loss hamy apni galtio ki waja sy hota hain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    loss hamy apni galtio ki waja sy hota hain
    agr ham is main greedy ban kar kam kary gy to hamy loss ho sakta hain or hamara account be wash ho sakta hain is main market ka yai hamary brokers ka koi be qasoor nahi hota loss hamy apni hi galtio ki waja hota hamy loss ko sabar sy face karna chahey or is main dil laga kar mehanst sy kam karna chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain or acha bonus hasil kar sakty hain yai online ki dunya main aik king business hain
    ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: loss hamy apni galtio ki waja sy hota hain

    hun ap theek khah rahy han k loss humain apni mistakes se hi hota ha ager humain loss hota ha tu humain is se learning gain kerni chahiay taky hum future main loss se safe rah sakein aur humain kamiybai mil saky ager hum in mistakes ko ignore ker k trdaing karein gy tu is se humain nakami ka samna kerna parta ha.
    • #3 Collapse

      Re: loss hamy apni galtio ki waja sy hota hain

      Loss hum ko apni galtiaya ki waja say hota hai aap ki baat bilkul theek hai forex mein hum ko loss tab hota hai jab hum zayida galtiaya say hota hai agar hum galtiaya nahi kray gay tu hum ko business mein kamyabi hoti hai
      • #4 Collapse

        Re: loss hamy apni galtio ki waja sy hota hain

        G han dear ap ki baat thik hy pakistan foex ik achanaue kamyaab business hy hamin forex min jab loos jita hy to hamin aoni galiti ki waja sy hota hy jab hum forex min trrading karty hoy jaldbazi karty hain aue rules ko follow nahin karty hain jis sy hum firex min loos kar bhety hain apny loos ko kam kaney ka lia hami forex min soch samjh kae kaam karna chaye jis sy hum forex min achi kamyabo ko.ahail.ka rakty haim..
        • #5 Collapse

          Re: loss hamy apni galtio ki waja sy hota hain

          dear friends g han ap ny thk kaha hy forex me loss hamye apni ghltiyon ki wja sy hota hy,jb ham trade krty hy tu trade ka bhe wqt hota hy us wqt sy upar chaly gae tu hamri trade loss me jae gi, agr ham trade ko time par stop kry gy tu hamri trade profit hasil kry gi, ham trade ko sahi tareeqy sy krna chahiye is me kesi bhe qism ki ghlti nhe krni chahi , jis sy ham kamyab ho skty hy...
          • #6 Collapse

            Re: loss hamy apni galtio ki waja sy hota hain

            Pakistan forex forum platform per hamen bhi comment thread create karna chahie Chin mein Koi useful information Ho forum ko Kate read create karne ki ki limit 1 din mein 5 6 hai lekin aapke ek Friend ke kam se kam character 500 hone chahie ab 500 use karke koi bhi acchi aur useful information junior member se pahuncha sakte hain isliye hamesha hi koshish karen ki acchi information provide Karen Taki aapki post ko jyada se jyada like kiya jaaye aur aap ek achcha profit hasil kar saken forex trading mein bonus aapki thanks aur post ki quality ke upar bhi bahut jyada depend karta hai
            • #7 Collapse

              Re: loss hamy apni galtio ki waja sy hota hain

              Iske kafi chances hen keh ghalti se loss hota he magar kai bar ghalti keye bina hi loss ho jata he kyunke kisi ko khabar nahe ke ane wale wakt me markeet me kya hone wala he ap sirf andaza hi laga sakte he ya news waghaera se bhi hint le sakte hen magar kisi ko conferm nahe hota agar koi confarmation hoti to kabhi loss hota he na
              • #8 Collapse

                Re: loss hamy apni galtio ki waja sy hota hain

                forex mai hamy apne galtiyo ko katem kara ky kam karna ho ga pher he hum paisa kama skay gy forex aik acha business hain hum is mai live kam kari sakty hain hum is maai paasia be invest kara skty hain hum is mai part time be kam kar saky han hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai agar lalach iban ky kamkary gy to hamy siraf or siraf loss ho jy ga
                • #9 Collapse

                  Re: loss hamy apni galtio ki waja sy hota hain

                  hamy hamri ghaltio ka wja say hi hamy loss ho skta hain ham jitna bh is main mhant our lgan say kam kary gy to hamy otnaa hi faida hasil hos kta hain hamy is main mhant our lgan say kam kar ka hi acha profiet hasil kar sakty hain ham aapni ghaltio ka wja say hi loss main ja sakty hain ham agr loss main nh jana chahty to hamy chahy ka ham is main achi lgan say hi acha prfoiet hasil kar sakty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: loss hamy apni galtio ki waja sy hota hain

                    Humein apni mistakes ko improve karna chahiyea mistakes ki vaja sy he loss hota hai agar mistakes ko improve karna hai tou us key liye humein knowledge increase karni hogi warna mistakes hoti rahengi or humein loss hota rahyga jiski vaja sy hum kabhi kamyab nahe hosakenegy
                    • #11 Collapse

                      Re: loss hamy apni galtio ki waja sy hota hain

                      g han loss hume apni galtion ki weja se hota ha is liye hume apni geltion per nazer rekhni chahye apni galtion ko ignore nahi kerna chahye apni galtion ko door kerne ki koshish kerni chahye dil laga ker mehnat se kam kerna chahye taake ap loss se bech saken
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: loss hamy apni galtio ki waja sy hota hain

                        Dear friend Sahi kaha hai aapane Hamen losses apni hi mistakes ki vajah se hote hain isliye Agar Hamen Kabhi Bhi nuksan Ho Jata Hai To Hamen uska naam Kisi dusre ko Nahin Dena chahie Hamen Hamesha apni Galti ko thik karne ki koshish Karni chahie apni Galti ko recover karne ki koshish Karni chahie Agar Ham Apne dost se Pareshan hona Shuru kar denge aur uska Ilzaam dusron ko dene lag jaenge To Ham kabhi bhi apna kaam Behtar tarike se karne Ke Kabil Nahin Ho Sakenge

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X