Kiya loss wali trade sabar kerne se profits mein zror ati hay ya nahi...
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kiya loss wali trade sabar kerne se profits mein zror ati hay ya nahi...
    Dear all member mera sawal ap se hy ke forex business mein ager trade kafi days se loss mein ho to us kilye hamain sabar kerna cheye kiya whe sabar kerne se trade profits mein zror aye ge ya nahi please guide keryn es bare mein
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kiya loss wali trade sabar kerne se profits mein zror ati hay ya nahi...

    G han forex trading men jaldi nah karen balkay agar koi trade loss men chali jati hey tu jaldi trade ko close nah karen balkay wait karen aur sabr karen tu ho sakta hey wohi trade kuch time k bahd profit men aa sakti hey aur aksar aesay hi hota hey aur forex trading men sabr ka phal zaroor milta hey
    • #3 Collapse

      Re: Kiya loss wali trade sabar kerne se profits mein zror ati hay ya nahi...

      agr hamari trade loss main chali jaye to hamy is ko close kar dena chahey hamy sabar sy apni galtio ko improve kar ky is main fresh mind ky sath trade lagani chahey pher hi ham kamayb ho sakty hain or acha bonus hasil kar sakty hain yai aik asa business hain jis main kam karny ky liye hamy kisi office jayny ki zarort nahi hoti ham apny gar beth kar is main kam kar sakty hauin
      • #4 Collapse

        Re: Kiya loss wali trade sabar kerne se profits mein zror ati hay ya nahi...

        G Haaaan foRex MaRket doNo TaRaf MoVe KaRti Hai Jahaaan YeH Up Jaati Hai Wahaaan DoWn Bhi MoVe KaRti Hai or isssi WaJaaaa Se Kayi Dafaaa ProFit Wali Tradd Loss Main Chali Jaaati hai or Kayi Dafaaa Loss Wali Tradd ProFit Main chali jaaati Hai HumEn Is Baaat Se PaReshaana Nahi Honaa Chaahiye oR Wait KaRnaaa ChaahiYe Tab Hi Kaamyaabi HoGi....
        • #5 Collapse

          Re: Kiya loss wali trade sabar kerne se profits mein zror ati hay ya nahi...

          market main sabr say hi trade karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur hamain is forum main enter hony say pahly is k bary main learning karni ho gi aur proft ko mange kar k hi hum achi trade karny main bi asani ho saky gi aur hamain is forum main kam karny main bi trade karny main bi koi prblm na ho saky gi aur hamain trend ko use karna ho ga ta k earn ho
          • #6 Collapse

            Re: Kiya loss wali trade sabar kerne se profits mein zror ati hay ya nahi...

            Aisa nahin hota hay akser membr ki yeh aik khush fehmi hoti hay or isi waja say un ko loss bhi zyada ho jata hay kyun keh jab aik trade loss may janay lagti hay to us k baad us ka return hona yeh mumkin nahin hota hay lekin ager aisa ho bhi jaey to yeh membrs ki goodluck hoti hay
            • #7 Collapse

              Re: Kiya loss wali trade sabar kerne se profits mein zror ati hay ya nahi...

              اصل پيغام ارسال کردہ از: mishiali پيغام ديکھيے
              Dear all member mera sawal ap se hy ke forex business mein ager trade kafi days se loss mein ho to us kilye hamain sabar kerna cheye kiya whe sabar kerne se trade profits mein zror aye ge ya nahi please guide keryn es bare mein
              dear friend agar aapki koi trade continue loss mein ja rahi ho to aapko sabar karna chahie lekin apne stop plastic sabar karna chahie hamen apne stop loss se jyada sabar nahin karna chahie kyunki agar Ham apne stop-loss se jyada shabar karegi to tab bhi hamen kafi loss ho jaega isliye hamen stop loss lagakar kam karna chahie
              • #8 Collapse

                Re: Kiya loss wali trade sabar kerne se profits mein zror ati hay ya nahi...

