Trading experience
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading experience
    Trading experience ka andaza es time lagta hay jab trading me loss ho jata hay aur account balance low ho jata hay es condition me agar traders emotional nahi hoty aur loss hony key bawajood be apny rules key mutabeq aur confidence key sath trading karty hey to es se traders key experience ka andaza hota hay, esy bahot kam traders hoty hey jo loss hony par apny emotions ko control me rak kar trading karty hey, loss ho jaye to expert se expert trader be kesi had tak emotional ho sakta hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading experience

    G ap nay ager achi or safe treading karni hya to iss kay liya hum ko iss may apna experience ko incress karna chya iss kay bad hi hum iss may achi earning kar saktya hya
    • #3 Collapse

      Re: Trading experience

      Forex mein kaam kernay kay lye forex ka experiance hasil kerna bahut zaroori hai experiance.kay beghair forex mein kamyabi hasil kerna mumkin nahin hai aap ko chahyea kay forex mein mehnat sae kaam kerain iss ko seekhain iss mein apnay knowledge ko improve.kerain ta kay aap ko forex mein kamyabian milain
      • #4 Collapse

        Re: Trading experience

        trading experience ke base pe hum apne lye acha profit le skte hain qk sb se important kaam hota hai market ko smjhna agr koi bhi member market ke movement ko smjh jata hai to woh apne lye daily basis pe earning hasil kr skta hai r trade ka experience us waqt increase ho skta hai jb keh us ke bare men basic knowledge ho r uski practice demo account pe ho
        • #5 Collapse

          Re: Trading experience

          Junab trading main experience ke zurarth hai or experience hasal karny ka lay hamy demo main practice karni ho ge us ka sath sath forex main regular practice jari raky inshallah AP ko kafi experience hi Jay gay.ga.
          • #6 Collapse

            Re: Trading experience

            Assalamu Alaikum ji friend Forex trading mein experience ki jarurat hai aur experience Hasil karne ke liye Hamen Demo per practice karni padegi uske sath sath Forex Mein regular practice Jari rakhen Inshallah aapko Kafi experience ho jaega forex business Duniya ka number Van business hai is mein mehnat jyada Se Jyada Karen
            • #7 Collapse

              Re: Trading experience

              Dear friend forex trading main kamiyab ho na hain or achi earning karni hain to ap ko forex trading ka eaxpirense or knwoallge ho na bhot zarori hain agr ap ky pas ho ga to ap achi earning kar saky gy is liye trading ka eaxpirense or knwoallge gain karin or demo pr daliy pacrtice karin or dil laga ky kam karin ta ky ap trading ka eaxpirense or knwoallge gain kar ky real acount pr achi earning kar saky or kamiyab trader ban saky
              • #8 Collapse

                Re: Trading experience

                teachers hamari trading karne mein sirf help kar sakte hain jab ke demo account hamari trading karne mein practically help karta hai aur hamen market ke ab share down hone ka bhi pata chalta hai isliye mere sal mein to demo account sabse best teacher hai teachers hamari trading karne mein sirf help kar sakte hain jab ke demo account hamari trading karne mein practically help karta hai aur hamen market ke ab share down hone ka bhi pata chalta hai isliye mere sal mein 2 demo account sabse best teacher hai
                • #9 Collapse

                  Re: Trading experience

                  Je Han friends forex treading k andar hum ko experience ki bohat zaroorat hoti ha q k hum forex main treading us wakt hi Kar saktey Hain jab hamarey pas treading experience hoga or hum ko treading k barey main mukammal information hogi tab hi hum profit full treading Kar k achi earning Kar saktey Hain
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading experience

                    Forex men trading experience ka andaza us time lagaya ja sakta hay jab account loss men ja raha ho aur trader apnay account ko bachanay men kamyab ho jata hay aur loss ko jald recover kar leta hay aur ye kam ek experienced trader he kar sakata hay hamen money management sy kam karna chaye tab he forex men kamyab ho sakty hen.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X