Confidence and decision power.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Confidence and decision power.
    Forex trading maie khud ethmadi insan mein majbooti paida karti hai agar Ham Forex trading mein kamyabi chahte Hain to hamen khud par depend karna padega himmat karna padegi tabhi Ham Forex trading mein strong ho sakte hain aur ismein earn kar sakte hain. Aur ham strong decision Le sakte hain Forex trading maie .
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Confidence and decision power.

    dear jotna mjhe is ke bare men knowledge hai us ke hisab se agr hum forex pe ek discipline ke sath work kren r rules ke mutabiq kaam kren to hamen is pe kaam krne se acha confident milta hai jisko hum apni real life men bhi use kr skte hain r trading krte hoe agr hamara confident acha hoga r hamen acha knowledge hoga to hum acha faisla le skte hain jo keh hamari kamyabi ke lye lazmi hai
    • #3 Collapse

      Re: Confidence and decision power.

      G hey bilkul thk kha hy ugr hm forex main kam krna ky lia acha konwldg or experines ho ga to hm forex ky mutbk kam kr ky kamybi hsil kr saky ga........ Jitna ziyada konwldg ho ga utna confidanes sa kam kr saky ga or utna HI acha displin sa kam kr saky ga..... Hm hmsha mhynt sa kam krna chya ta ky kamyb ho saky
      • #4 Collapse

        Re: Confidence and decision power.

        G han dear ye bat tu hai kay ap ka confidence he ap ki jeet hai tu ap nay es mai ager kam karna hai tu ap kam confidence kay sath aur power kay sath he karain tu better hai kiyu kay ap kam acha kartye hain tu ap es mai kafi had tak kamyab ho jatye hain
        $$$ Never Give Up $$$
        • #5 Collapse

          Re: Confidence and decision power.

          hamy confidence ky sat kam karna ho gaa pher he hum pasia kaama saky gy forex aik amm businesss ke nisbat acha business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kair sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary g to hamy loss ho jy ga forex pakistan mai legal ban cuka hain hum is mai apny bosos kud ap eh hty han
          "The mind is everything, What you think you become"
          • #6 Collapse

            Re: Confidence and decision power.

            confidence say hi trade karni ho gi tab hi hum sucess ho sakty hain aur hamain markt main kam kar k hi hum loss say bach sakty hain aur hamain market main bi expeirnce hsail kar k hi hum achi trade karny k kabil ho sakty hainn aur hamain har jeet otu sath sath chalti hai so hamain soch samjh k hi hum kam karna ho ga tab hi hum achy say earn karien gay
            • #7 Collapse

              Re: Confidence and decision power.

              yes dear ap na thek kaha forex ma kam kartay huay hmara confidence aur decision power bht zaruri ha tb hi thek time par situation k mutabik decision la sakain gay jin sa hmain faida ho ga agr hm confident ho k faislay nhi karain gay to hm double minded ho jaen gay jis sa mistakes hon gi
              • #8 Collapse

                Re: Confidence and decision power.

                agar AP ke pas knowledge hota hai to hi AP decisions Le sakte hain aur agar Ham practice karte Hain to hi hmain confidence bhi Milta hai jis ki waja see Ham acha kaam karte hain agar Ham acha kaam Karen ke liye yes sab Nahin kar sakte hain to phir ham yahan kameyab nahi ho sakte hain is liye acha kaam karne ke liye hmain mehnat karna buhat hi zaroori hai is liye agar Ham mehnat Nahin karain eg to Ham kameyab nahi ho sakte
                • #9 Collapse

                  Re: Confidence and decision power.

                  hamy best confidence ky sath kud desicion ky sath is main mehant sy kam karna chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain or acha bonus hasil kar sakty hain ham is amin apni mrzi sy bager paiso ky account bana kar be kam kar sakty hain yai aik asa business hain jis main hamara koi boss nahi hota ham is amain apny boss ap hi hoty hain haim
                  • #10 Collapse

                    Re: Confidence and decision power.

                    asslam o alaikum daer members akr forex mein kam karne kailye hum mein konwalge ho ga to hum kamyab hun gaye .hum konwalge ka hona zarori hai hum es mein confidance se kam karye aur apna kam daily ka daily kartye rahyee.
                    • #11 Collapse

                      Re: Confidence and decision power.

                      Membrs ko koi bhi fesla leny k liye khud pay aitmad hona must hota hay or yeh aitmad tab hi gain hota hay keh jab membrs achy say or confident ho jaain is k liye forum pay reh kar boht kuch learn kerna hota hay or work bhi kerna hota hay yeh aitmad hasil ker lenay k liye hardwork kerna hoti hay
                      • #12 Collapse

                        Re: Confidence and decision power.

                        Ji hn jb humaray pas confidence ho ga to hamari decison power bahot awlla ho gee ur confidence kaisay aata hay confidence humary knowledge ur experiance say aata hay agar humaray pas knowledge ho to ham easily kam kar sktay hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Confidence and decision power.

                          Forex trading me hamen confidence paida karna padega hamen Apne lash se bardasht karna padega to Ham Forex trading mein acche decision Le sakte nafa nuksan aur Karobar ka hissa hai insaan ko nuksan se ghabrana nahin chahie himmat karni chahie acche ki ummid rakhen .
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Confidence and decision power.

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Waheedkayani پيغام ديکھيے
                            Forex trading maie khud ethmadi insan mein majbooti paida karti hai agar Ham Forex trading mein kamyabi chahte Hain to hamen khud par depend karna padega himmat karna padegi tabhi Ham Forex trading mein strong ho sakte hain aur ismein earn kar sakte hain. Aur ham strong decision Le sakte hain Forex trading maie .
                            Forex ki market ke upar kam karte waqt Ek chij Ka Khyal Rakhna chahie ki ham log ful time confidence ke sath kam kar rahe hain aur uske bad dusri chij yah hoti hai ki Ham logon ko overconfident bhi nahin Hona Har chij ko proper planning ke sath kam karna hai

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X