki jarurat Nahin Hai ismein mehnat Karke Ham Kamyab ho sakte hain forex business Duniya Ka Asan business
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex ko join krny k leye education b zrori ha kia

                    G Han bilkul dear forex members forex aik bohot achaa or kamyab business ha ya pura world ma famous bussiness ha or ya forex koi mamooli bussiness Ni ha is Kam karna k liya acha knowledge education b bohot zaruri ha tab he aap kamyab hon gy or achee earning hasil kar sakty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex ko join krny k leye education b zrori ha kia

                      walikum assalam g is main kam sa kam itni education to honi cheye k hum achi tarhan sa pak forex ko samjh saken hamen postings or threads karna bhe ati hon or hum achi quality k sath he kam kar sakty hon ..hamen pak forex main itni to samjh ani cheye k hum achi tarhan sa apna message bhe convey kar saken orr achi earning bhe gain kar saken ...
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex ko join krny k leye education b zrori ha kia

                        business hai ismein live trading karte hain aur ham ismein amount ko invest kar sakte hain hamen acchi learning hasil karke ismein mehnat se kam karna chahie free acchi hai earning hasil kar sakte hain Ham ismein apni marji se time table banakar ismein kam kardelete karne ke liye mehnat bahut jyada jaruri hoti hai ab itna jyada hard work karenge utna hi jyada forex trading mein kamyab honge agar Ham hard work nahin kar sakte hain to is business mein be successful nahin ho sakte hain isliye hamen serious hokar ismein mehnat karni chahie.
                         
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex ko join krny k leye education b zrori ha kia

                          Kisi bhi membr ko join kerny k baad sirf itna kaam aana chaye keh woh yahan pay achi terha say sab read ker sakta ho or achy say type bhi ker sakta ho us k ilava membrs zeyda parhy likhy na bhi hon to is say koi fark nahin parta hay kafi kamyb traders aisy hain keh jo zyeda educated nahin hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex ko join krny k leye education b zrori ha kia

                            Forex ko join karne ke liye bhi education ki jarurat hoti hai lekin yah us Kisam ki education Nahin Hai Humne ismein Koi yah BA karna hai Forex Mein kam karne ke liye Hamen sirf knowledge Hasil karna hai joki Forex se related Hai Iske alava Humne Hamen Kisi Ki Jhanki aur education ki jarurat Nahin Hai Main computer per kam karna Aana chahie internet ka istemal Aana chahie aur Yahi Forex Mein kam karne ke liye education hai Iske alava aapko Koi Aur education Hasil karne ki koi jarurat Nahin
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex ko join krny k leye education b zrori ha kia

                              Ji Haan bhaiya Pakistan Forex ko join karne ke liye hamare pass education bahut important hai acchi education Hogi To Ham achcha sa kam Pakistan Forex Mein Ham kar sakenge Pakistan forex business bahut achcha business hai yahan per educated person Nahin achcha sa kam Karke achcha Sa fayda le rahe hain hamen bhi chahie mehnati je Ham kam Karen acchi education chahie Ham Yahan per acchi Si Ham trading Karen Tu Hi acchi kamyabi milegi

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X