Stop loss

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    mere khayal se hamen har cheez market k lehaz se consume karni chaye tou pir hum kafi had tak stop lose kar saktey hen or ziada se ziada take profit kar saktey hen , tou hamen kafi mohtat rehni ki b zarurat hey or isi waja se hum apne karubar mey kamiyab ho saktey hen.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      stop loss sb work myn karna chahye ohir he hm kuch naa kuch baan saktry hn iss k liye zarori hai k hm iss pe ziada sey ziada hard working karen oor apnay loss ko khtam krn loss hr jgah hota hai per ye hm pe hota hai k hm iss ko ks trh stop kar saktey hn..
      • #18 Collapse

        yah dono wo yani kay stop loss or take profit yah aay option hain kay es ko istimal kiyah jaia tu phr aap ko nuksan yah fiada pahlay say hi maloom ho jaia ga es liyah es ko zaroor istimal karian.
        • #19 Collapse

          Dear forex par jab bhi trade laga hoo ap ko us par stoploss or take profit zaroor use karna chahiya.Stoploss sy apko zada loss ni hota take profit sy apko limit tak profit hota hai.
          • #20 Collapse

            stop los ko hamen always use karna chahie kioun keh yeh bohot hi important tool hey aur iski madad se hum apna risk factor bohot achi trha se kam kar saktey hain aur is main kamiyab ho saktey hain.
            • #21 Collapse

              Yes take profit and stop loss ko apni trading mein use kerna chahye yeh trading tools humari help k liye hain hum ko apni trading mein in ko achi analysis k sath use kerna chahye in se achi trading hoti hai means loss b ho to aik had tak hota hai or profits b ache hone mein help hoti hai.
              • #22 Collapse

                g bilukl meray bahi han agar humnay stop loss and take profit agarh um really set nahi kerengay tou hum loss hi ker sakte hen and nearing nahi ker sakengay..
                • #23 Collapse

                  G han app ne sahi kaha ha ye aik asa busienss ha jis me hmen stop loss ka use har trade me karna chahye kyun k ye aik asa business ha jis me hmen achi earning or hm is business me loss se tb hi bach sakty hain jb hm is business me stop loss ka use karty hain
                  • #24 Collapse

                    Bhai mai apko btana chahoo ga k take profit or stop loss trading mai kafi use kiye jatay hai or ye useful tools hai inhay zroor use krna chahiye.Trading mai take profit ko use krnay k liye trader chart pr say red line ko shortly treekay say fix kr skta hai ya phir terminal pr ja kr take profit ko fix kiya ja skta hai.or stop loss ko use krnay k ab yehi method hai.take profit ki madad say hum apni trade ko automatically close kr sktay hai or stop loss ki madad say apnay account ko wash honay say btchaya ja skta hai.
                    https://t.me/pump_upp
                    • #25 Collapse

                      G han app ne sahi kaha ha ye aik asa business ha jis me hmen stop loss ka use har trade me karna chahye kyun k ye aik asa business ha jis me hmen stop loss ka use har tarde me karna chahye tb hi hm is business me achi earning or loss se bach sakty hain
                      • #26 Collapse

                        stop-loss or take-profit se ap ek tareeky se faida utha skty hn k ap demo trading mein inko use krna tb tq seekhein k jb tq apko ap k hr trade se profit na milna shuru ho jaye. or aisa bohat easily or bohat km time mein ho skta ha, apka sirf interest hona chahiye.
                        • #27 Collapse

                          brother ap stop loss ka option use krty ho tw apki trade wahin bnd hojati hai or no profit no loss ka scene on hojata hai agr ap zyada earn krna chahty hain tw apko
                          • #28 Collapse

                            yes in my personal views stop loss is very important and useful tool for the traders in forex trading so you must use stop loss in al of your trades because stop loss can avoid your trading account from huge loss all the time
                            • #29 Collapse

                              forex trading ke market mai bhot se traders jo hai woh sl ka use nahi kerahe hote hai dar se.lekin aisa kerna thek nahi hai kuin ke woh apne equity ko aur bhi ziayada risk mai dal rahe hote hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Dear hmen is business me stop loss ka use har trade me krna chahye kyun k ye aik asa tool ha jis se hm is business me loss se bach sakty hain or ye aik sb se acha tool ha or ye aik asa tool ha jis se hmen is business ka kafi acha experince b asani se hi hasil ho jata haa

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X