agar posting me spelling mistake ho jaye to kia karna chaye?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    agar posting me spelling mistake ho jaye to kia karna chaye?
    spelling mistakes har member se apni har post ho sakti hay es ka ye matlab nahi key apni es mistake ko ignore kia jaye, agar post me spelling mistake ko find kia jaye to per es ko edit kar key apni mistake ko teek karna chaye, kabi be spelling mistake key sath members ko apni post forum me share nahi karni chaye, post ko edit karny ki facility 1 hour tak hoti hay 1 hour key bad koi be member apny kesi be post ko edit nahi kar sakty hey.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: agar posting me spelling mistake ho jaye to kia karna chaye?

    Pehly try kren k post ihtiyat sy kren k us m koi spelling mistake na ho.. Agar phr bhe mistake ho jaye to us post ko edit kr k correct kr len.. Q k agar ap wrong spelling wali post kren gy to apki post forum sy delete bhe ho skti hy.. Zyada chances yahi hoty hen k post delete ho jaye gi..
    • #3 Collapse

      Re: agar posting me spelling mistake ho jaye to kia karna chaye?

      hamy apni spellig mistake ko improve kar ky is main mehanst sy kam karna chahey pher hi ham lss sy bach sakty hain or acha profit hasil kar ky apni life sy gurbat ko katehem kar sakty hain ham isy apna life time professional be bana sakty hain yai kabe be band na hony wala business hain yai aik asa business hain jis mai hamara koi boss nahi hota
      • #4 Collapse

        Re: agar posting me spelling mistake ho jaye to kia karna chaye?

        Je dear agr posting ma kio ghalti ya error ya spelling mistakes hun to es ka bhot asan hal hai, wo he k ap es post ya thread ko edit kar sakty hai, but khosis karni chahe k post k bad foran esko parh lena chahe or foran es ko edit kar lena chahe, ta k foran post or thread ko correct kiya ja saky,
        • #5 Collapse

          Re: agar posting me spelling mistake ho jaye to kia karna chaye?

          Ager post men selling mistakes ho Jay to is ko edit KR k theek karna chay warna post ke quality Kam ho Jay go aur bonus Kam Mily ga.
          • #6 Collapse

            Re: agar posting me spelling mistake ho jaye to kia karna chaye?

            Ap ko post krny ka bed dakna chya ka kaya spelling theak han agr wo sahi na ho to ap ko edit kr lana chya keo ka agr ap post kr daty ho to ap ki post ki quality mutasir Hoti hai
            • #7 Collapse

              Re: agar posting me spelling mistake ho jaye to kia karna chaye?

              Assalamu Alaikum ji friend forex business Mein post karte hue Agar Hamare spelling galat ho Jaate Hain To Hamen chahie pahle apni mistake Dur Karen acche tarike se kam Karen acche experience ke sath quality wali posting share Karen FIR Ham Kamyab Hain Forex businessman Hamen apni mistake Dur karni padegi forex business Pakistan ka King business hai ismein mehnat Jyada Se Jyada Karen
              • #8 Collapse

                Re: agar posting me spelling mistake ho jaye to kia karna chaye?

                I think ke 1 hour hota hai hamare pass bhi Ham apni mistake jo bhi hoti hai. Usko theek kar sakte hain to I think ya agar Ham one hour mein bhi apni mitti theek nahin kar sakte to fir hamen bonus Nahin Milana chahie Isliye hamen chahie ki Ham jo bhi mistake karte hain. Usko theek Karen Kyunki mistake ho jati hai sabse hoti hai lekin jo usko thik karta hai vah apni quality improve karta hai aur fir usko bonus bhi achcha Milta Hai
                • #9 Collapse

                  Re: agar posting me spelling mistake ho jaye to kia karna chaye?

                  hamy mistakes ko avoid karna hi ga pher he hum agy bar saky gy forex aik acha busienss hain hum is maai 24 ganty ma sy kese be wakt ka time tbale bana kar kam kar skaty hain hum is mai mahnet kary gy to hamy kamybe hasal ho jy ge forex paksitan ma legal ban cuka hain hum is mai agar lalachi ban ky kam kary gy to hamy loss ho ga forex aik acha business hain
                  • #10 Collapse

                    Re: agar posting me spelling mistake ho jaye to kia karna chaye?

                    Pakistan Forex ka forum hai aur ismein ham Roman Urdu ke andar type Karte Hain ismein jo bhi lafaz likha Jata Hai Har Bande ki spelling Ek Jaisi Nahin ho sakti isliye post karte hue is Baat Ka Khyal Na Rakhenge Aap ki spelling galat ho jayegi balke Hamen is Baat Ka Khyal Rakhna chahie ki Ham agale Bande Ko apni baat convey kar sake aur usko aasani ke sath samajh a Jaaye
                    • #11 Collapse

                      Re: agar posting me spelling mistake ho jaye to kia karna chaye?

                      Ji bilkul Fox Mein post karte waqt Agar spelling mistake ho jaaye to usko edit karke correct karna chahie aur FIR submit karna chahie taka post delete Na Ho
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: agar posting me spelling mistake ho jaye to kia karna chaye?

                        agar posting mein spellings ki missing Ho jaaye to isase aap ki posting ki quality low Ho jaati hai so aap ko chahie ki aap hamesha apni posting ki quality ko hi rakho aur uske liye spellings ka sahi use karo aur acchi quality ka kam karte raho

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X