Emotion control =profit ,loss =jald bazi

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Emotion control =profit ,loss =jald bazi
    Dear members forex trading main ap k emotions bht ziada asar andaz hoty hain maximum traders sirf is waja se loss utha baithty hain keh woh khud pa apny emotions pa control ni kr sakty halankeh woh un k pas experience bhi hota aur knowledge bhi mgr sirf jald bazi ki waja se loss kr baithty hain.hamesha trade ko wait k bad shuru kren aur wait k bad stop jald bazi na kren. Thanks
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Emotion control =profit ,loss =jald bazi

    G han dear apny bahoot he achi baat ke hy agr froex main hum kaam karty hain aur paisy kama chaty hain too humain in chezon ka kheal rakhna hoga aur humain us main soch samjh kar kaam karna hoga keun k forex main kamyaabhi mehnat sy he milti hy jitni zuada mehnat humain utni he zyada kamyaabhi.
    • #3 Collapse

      Re: Emotion control =profit ,loss =jald bazi

      G hum ager apnya emotion par kabo nahi rakya gay to iss say hum ko zada loss ho sakta hya ager hum iss liya hum ko iss may suber say kam karn chya takya hum iss may kamyab treader ban sakya
      • #4 Collapse

        Re: Emotion control =profit ,loss =jald bazi

        Yes emotion ko control ma karny sy he profit mel sakta hai, forex ma jald bazi sy he loss hota hai, agr ham kam lot sy trade open karyn gy to he ham sabar kar sakyn gy, but agr big lot set ki to bhot muskil ho jae ga acct ko bacha pana, emotion ma b beh ni jana chahe,
        • #5 Collapse

          Re: Emotion control =profit ,loss =jald bazi

          forex trading ma apne emotions ko control kerna ho ga kyun ke trading ma emotion bilkul nahi use kerne chahye ager ap emotions ko control ker ke soch samej ker trading keren ge to ap ko profit ho ga lakin ager ap jaldbazi ma trade open keren ge to ap ko loss ho sakta ha kyun ke jaldbazi ka end humesha loss hota ha is liye jaldi ma kabi trading na keren
          • #6 Collapse

            Re: Emotion control =profit ,loss =jald bazi

            forex trading main jo log apny emotions par control nahi rakh paty hain wohi jald baz hoty hain or jaldi he apni trading kar k paisa hasil akrna chahty hain osk bad un ko loss ho jata hai jub k yah method apko kbhi bhi apni trading main kamyab nahi hony deta hai es liye aghr ap kamyab hona chahty hain tu apko chahye k ap apni trading main zyda se zyda tahamul se kam lay kar kam karenq k yah risky business hai jis main ap jald bazi main kbhi bhi kamyab nahi ho skty hain
            • #7 Collapse

              Re: Emotion control =profit ,loss =jald bazi

              forex main kam karny kay ley humain es main ziada emotion nahin hona chahey our es main humain boht jlde main kam nahin karna chahey agar hum es main lot say trad ko open karain gain to humain es main loss be ho skta hain es ley humain es main bry ayhtyat say kam krna ho ga to he hum es main loss say bach skeein gain forex 1 aasan business hain hum es main mahnat say kam karty hain
              • #8 Collapse

                Re: Emotion control =profit ,loss =jald bazi

                Jo trader bhi loss outaty hn unki bari vaja yeh hoti hy k voh apny emotional ko countrol nai kar paty hn unhen profit hasal karna chiy aur loss sy ziyada sy ziyada beachna chiy hamen bhi jaldbazi nai karni chiy qk jaldbazi sy ham apna nuksan kar jaty hn ham na sahi time py apni trade close kar paty hn aur na close kar paty hn aghar ham jaldi karty hn tou.
                • #9 Collapse

                  Re: Emotion control =profit ,loss =jald bazi

                  Agar hum emotions ko control me rakh ker kam karengey tou zuroor profit hasil hoga or agar hum jald bazi sy kam karengey tou loss hoga humein hamesha emotions ko control me rakh ker kam karna chahiyea or hea koshis karni chahiyea ky panic na krain
                  • #10 Collapse

                    Re: Emotion control =profit ,loss =jald bazi

                    Ji haan friend yah Baat aapane bilkul sahi kahi hai ke Agar Ham Apne emotions ko control Mein Rakhenge To Hamen profit Hasil Hoga aur Agar ham jaldbazi se kam Karenge To Hamen loss bhi ho sakta hai ab aap khud choice kar Lain k aapane loss karna hai yah profit Hasil karna hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Emotion control =profit ,loss =jald bazi

                      Dosto agar ham emotional hoo Kar trading Kare ge to ham dosto hoo sakta hai ham se loss bhi hoo jaaey lekin dosto hame chahiey keh ham dear fellow sabar soch samajh ke saath work Kare taa keh ham loss se Bach sake.
                      PRACTICE MAKES MAN PERFECT
                      • #12 Collapse

                        Re: Emotion control =profit ,loss =jald bazi

                        Je Han friends hum ko forum par apney amotions ko control main rahk Kar Kam karna hoga agar hum jaldbazi main Kam karain gey to hum ko forex main loss k siwa kuch hasil nhi hoga or na hi hum achi earning Kar sakain gey is laiy hum ko chahiay k hum soch samajkar Kam karain or so ey emotions ko control main rahkain
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Emotion control =profit ,loss =jald bazi

                          Theek kaha hai aapane agar Ham Apne emotions ko control Mein Rakhna Sikh Jaate Hain To Ham bahut accha profit Hasil karne ki koshish kar sakte hain lekin Agar Ham Apne kam Mein Jaldi karne ki koshish Karenge Apna Kaam jaldi jaldi finish karne ki koshish Karenge profit Hasil karne ki jaldi Karenge To Hamen bich nuksan ho sakta hai isliye Hamen Kabhi Bhi Is Tarah ka Kam Nahin Karna chahie Soch samajhkar working Karke Achcha profit Hasil karne ki koshish Karni chahie

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X