during trading apny emotion ko qaboo main rakhna chahey

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    during trading apny emotion ko qaboo main rakhna chahey
    ham is main live or sada urdu main baat karty hain hamy apny emotion or lalch ko qaboo main rakh kar is main is main mehant sy trading karni chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain or acha bonus hasil kar sakty hain yai aik asa business hain jis main kam karny ky liye hamy kisi be office jany ki zarort nahi hoti ham apny gar bath kar is main kam kar sakty hain yai aik aam job ki nisbat boaht hi acha business hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: during trading apny emotion ko qaboo main rakhna chahey

    G han forex min treading karty hioy hamin apny jazbaat ko kaboo karnan cahye jis sy hum forex min achi treading kar sakin agr hum forex min aoni emotion par kaboo nahin paa sakty hain to hum ko forex min treSing karty hiy bahut loos ho ga iis lia loos sy hum firex min kaam akrny chorny oar majboor ho jaty hain iis lia hamin firex min soch smajh kae kaam akrna chayw jis sy hum firex min avhi treaidng ka rsakin gy
    • #3 Collapse

      Re: during trading apny emotion ko qaboo main rakhna chahey

      Gee haan bilkul theek kaha forex mein jab bi trading krty hai tu apni emotione ko kabo mein rhak Kar trade lagay gay tu aap ko kamyabi hoti hai agar aap jald bazi main trade open kray gay tu aap ko nakaami ho gi
      • #4 Collapse

        Re: during trading apny emotion ko qaboo main rakhna chahey

        forex mai hamy emotions ko qabo mai rahk ky trading karne ho ge pher he hum paias kaama skay gy forex aik acha business hain hum is mai confidence ky sat kam kary gy to hamy kamaybe haisal h jy ge forex aik bohat baara business hain hum is mai raat maai be kam kar sakty hain hm is mai din mai be kam kar sakty hain hum is mai apny boss ap he hoty hain
        • #5 Collapse

          Re: during trading apny emotion ko qaboo main rakhna chahey

          market main emotion ko kabo main rakh k hi trade karni ho gi aur is forum main planing karni ho gi aur hamain market main bi trader banany say pahly is k bary main learn karna ho ga aur hamain market main bi enter hony say pahly is k baryy main learning karna ho ga tab hi hum achi trade karny main bi asani ho saky gi aur hamain is forum main earn ho saky gi
          • #6 Collapse

            Re: during trading apny emotion ko qaboo main rakhna chahey

            G baai aksar aap nay deka hoga k hum jazbaath may aakar ghalath descissions lathay hay jis ke waja say hamay loss hotha hwy lekin avar hum is may apnay jazbaatb ko qaabo may rakay tho hwmwh loss nahee har marthaba profit hoga kionka loss hamasha jazbaatb ke waja say hotha hah.
            • #7 Collapse

              Re: during trading apny emotion ko qaboo main rakhna chahey

              Ji ha dear aap ki bat bilkul theek hy forex market mein trading krty waqqt apny emotion ko controls krna chaiy dear agar hum trading krty howy emotion sy kam krein gy to hum kbhi bhi kamyab nhi ho gy dear humy forex mein emotion sy nhi bulky experience aur knowledge aur full focus sy kam krna chaiy agar hum aisa krein gy to hum zaror kamyab ho gy aur gorex sy achi earning kr saky gy
              • #8 Collapse

                Re: during trading apny emotion ko qaboo main rakhna chahey

                G hy hm treading krty wqta apna emotion ko control krna chya ugr hm aysa nhi kra ga to hm kbhi bh kamyb nhi ho ga or na hi acha profit hsil kr saky ga hm cgya ky hm mhynt sa kam kra ta ky kamyb ho saky........ Jitni ziyada hm konwldg or experience ky sath tread kra ga utna kamyb ho ga
                • #9 Collapse

                  Re: during trading apny emotion ko qaboo main rakhna chahey

                  hamy apny emotion or lalach ko control kar ky is main pori tawjo sy kam karna chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain or acha bonus hasil kar sakty hain ham is main apni marzi sy time table bana kar is main 24 gantho main sy kisi be waqt kam kar sakty hain yai usa or china or new yourk main aik unique business hain or pakistan main be aik legal business hain
                  • #10 Collapse

                    Re: during trading apny emotion ko qaboo main rakhna chahey

                    Emotions par control Kar Kay jab trading ki jati Hy to profit Kay chances increase ho jaty hen kyun Kay yahan koi bhi us wakt Tak kamayab nahi hota Hy jab Tak forex me ap proper active mind Kay sath emotions ko control kar Kay Kam kren acha Kam krny me hi ap ka faida Hy
                    There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
                    • #11 Collapse

                      Re: during trading apny emotion ko qaboo main rakhna chahey

                      Forex mein hum ko kabhi bhi emotional trading nahin karni cahaiye kiok agr hum trading mein apne emotions ko control nahin kar saktay tu is ka MATLAB hai k hum forex mein loss hi karain gey forex mein emotional trading se kabhi bhi faida nahin hota emotional trading se account hi wash hota hai hum ko emotional trading se bachna cahaiye
                      • #12 Collapse

                        Re: during trading apny emotion ko qaboo main rakhna chahey

                        Bilkul trading karte hue Apne emotions ko control Mein Rakhna chahie proper market ki situation ko samjhate Hue aur apne capital ko Dekhte Hue plan Kaisa trading Karni chahie Itna Soch samajhkar proper plan Banakar trading Karenge utna hi best Rahenge bahut hi Achcha business Hai ismein Apna experience level improve karna chahie
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: during trading apny emotion ko qaboo main rakhna chahey

                          trading ma ager ap kamyab hona chahte hen to ap ko apne emotions ko control kerna ho ga kyun ke jo emotional ho ker trading kerte hen wo humesha nakam rehte hen is liye kabi bui emotional ho ker jaldbazi ma trade open na keren kyun ke jaldbazi ma humesha loss hota ha is liye soch samej ker planning ke sath trading keren

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X