Thora thora kr k insan door tk chla jata hy.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Thora thora kr k insan door tk chla jata hy.

    Aisa hi hota hai agar Ham greed Nahin karte To Ham Kamyab Ho jaate hain. Lekin Agar ham. Mehnat karte hain tab aisa hota hai. Hamen mehnat Karni chahie just apne kam ko focus karna chahie aur acche se accha kam karne ki koshish Karni chahie Ham jitni practice karenge hamara knowledge improve hota hai aur jab hamara knowledge improve hota hai to vahi Ham profit kar sakte hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Thora thora kr k insan door tk chla jata hy.

      You have said that a little person goes a little far, saying that when a person works hard, he works hard and moves so much that he becomes a great person and achieves great success
      • #18 Collapse

        Re: Thora thora kr k insan door tk chla jata hy.

        Dear friend Aisa he hai agar Ham minimum se maximum ki taraf jaane ki koshish karen to Ham Aisa kar sakte hain aur yah Hamare Apne bus ki baat hai isliye Hamen koshish Karte Rahana chahie kabhi hamen na Kami ka Samna Ho Jaaye to Pareshan Nahin Hona chahie balki apni mehnat ko aur bhi double karne ki koshish Karni chahie Taki Ham Usi Ka Main abhi ko aasani se Hasil kar sake aur Achcha profit Hasil karne Ke Kabil hun
        • #19 Collapse

          Re: Thora thora kr k insan door tk chla jata hy.

          G Han dear katra katra smander banta hi. Isi trah thuri thuri mehnat KR hum akher Kar forex business men zrror successfull ho Jain gy.
          • #20 Collapse

            Re: Thora thora kr k insan door tk chla jata hy.

            Bilkul aisa hi hai Jab daily basis per time Dete Hain Thodi Thodi learning lete rahte hain knowledge improve Hota rahata Hai To kamyabi Mil Hi Jaati Hai Koi Bhi Kam Hai Jab usmein time Diya Jata Hai Gujarte Hain Lamha to Aastha Aastha knowledge Banta jata hai aur usmein Behtar work kar paate Hain
            • #21 Collapse

              Re: Thora thora kr k insan door tk chla jata hy.

              ji han bilkul aise hi hai ki thoda thoda karke insan bahut dur Tak Chala jata hai jaise ki Forex trading mein bahut se log aise bhi Hain jinhone apna loss kar karke bahut kuchh sikha Forex trading se uske bad aaj 40 Forex profit hi kar rahe hain loss nahin kar rahe tu matlab yah ki hamesha karna hoga aur kahin Pyaar Na hoga fir bhi Ham Forex trading mein jyada kamyab Ho payenge
              • #22 Collapse

                Re: Thora thora kr k insan door tk chla jata hy.

                dear apki baat sahi hay agar ham markeet main slow and steady wala formullaa use kartay hain to ham is main success bhi hos aktay hain aur markeet ko ziada say ziada samjhnay k baad is main achi earning k bhi kabil ho saktay hain is liye better yahi hay k ham kisi kisam ki jald baaazi say kaam na lain balk markeet ko aisay samjhain aur aisay daikhain jaisay yeh kabhi bhi na khatam honay wala kaam hay tab he ham is markeet say kuch earn kar saktay hain.
                • #23 Collapse

                  Re: Thora thora kr k insan door tk chla jata hy.

                  step by step ap apna safar karen to ap dair se sahi lekin mazil tak pounch he jaty hain aisey apko trading main karna hota hai pehle apko market ko samjhna hota hai or phr apko samjhna hota hai analysis ko uske bad trens ko sab kuch k bad apko karna hota hai trade jo k apko in sab batun k bad a jati hai or ap achi trade k qabil ho jaty hain
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #24 Collapse

                    Re: Thora thora kr k insan door tk chla jata hy.

                    Forex trading mein agar Ham start mein main last hota Hai to Hamen bardasht karna hoga aur apne emtion ko control karna padega tabhi Ham Forex trading mein kamyabi eh hasil kar sakenge Forex trading mein Hamen money management se kam karna chahie koshish karen Jitna hamare paas balance hai apne balance ke mutabik choose Karen jyada risky trade na Lena Agar Ham Forex trading mein thoda thoda karke earn karne ki koshish karen to Ham Forex trading se apne profit ko increase kar sakte hain aur ham apna knowledge bhi patair kar sakte hain.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X