                Dear ager hamara analyse acha ho to hamari trade profit main lazmi ajati hai bus ap saber se kam len loss se preshan ho ker jald bazi main apni trade close na karen r saber se kam lety huy apni trade k profit main any ka wait zaror karen r ager ziyada loss ka dar ho to hamy apni trade ki safety k liye stop loss lazmi use kerna chahye is se hamari trade loss main jany se safe rehti hai
                • #9 Collapse

                  Re: Kiya loss wali trade sabar kerne se profits mein zror ati hay ya nahi...

                  bro apko chaiye ke agr wo trade continue loss me ja rahi ya apko umeed bh nh hai ke wo ab profit me nh jayegi to apko chaiye ke wo trade ko close krden lekin age apko ye lgta hai ya ap ye smjhte hai ke lgta hai ab se kuch der me ye trade profit me ja skte hai to apko chaiye intezar kren or sbr se kam len q ke sbr ka phal mitha hota hai phr ap jld bazi nh kren bilkul bh jabi ap acha profit earn kr skte ho
                  • #10 Collapse

                    Re: Kiya loss wali trade sabar kerne se profits mein zror ati hay ya nahi...

                    Asa to ni ha k jasy hm tread lagay r hmy ose vakt profits mil jay tread kafi time tak loss my rati ha to is ka ya mean ni ha k hm tread ko close kar dy hmy sabar karna chahiy wt karna chahiy hamy market profit b dati h par apny time py kuk market ki satiation hr vakt chang hti rati ha
                    • #11 Collapse

                      Re: Kiya loss wali trade sabar kerne se profits mein zror ati hay ya nahi...

                      forex mai hum jab mistake kar ky kam karty hain to hamara account baned ho jata hain hamy loss ko katem karna ho ag pher he hum pasia kma saky gy forex aik bohat bara business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai agar bager leanring ky kam kary gy to hamy loss ho jy g a is mai hamara koi be boss nahi hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Kiya loss wali trade sabar kerne se profits mein zror ati hay ya nahi...

                        Agar to aap ne money management ke mutabik trade open Ki Hai To aapko Sabar karna chahie aapki loss wali trade profit Mein a sakti hai lekin Agar aapane money management nahin kiya aur Big Lot Lagai Hai To aapki trade loss Mein Hi Chali Jayegi aur aapka account wash ho sakta hai isliye Hamen chahie ki Ham money management ke mutabik trading plan banaen
                        • #13 Collapse

                          Re: Kiya loss wali trade sabar kerne se profits mein zror ati hay ya nahi...

                          Dear jab aap forex main trade laga k sabar karty hain too apko is main faida zaror hota hy aoki trade profit main aa jati hy is sy pehly k agr apka account wash naa hoo agr apka account bara hy too market zaror move kary ge aur aoka loss cover hoo jaye ga aur wohe trade apko prpfit bhe dy ge.
                          • #14 Collapse

                            Re: Kiya loss wali trade sabar kerne se profits mein zror ati hay ya nahi...

                            Market Mein Jab Koi order place karte hain agar phone lost Mai ja raha hai to Sabra karna chahie ya market ki moment dekhna chahie Apna trend change Karegi ya Jyada loss Mein Ja sakti hai agar trend change karne ke chances hain to trade Upar Rahane De profit Mein Aaegi Agar Nahin to Fir close kar dena Jyada lost se bacha Jaaye
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Kiya loss wali trade sabar kerne se profits mein zror ati hay ya nahi...

                              agar aap emotions Mein control karte hain to aapko profit itna Nahin data ki aapki trade profit Mein a jaati Hai ban Kuchlke Hota yah hai ki agar aap ko Kuchh apni trade loss Mein najar aati hai to aap market Mein foran emotional hote hain aur usko close kar dete. Hain Taki aap jyada loss na Karen lekin is situation Mein hamen apne emotions per control karna hota hai takat jo Humne Kiya Hai Ham usko complete follow kar sake

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X