market situation ko smjh k trade karna h

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    market situation ko smjh k trade karna h
    is forum main planing karni ho gi tab hi hum achi trade karny main bi asani ho saky gi aur hamain market main bi greed ko avoid karna ho ga tab hi hum kamyab ho sakty hain aur hamain market main part time main bi job kar skaty hain aur hamain market main planing karni ho gi tab hi hum achi trade karny main bi asnai ho saky gi aur expeitrnce hasil karna ho ga tab hi hum sucess hon gay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: market situation ko smjh k trade karna h

    Assalam o Alaikum dear forex members ma umeed krta hon kh ap sb khariyat se hon gy G bilkul forex trading ma galti se bht loss ho sakta hai es liye hmhen samjh dari se kaam lena ho ga market situation ko dehan ma rakh kr trade krni ho giii tbhi hm kamyab ho sakty hn.
    • #3 Collapse

      Re: market situation ko smjh k trade karna h

      G Han market ko smajh KR he treading krni chahiy ager market ko nibsamjhin gy to kabhi bhi kamiyabi Ni Mily gi balk loss he hoga.
      • #4 Collapse

        Re: market situation ko smjh k trade karna h

        ji han ap ny sahi kaha hay keh hamen market ki situation ko smjh kar hi ismen trade open karni chaheay aor hamen forex market ko smjhna zarori hay agar hum achi trah sy kam karen market kay trend ko smjhen aor acha analysis karen tb hi hum ik profitable trade open kar skty hain
        • #5 Collapse

          Re: market situation ko smjh k trade karna h

          Koi bhi trade open kerny sy pehly jab ham market ki situation ko puri terha samajh lety hain tou phir hamain forex market main open ki jany wali her trade main profit hasil hony ka chance hota hai jabky agar ham baghair sochy samjhy trade open ker lety hain tou hamari aesy trade main bahot kam profit ka chance hota hai
          • #6 Collapse

            Re: market situation ko smjh k trade karna h

            Markete ko samjh ker hi or us k baad members ko trading kerni chaye or is begher trading kerny ka risk nahin lena chaye kamyab traders bhi koi bhi trade open kerny say pehly markete ko achi terha say anylise ker letay hain or us k baad woh apni trade may kamyb hoty hain
            • #7 Collapse

              Re: market situation ko smjh k trade karna h

              market main soch samjh k hi trade karni ho gi aur market main kam kar k hi hum apni har zrroat ko pora kar ksaty hain so hamain markt main bi part time main bi job kar skaty hain aur hamain is k bary main anlayse kar k hi trade karni ho gi atb hi hum achy say trade karny k kabil ho sakty hain aur hamain demo main practice kana ho ga tab hi hum sucess hon gay
              • #8 Collapse

                Re: market situation ko smjh k trade karna h

                Dear forex members Ummeed hy sab achhy hon gy
                Kisi bhe kam ki trh ,forex trading bhe aik tricky business hy is me wohi trader kamyab hota hy jo market ki movements ko samaj kar trade kry ye situational awarenesses trader ko boht achha profit de sakti hy
                • #9 Collapse

                  Re: market situation ko smjh k trade karna h

                  hum tradde laga kar acha munfa kama sakrt hain hamy ache learning gain kar ky forex mai kam krna ho aga pher he hum agy bar saky gy forex aik onlin ebsiness hain hum is mai 24 gant mai sy kese be wakat ka time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss h oga is mai dunya ky bary bary mumalik shamil hain
                  "The mind is everything, What you think you become"
                  • #10 Collapse

                    Re: market situation ko smjh k trade karna h

                    hamy market ki sitition ko achy sy samaj kar is main freh mind ky sath trade lagani chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain or acha acha bonus hasil kar ky makret main run kar sakty hain ham is main day main kam kar sakty hain or ham is main apni amrzi sy night main be kam kar sakty hain ya aik asa business hain jis main ham apny boss ap hi hoty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: market situation ko smjh k trade karna h

                      hamy market ke movement ko samjna ho ga pher he hum paassia kama sky gy forex aik unique business hain hum is maai paarrt time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai agar lalchi ba ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga hum is mai apny boss ap he hoty hain forex aik acha business hain hum is mai apny boss ap he hoty hain
                      • #12 Collapse

                        Re: market situation ko smjh k trade karna h

                        Salam walekum doston bilkul sahi baat hai ki markar ki situation ko samajh Kar Hi hamen Forex trading mein chat karna chahie agar market Koi signal nahin Ho Gaye to hamen bilkul nahin karni chahie hamen wait karna chahie Sabar karna chahie jab hamen Koi market signal de tab hi hamen Forex trading mein trade open karni chahie kyunki is tarah hi ham log kamyab honge
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: market situation ko smjh k trade karna h

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Tarik پيغام ديکھيے
                          is forum main planing karni ho gi tab hi hum achi trade karny main bi asani ho saky gi aur hamain market main bi greed ko avoid karna ho ga tab hi hum kamyab ho sakty hain aur hamain market main part time main bi job kar skaty hain aur hamain market main planing karni ho gi tab hi hum achi trade karny main bi asnai ho saky gi aur expeitrnce hasil karna ho ga tab hi hum sucess hon gay
                          Jab tak Ham Logon Ko market ki situation ka pata nahin chalta hai tab tak Ham Logon Ko newtrade open Nahin Karni chahie Bahut Yaad Aati aapke sath trading Karni chahie Kyunki Iske andar bahut jyada loss ka Ham logon ka risk Hota Hai

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X