Signals ko Kis tarha istemal krna chaheye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Signals ko Kis tarha istemal krna chaheye
    Agar Ham apni trading Mein signals ka istemal karna chahte hain to phir Hamen koshish Karni chahie ke pahle signals ka Achcha knowledge or experience Hasil karne ki koshish karen Kyunki jab tak hamare pass indicator ka knowledge experience Nahin hoga tab tak Ham Achcha signal find nahin kar Sakenge aur na hi acchi Jagah per apni trade open karke Achcha profit Hasil kar Sakenge
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Signals ko Kis tarha istemal krna chaheye

    Kisi bhi membr k pas ja koi bhi signal aata hay to us ko use ker lenay say pehlay yeh kerna hota hay keh pehlay us ko confirm ker liya jaey or us k bad us ko use kerna chaye isi terha say hi safe trading ki ja sakti hay or isi terha say hi profit bhi earn kiya ja sakta hay
    • #3 Collapse

      Re: Signals ko Kis tarha istemal krna chaheye

      You have talked about the signals that how the signal should be used, we should look at the signals before putting the train and we should install the train only after seeing Shivraj, in this way we will be benefited.
      • #4 Collapse

        Re: Signals ko Kis tarha istemal krna chaheye

        hamy acha knoweldge hasil kar ky signal ko use kar ky is main trading karni chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain or acha bonus hasil kar sakty hain ham is main apni marzi sy timetable bana kar is main part time be kam kar sakty hain or ham is main apni marzi sy full time be kam kar sakty hain yai aik asa business hain jis main hamara koi boss nahi hota
        • #5 Collapse

          Re: Signals ko Kis tarha istemal krna chaheye

          market main planing kar k hi hum achi trade karny main bi asnai ho saky gi aur hamain market main bi trade kar k hi hum sucess hon gay aur hamain market main bi trader banany say p ahly is k bary main learning karni ho gi tab hi hum sucess ho sakty hain aur hamain experience hasil kar k hi hum achy say trade kar k hi hum sucess ho sakty hain earn karien gay
          • #6 Collapse

            Re: Signals ko Kis tarha istemal krna chaheye

            Agar aapko kahin se Koi signal Milta Hai To aapko chahie ki aap sabse pahle usko apne banae hue system per jo bhi hua hai. Usmein aap usko apply Karen Agar to vahan bhi aapko same detail deta Hai To fir. Aap usko trade kar sakte hain jaisa ke mein price action per Agar kam Karta Hun To Main sabse pahle kisi bhi indicator ko price action per apply karunga Agar mujhe same results Mile To fir Main usko trade karunga.
            • #7 Collapse

              Re: Signals ko Kis tarha istemal krna chaheye

              jab aap Forex mein working karenge to aapko signals ka use karne ki samajh a jayegi lekin uske liye aapko demo count per acchi tarah se practis karni hoti hai kyunki jab tak aap Jammu account per acchi tarah se practis nahin karoge tab tak aap signals ka acchi tarah se use nahin kar paunga isliye signals ka acchi tarah se use karne ke liye demo account per acchi tarah se practis karna bahut jaruri Hota hai
              • #8 Collapse

                Re: Signals ko Kis tarha istemal krna chaheye

                hamy singals ko follow karna ho ga pherhe hum passia kama saky gy forexak acha business hain hm is mai apne marze sy time table bana kaar kam kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga forex aik best business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain is mai hamara koi be boss nahi han
                • #9 Collapse

                  Re: Signals ko Kis tarha istemal krna chaheye

                  Signals ko istemal karnay say pehly signals kay baray main acha knowledge or learning hona zaroori hay, jis k liye zaroori hay k hum forex forum per seniors say iskay bary main ziada say ziada maloomat lay ker acha knowledge lain.
                  • #10 Collapse

                    Re: Signals ko Kis tarha istemal krna chaheye

                    humain es main planing kar kay kam kar kay es main ache triding kar skty hain our es main acha kam kar kay es main say mnafa kma ckty hain forex main hum den main be kam kar skty hain our hum es main rat main be kam kar skty hain forex main hum market ke movement ko dikh kar es main trid lgaty hain forex 1 acha business hain forex main hum live kam karty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Signals ko Kis tarha istemal krna chaheye

                      Respected members market Mein dekh lena chahie ki Kis Tarah movement best ho sakti hai signal Milte To Hai most significant bhi hote hain Khud analysis karna chahie market ko dekh lena chahie ke Kis prant Mein market ki movement best ho sakti hai FIR use. Per apni trade open ki Jaaye
                      • #12 Collapse

                        Re: Signals ko Kis tarha istemal krna chaheye

                        As-Salaam-Alaikum dosto agar kahin se signal aata hai to hamen chahie ki sabse pahle usko samajh Le Kya hua Baki maja tantrik signal hai yah valuable signal hai kya use per Ham trade kar sakte hain use signal per trust kar sakte hain is SAB dekhne ke liye hamare pass knowledge or experience hona bahut jaruri hai jab hamare pass knowledge or experience Ho Gaya to fir hamen signal ki jarurat nahin padegi Ham khud se signal create kar sakte hain aur dhundhte trade kar sakte hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Signals ko Kis tarha istemal krna chaheye

                          assalamualaikum ji all member forex business bahut achcha business hai ji han bilkul humne signal ko follow karke kam karna chahie hamen chahie ki agar hamen signal ke bare mein nahin pata To hamen apne senior se rahata karke unse soch samajhkar experience lekar kam karna chahie jaldbaji nahin karni chahie agar Ham jaldbaji karenge To hamen loss ho sakta hai
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Signals ko Kis tarha istemal krna chaheye

                            han g bilkul hamn cahiye ke hum signals ko follow kiya katren take hm is main ache tarah se earning hasil kar saken

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X