Time ke qadar krni chahaiy aik trader koo

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Time ke qadar krni chahaiy aik trader koo
    Aslam o alikoum dear main y khana chah rha hu kay forex trading main time ke kafi importance hai too time say bhi learn krna chahaiy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Time ke qadar krni chahaiy aik trader koo

    Wasalam..me umeed krta hn AP sb khariet se hn ge.. welcome to Pak forex forum Han ji dear bilkul AP ne sahi kaha hai k forex forum per Kam kerny waly members ko wakt ki kadar kerni chahea q k jab Tak AP wakt ki kadar nhi karain ge to AP kabi b Kamyab nhi ho sakain ge agr AP wakt ki kadar nhi karain ge to wakt AP ki kadar nhi Kare ga aur AP kamyab nhi hn ge is Lia AP sb ko Chahea k AP wakt ki kadar karain..
    • #3 Collapse

      Re: Time ke qadar krni chahaiy aik trader koo

      Forex market mein kaam kertay huay humara time hi sub sae zayada qeemati hota hai kyun kay jub market ki situation achi ho gi aur hum uss mein trade nahin kerain gay tou humain uss ka nuqsaan ho ga hum uss waqt apna time zaya ker dain gay yehi tou humain soch ker kaam kerna hai kay hum nay market sae faida kaisay hasil kerna hai iss lye time ki qadar kerain
      • #4 Collapse

        Re: Time ke qadar krni chahaiy aik trader koo

        walikum, slaam
        mery khyal mein shee baat ki hy apny kehg hamin trading kerty hwiuy waqt ki bhut zeeada qdfer kerbi cvhaiy qk waqt bhut qeremti khazna hy or hamrey liuy ik aNM,OL TOUHFA HY QWK AGER hum apna kam waqt py krein gy to hi hamry liuy best hoga ager hum khoshias krein keh aopna time target k mutabik spend krein to hi hamry liuiy best hogaa
        • #5 Collapse

          Re: Time ke qadar krni chahaiy aik trader koo

          Forex market may jo bhi kam karta hya ager kamyab hona chta hya to iss ko apna time zaya nahi karna chya iss nay ager zaya kar diya to dobar hat may nahi aya ga isss liya hum ko iss may zada say zada mahnat karni chya hum zaror kamyab ho saktya hya
          • #6 Collapse

            Re: Time ke qadar krni chahaiy aik trader koo

            Dear brother ap ki bat bilkul theek hey agar ap forex k regular trader hen tu phir fazool kamon men apna time zaiya nah karen balkay poori tawaja forex trading pe rakhen aur koshish karen k sara time trading pe surf karen aur apnay time ko adjust karen aur daily base pe 6 se 8 hours zaroor forex trading men kam karen
            • #7 Collapse

              Re: Time ke qadar krni chahaiy aik trader koo

              Wohi acha maqaam aor Zindagi me kamiaab hoote hai Jo time ki qadar karte hai waqt ke saath chalte hai wohi kamiaab insaan bante hai hame chahiey keh ham apna ziadà se ziadà time forex ko de Kar waqt ko qeemti banaey aor acha bonus hasil Kare.
              PRACTICE MAKES MAN PERFECT
              • #8 Collapse

                Re: Time ke qadar krni chahaiy aik trader koo

                اصل پيغام ارسال کردہ از: qaiserabbas786 پيغام ديکھيے
                Aslam o alikoum dear main y khana chah rha hu kay forex trading main time ke kafi importance hai too time say bhi learn krna chahaiy
                Time hamare liye bahut hi important hota hai hamen time ki Kadar karni chahie aur apne time ko waste nahin karna chahie tabhi Ham successful ho sakte hain aur agar Ham time ko important nahin lenge to Ham FIR successful bhi nahin ho sakte hain
                • #9 Collapse

                  Re: Time ke qadar krni chahaiy aik trader koo

                  g bilkul sahi baat ha aik trader ko time ki qadar kerni chahye kyun ke time ki qadar kerne wale hi kamyab hote hen jo log weqt ki qadar kerte hen apna he kam weqt per hetem ker lete hen ase log hi kamyab trader bunte hen kyun ke weqt guzer jata ha wo kabi wapis nahi ata weq ki pabandi kerna zarori ha
                  • #10 Collapse

                    Re: Time ke qadar krni chahaiy aik trader koo

                    Dear friend Forex trading ho ya koi bhi aur kam ho Hamen Har kam Mein Waqt ki Qadar Karni chahie Kyunki jab tak Ham Waqt ki Kadar Nahin Karenge tab tak Hamare liye Apna Har kam Waqt par karna possible Nahin ho sakega isliye Agar Ham Chahte Hain Ki Ham acchi kamyabi Hasil Karen acche bharkar Bane To Hamen Apne time ki Kadar Karna Ho Gaya Apne Har Kaam ko Waqt par karne ki koshish Karni Hogi
                    • #11 Collapse

                      Re: Time ke qadar krni chahaiy aik trader koo

                      G bhai jan hame time ki kadar karny chahiye time ki kadar karna bohat zaroori hota ha kamiyab wo log he hote ha jo apne time ki kadar karte ha time ki kadar karne se he ap kamiyab ho sakte ha kiu ke guzara hua time wapis nahi a sakta is liye is ka acha istemaal kare
                      • #12 Collapse

                        Re: Time ke qadar krni chahaiy aik trader koo

                        yes ye bilkul theek baat hai har insan ko apne waqat ki qadar karni chahey kunke humari gindgi mein time ki bohat aehmeyat hai or humen apne farg time ko fajool kamon mein zaya nehi karna chahey or humen apne farge time ko achey kamon mein hi sarif karna chahey isse hum apni gindgi mein kamyyab insan ban sakte hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Time ke qadar krni chahaiy aik trader koo

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: qaiserabbas786 پيغام ديکھيے
                          Aslam o alikoum dear main y khana chah rha hu kay forex trading main time ke kafi importance hai too time say bhi learn krna chahaiy
                          Time Hamare liye bahut hi jyada kimati hota hai Hamen Apne time ki Kadar Karni chahie aur time ko kabhi bhi vyast nahin karna chahie Hamen acche tarike se apne time ko utilise karna chahiye aur Achcha kam karne ki koshish Karni chahie iske liye Humne mehnat Karni chahie
                          FRD 07 TRADING JOURNAL
                          • #14 Collapse

                            Re: Time ke qadar krni chahaiy aik trader koo

                            WALIKUM ASSALAM g bro apne bilkul sahi kha bro trader ho ya koi bh ho time ki qdr hr bnde ko krni chaiye q ke jagr waqt ek bar chala jaye to lot kr phr dubara nh ata or jo bnda time ki qdr krta hai to wqt bh us bnd eki qdr krta hai or jo bnda wqt ko kh deta hai to wqt bh us bnde ko kho deta hai to hame chaiye ke mehnat kren or time ki pabandi kren
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Time ke qadar krni chahaiy aik trader koo

                              Time bht hi qeemti hai or har ek ko iski qadar krni chaye. Specially ek trader ko bht zyda qadar krni chaye Q k jitna zyda time ek trader forex ko smjhny main lgye ga wo sb uska credit hoga Q k jitna zyda us k pas knowledge hoga wo forum pr members k sath share kry ga or phr us se zyda se zyda bonus Hasil kry ga or jab b wo trade kry ga us k pas knowledge hoga tu wo market ka trend easily find kr ly ga. Or hmsha uski har trade easily profitable ho g or usko loss ka koi darr ni hoga.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X