loss hony par sabit qadam rhein

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    loss hony par sabit qadam rhein
    hamain market main loss say bachny k liye learning karni ho gi tab hi hum sucess ho sakty hain aur hamain market main bi trader banany say pahly is k rules ko mind main rakhna ho ga aur hamain greed ko avoid karna ho ga tab hi hum sucses hon gay aur hamain loss hony par mayoos nai hona chahye aur is forum main bi analsye karni ho gi tab hi hum sucess hon gay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: loss hony par sabit qadam rhein

    Yes dear friends main aapki baat se aagrah karta hun aapane bilkul theek kaha hai agar ap nay Forex main kaam Karna hai to aur agar ap nay kamyaab huna hai to aapko chahie is per mehnat Kar Kay sabit madam rahain aur tension na lain agar ap nay kamyaab huna hai to ap ko chayay Achi Tarah say kaaam karain aur kamyaab ho Jain aur loss hunay par sabit qadam Rahin aur tension na lain
    • #3 Collapse

      Re: loss hony par sabit qadam rhein

      G dear bilkal loss ki soorat main hamain patience karna chahiye or or ye daikhna chahiye kay hum say kahan kotahi ya laparwahi hui hay kay humain is per loss hua hay is liye hamain next time market ko re-analys karna chahiye ta k hum profit earn kar sakain.
      • #4 Collapse

        Re: loss hony par sabit qadam rhein

        Jo log forex trading men loss honay ki waja se preshan ho jatay hen woh kamyab traders nhi ban saktay aur loss tu business ka hissa hey iss liay loss ho ya profit dono time hamari feelings aik jesi honi chahiay aur loss men tension lenay ki bajay pahlay se ziyada mehnat aur himat jari rakhen tu zaroor loss ko profit men badal saktay hen
        • #5 Collapse

          Re: loss hony par sabit qadam rhein

          Ji ha dear aap ny bilkul theek kha hy members ko chaiy k agar un ko loss ho tu voh preshan na ho bulky sabit qadam rhy phir hi voh kamyab ho saky gy humy chaiy k hum bhaut zyada mhenat krein aur forex forum pr zyada sy zyada post krein ta k hum acha bonus hasil kr saky aur phir us bonus sy achi trading kr k earning kr saky
          • #6 Collapse

            Re: loss hony par sabit qadam rhein

            G han dear ap ki baat thik hy pakistan forex ik acha aue kamyaab bsuiness hy forex online min treading karty hoy hum ko loos bhi hota hy aur profit bhi hita hy q k loos aur profit forex treading ka hisaa hain iis lia hamin fofex min loos hony ki soorat min sabit kadam rehena chaye hamin f orex ko horna nahin cahye hum ko chahw ka him forex min ziyada sy ziyada mhenat kairn agr hum fofex min loos ki wajs sy chorin gy to hum kbhi bhi kayaab nahin ho sakty hain..
            • #7 Collapse

              Re: loss hony par sabit qadam rhein

              g han hamain sabit qadam rkhna ho ga tab hi hum sucess ho osakty hain aur hamain is forum main planing karni ho gi tab hi hum achi trade karny main bi asani ho saky gi aur hamain market main information achi ho gi tab hi hum achy say trade karny main bi trad ekarny main bi koi msla na ho saky gi aur loss say bachny kl iye learning karni ho gi ta k earn ho saky gi
              • #8 Collapse

                Re: loss hony par sabit qadam rhein

                Loss hota hai to aap bilkul bhi tension mat Nahin aap usko just ignore Bhi Mat Karen lekin aap use per profit Hasil karne ke liye aur usko recover karne ke liye mehnat Karen use per planning Karen jab tak aapke planning hogi aap ne management ke sath kaam karoge To aapko prapt hoga isliye achcha kam karne ke liye aapko market ke rules ko follow karna padta hai. Tuhi aap market Mein kamyabi Hasil kar sakte hain.
                • #9 Collapse

                  Re: loss hony par sabit qadam rhein

                  Dear ap ki bat bilkul theak h main ap ki bat sy agree karti houn forex main hamin hamesha sabit qadam rahna chihye hamin mahnat k sath kam karna chihye agr loss ay jata h phr bhi q k forex aik busnes h jis main hum bagair investment k bhi kam kar sakty hain hamin mahnat k sath kam karna chihye tab hi kamyab ho sakty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: loss hony par sabit qadam rhein

                    agar hamy loss ho jy to hamy darna nahi chaey hamy sabr karna chahey hamy loss ys learning gan kar ky mahnet karne chaey pher he hum aby bar saky gy forex aik amm business ke nisbat acha business hain hum is maa parat time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kamk ar sakty hain hum is mai apny boss ap he hoty hain is mai hamara koi be boss nah hain
                    • #11 Collapse

                      Re: loss hony par sabit qadam rhein

                      Assalam o alaikum dear friend welcome in forex forum Pakistan dearest friend bilkul thek likha hy k Forex mein aap ko kabhi profit to kabhi loss hoskta hy dear friend tension free ho KR kam krein aur loss aanay pr preshan na hon , because jb aap trading main Hain to market up ya down hy to du mein aik kam zror hota hy loss ya profit thanks friend
                      • #12 Collapse

                        Re: loss hony par sabit qadam rhein

                        agar aapko loss Ho jaaye to aapko kabhi bhi tension nahin leni chahie balki AAP sab ko hamesha shabd ke sath kam karna chahie kyunki jab tak aapse baat nahin karenge tab tak aap apne dost ko recover nahin kar paoge kyunki loss ko recover karna bahut jaruri hota hai aur loss ko recover karne ke liye acchi tarah se shabd ke sath kam karna bahut jaruri Hota hai
                        • #13 Collapse

                          Re: loss hony par sabit qadam rhein

                          Forex market Mein loss Sabko hota hai apne law Se Hone Wali mistake Ko Dekhkar learning Karni chahie aur FIR proper plan Banakar Apne loss ko recover kiya jaaye Kabhi Bhi Apne Los se pareshan Nahin Hona chahie seekh sewkh Kar Hi Kamyab trader banaa Ja sakta hai sikhana samajhna chahie ISI mein kamyabi hai
                          • #14 Collapse

                            Re: loss hony par sabit qadam rhein

                            g han loss hone per preshan na ho bulke sabit qadam rehen forex trading ma humesha strong logon jko join kerna chahye jo loss hone per himat na haren bulke loss ke bad bi sabit qadam rehen or loss ke bad zyada mehnat keren taake loss ko recover ker saken or kamyab trader bun saken
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: loss hony par sabit qadam rhein

                              Thek kaha ap ne hame loss hone par bhi sabit qadam rahna chahiye aur loss ka samna himat ke sath karna chahiye aur sabar karna chahiye jo log loss ki wajah se himat haar jate ha aur sabit qadam nahi rahte wo nakaam he ho jate ha loss forex ka part ha aur hame is ka samna karna chahiye

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X