Hmen treading mn lot size kam use krna chahye .

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Hmen treading mn lot size kam use krna chahye .
    Salam all forex member mn ap ko batana chah rahi hn treading mn km lot size use krna chahye hmara balns chahe jitna bhi ho hmara lot size km hi rehna chahye hmen ziyada lot use kr k loss nhi lena chahye ku k aik maheny k bad hmen bonous milta h hmen soch smjh k kam krna chahye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Hmen treading mn lot size kam use krna chahye .

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Queenhaider پيغام ديکھيے
    Salam all forex member mn ap ko batana chah rahi hn treading mn km lot size use krna chahye hmara balns chahe jitna bhi ho hmara lot size km hi rehna chahye hmen ziyada lot use kr k loss nhi lena chahye ku k aik maheny k bad hmen bonous milta h hmen soch smjh k kam krna chahye
    Trading mein lot size go kam use karna chahie yahi hamare liye best formula hai agar Ham basic lot se kam karenge to Ham profitable trading kar sakenge aur agar Ham big lot ke sath reading karenge to Ham lose Ho jaenge isliye hamen chahie ki Ham small lot ke sath kam karenge hi hamare liye best hai
    • #3 Collapse

      Re: Hmen treading mn lot size kam use krna chahye .

      G dear bilkal lot size jitna kam hoga iska matlab yahi hoga kay hum apnay capital ko achy tariqy say utilize kar rahy hain, or achi planning ki yahi ilamat hay kay hum apny capital ko save kar kay forex trading per lot ko kam lay k acha profit lay sakty hain or ziada loss say b bach sakty hain.
      • #4 Collapse

        Re: Hmen treading mn lot size kam use krna chahye .

        opf course lot sioze k bhgor trading ki hi nahee jati qk lot suize to zarror set kerna prta hy kum ya zeeada best hoga keh hum forex mein lot size kum use krein to hi best rahy gaa qj iusmein risk bhut kumj hota hy or loss hony ka lkhtra bhi nahee hota lehzxa jiyna lot size kum urtna prfit lenuy mein mind bnhi easy rehta hy or hum khud bhi relacxtouinb rehty hein ...
        • #5 Collapse

          Re: Hmen treading mn lot size kam use krna chahye .

          dear friend ap na theak kaha ha k forex trading mn achhi trading krnay k liay small lot use krna chayay lekin meray khial mn apko forex trading mn lot size apnay account ballance k hisab sa rakhna chayay ta k ap achhi trading kr k achha profit bhi hasil kren
          • #6 Collapse

            Re: Hmen treading mn lot size kam use krna chahye .

            Dosto agar AP loss se bachna chahte hai to hame chahiey keh ham lot size Kam se trading Kare aor dosto acha trader wohi hai Jo risk nahi let's balkeh profit gaining karta hai behtar planning ke Kar ke.
            PRACTICE MAKES MAN PERFECT
            • #7 Collapse

              Re: Hmen treading mn lot size kam use krna chahye .

              agr ham is main new hian to ham kam lot lagani chahey pher hi kamyab ho sakty hain or acha bonus hasil kar sakty hain agr ham is main expert hain to ham is main big lot laga sakty hain yai aik asa business hain jis main kam karny ky liye hamy kisi be office jany ki zarort nahi hoti ham pany gar beth kar is main kam kar sakty hain yai aik best business hain
              • #8 Collapse

                Re: Hmen treading mn lot size kam use krna chahye .

                Good question hum ko forex min pnlien treading karty hoy lot size kam use karna chaye jis sy hum forex min acji treading kar ka acha profit haial kar skaty hain ya phir hamin lot size apny account min balnce ka hisaab sy rakhni chaye jis sy hm forex min treading akrty hoy apny account ko safe rakha sakin qk jitna lot size kam hi gi otna hamra account safr rahy ga aur hum firex min acji treading bhi kar akaty hain....
                • #9 Collapse

                  Re: Hmen treading mn lot size kam use krna chahye .

                  agar Ham lot size bar rakhe get to hmain buhat loss ho ga kyon ke agar hmain aik bhi trade loss de GI to hmara account wash ho jaaye ga aur ye Ham is liye karte Hain ke Ham zeyada learn karain AP earn tab karain ge jab AP ke pas account AP ka rahe ga agar AP ke pas AP ka account hi nahi rahe ga to AP ko loss ho ga is liye acha kaam karne ke liye AP ko mehnat karni ho GI
                  • #10 Collapse

                    Re: Hmen treading mn lot size kam use krna chahye .

                    market main planing karni ho gi ta k loss km ho sakty hain aur hamain lot of size ko km rakh k hi trade karni ho gi ta k loss km ho sakty hain aur hamain is forum main kam kar k hi hum achy say trade karny main bi asani ho saky gi aur hamain is forum main bi greed ko avoid karna ho ga ab hi hum achy say trade karny main bi asani ho saky gi ta k earn karien gay
                    • #11 Collapse

                      Re: Hmen treading mn lot size kam use krna chahye .

                      Dear Hamara kam lot size hi Hamare account ko bacha sakta hai aur Hamen nuksan Se Dur kar sakta hai isase Hamen Hamesha apni trading Mein kam lottery Sambad karne ki koshish Karni chahie Taki Ham Achcha profit Hasil Karke Hukum abhi Kidhar Lekar Ja sake Aur nuksan Ka Saamna kam Karke Achcha fayda Hasil karne Ke Kabil Ho Jaaye Yahi Hamare account ke liye best hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Hmen treading mn lot size kam use krna chahye .

                        yes,dear maine bahut saray aisay bhi traders ko daikha hay k jin k pass is markeet ka acha khass knowledge honay k bawjood bhi wo is markeet main bahut jaldi say bahut big lose ka shikaar ban jatay hain iska maksad yahi hota hay k wo markeet main experience ko kam say kam use kartay hain aur markeet main lalach say kaam kartay hain jiski wajha say wo aik he trade ya aik he din main sara kuch earn karna chahtay hain aur markeet say khud lose kar jatay hain aisay traders wahi hotay hain jinka apni trades main lots k size ka koi target nai hota hay.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Hmen treading mn lot size kam use krna chahye .

                          g han humay trading may lot size kum karna chahiyay or lot size kum kur kay he trade kurni chahiyay or loss say buchna chahiyay jub hum is forum may acha kam kuray gay or achi posting kuray gay to humay acha bonus gain ho ga jis say hum kafi achi trade kur saktay hain or humay kamyab honay kay liyay laluch ko bhi apnay ap say door rukhna ho ga tub he hum kamyab hon gay or asani say achi earning gain kur sukay gay

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X