kiya hum forex ko as a job samj sakte hain?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #151 Collapse

    Nahe dear forex trading aik business hy our ager apo iss ko as a job consider karein gy to iss main agey bharna mushkil ho jaey ga koun aik job say app ko monthly ki income ati hy lekin forex aik easa business hy jes main aik din main huge earning ki ja sagti hy our zero bhe ho sagti hy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #152 Collapse

      forex ko jese be karna chahen ham kar skate hen or isko ham ak business ki trah be kar skate hen or ak job ki trah be kars kate hen lakin jo eanring hoti he woh hamari achi efforts ki waja se hi ho skati he is lie hamare pass skills hon gi toh ham isko as a job kar skate hen
      • #153 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: adnanahmed00666 پيغام ديکھيے
        kiya hum forex ko as a job samj kar working kar sakte hain or is sy itni earning kar sakte hain ky humhain kisi or job ki zaororat feel na ho?
        yes foex ko hum job samjh sakty hain, ye bohot best job hy aur har koi chhata hy k wo forex trader ho aur apny aap py usy fakhar hota hy k mein is business ka hissa hun, forex aj kal poori duniya mein popular business hy
        • #154 Collapse

          Bahi jan maray khayal say forex trading ko job nahi samaj saktay because job main firxed time and fixed income hoti hay jabkeh trading business main earning and loss unlimited hota hay.
          • #155 Collapse

            forex trading basically aik online currency exchanging ka business hay aur jin kay pass job nai hay is ko wo as a job kar sakty hain abqi job waly bhai is ko part time main kar kay apni income ko grow kar sakty hain kuinkay is business main time ka koi issue nai hay
            • #156 Collapse

              Yes, why not, we should work as a serious job of this forex. We can learn the techniques and skills from the experience of others and obviously whatever we get the experience from trading of this forex. We can earn money from this great platform, and make our future.
              • #157 Collapse

                main already job holder hn chahta hn k meri earning r increase ho ta k expense beer kr sakon isi liay forex ko join kia time manage krna pata hy learning face main n abhi umeed hy k earning bhi start ho jaiy jaldi
                • #158 Collapse

                  g han bhai jaan ham forex trading ko as a job samajh sakty hen laikin ye aik bahut hi acha buissness hai q k is men ap ko kafi profit loss ho sakta hai
                  • #159 Collapse

                    kua hum forex ko aik bhiet i acha kum kr skty hae or hm ass ko aik bhiet hi achi job bhi forex mein kr skty hae q k forex aik bhet hi bust kumhay aor forex aik bhiet hi acha business hae
                    • #160 Collapse

                      mere khayal se agr is ko as a business samjha jaye to zayada better rahe ga kyun k is mein aap ko loss b ho sakta hai aur boht zayada earning b ho sakti hai
                      • #161 Collapse

                        my dear forex aik business hai aur hume isse business hi samjhna chahiye kiun k ye job ki tarhan nahi hai iss me agar profit howa tu humara hi hoga aur agar loss howa tu wo bhi humara hum khud iss k malik hote hain.
                        • #162 Collapse

                          ham iss ko ak job samjh kar join kar sakty hain or iss ham iss ko ak job samjh kar join kar sakty hain or iss mai kam kar k earning kar sakty hain ye best business hai earning karne k liye iss mai
                          • #163 Collapse

                            g han hum isss business ko as a job kar sakte han ager hamare pass sahi experience ho to phir humhe job karne ki b zarorat nahi pare ge.pahle iss business ko seekhna chahiye phir as a job iss business ko karna chahiye ta k hume loss na ho hum thora thora profit banate rahen.
                            • #164 Collapse

                              g hain bhai jan forex mein hum job ke tor par use kar sakte hain ur is mein hum money earn kar sakte hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #165 Collapse

                                g nahi bahi jan ham forex ko as a job nahi kr sakte hn balke ye khud ka business he is me ham kisi ke under kam nahi krte balke khud apni ability pe kam krte hn or earn krte hn

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X