news sy be trading mein faraq perta hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    news sy be trading mein faraq perta hai
    dosto news sy hum ko ya pata chalta hai k ab market up hogi ya down is ki madad sy hum ko trading mein faida hota hai trading karna aasan hojata hai trading ki leya news ka be pata hona zarore hai jis terhan expert news sy faida laite hain hum ko be faida mand cheezon ko istamal karna chahye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: news sy be trading mein faraq perta hai

    News mein trading se kafi jyada Fark pad jata hai isliye hamen chahie ke yahan trading ke darmiyaan mein agar news a jaaye to hamen apni trade ko close kar dena chahie kyunki agar Ham apni trade ko chalne denge to ho sakta hai hamen bahut jyada nuksan ho jaaye isliye hamen apni trade ko band kar dena hi achcha hai
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
    • #3 Collapse

      Re: news sy be trading mein faraq perta hai

      g han bhai jan forex market main jo new market par asar andaz hoti hain aghr wo achnak a jay tu market move kar jati hai es liye hmain chahye k hum news ko watch kar k trading karen jis k bad hmain market ko achi trha se analysis karny main asani hoti hai or hum apni trading main bhi acha profit lay skty hain aghr hum es trha se trading karen q k jub tak hum market ko follow nahi karengy tu hmain kabhi acha profit nahi mily ga
      • #4 Collapse

        Re: news sy be trading mein faraq perta hai

        G han dear ap ki baat bilkul thik hy hamin firex min treading karty hiy hamin daily news ko read akrna bahut zarooei hy jis sy hamin firex min markeet min up down hoany ka ota vhal jata hy ka kiss pair ki markeet uo ho rahi hy ya phir down ho rahi hy ios lia hamin forex min avha kniwledge ka sath markeet ko achy sy aynamize kar ka hum firex min avhi treading kar ka acaha profot hasil kar skaty hain.
        • #5 Collapse

          Re: news sy be trading mein faraq perta hai

          G han dear ap na bhut hi acha sawal kia h forex main news sy bhi farq parta h hamin chihye k hamesha trading karny sy pahly market ko analys karin aur news ko zaroor dakhin is sy hamin andaza ho jata h k hum kaisy trading karni h aur hum is tarha sy achi trading kar sakty hain hamin mahant k sath kam karna chihye
          • #6 Collapse

            Re: news sy be trading mein faraq perta hai

            yes dear news ka forex market par kafi effect hota ha aur kai bar news k baad market unexpected move karti ha is liay hmain news k time par trading nhi karni chaiay aur news k mutabik apni trade ko open aur adjust karna chaiay
            • #7 Collapse

              Re: news sy be trading mein faraq perta hai

              G haan bilkull dosto news se trading me bht faida milta hai aor hame trade pair ki movement ka pata chal jata hai keh aj market up me jaey gi yaa down so news of forex se updates hote rahe.
              PRACTICE MAKES MAN PERFECT
              • #8 Collapse

                Re: news sy be trading mein faraq perta hai

                ham news ko watch kar ky is main trade lagani chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain or acha bonus hasil kar sakty hain agr ham is main jald bazui sy tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho sakta hain agr ham loss ko cover nahi kary gy to hamara account be wash ho sakta hain is main market ka yai hamary broekrs ka koi be qasoor nahi hota
                ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                • #9 Collapse

                  Re: news sy be trading mein faraq perta hai

                  news ko dekh kar he humain es main triding karne ho ge to he hum es main loss say bach skty hain forex market move karte hain humain es ke movement ko watch kar kay es kay rulz ko follow kar kay es main trid lgane chahey to he hum es main trid lga kar es main achay tridr bn skty hain forex main kam karny kay ley humain es main boht se mahnat ke zrurt hite hain
                  • #10 Collapse

                    Re: news sy be trading mein faraq perta hai

                    hamy news ko watch kar ky forex mai kam kran ho ga pher he hum passia kama skay gy forex aik acha business han hum is mai raat mai be kam kar sakty hain hum is ma idin mai be kam kair sakty hain hum is mai agar lalch iban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga forex aik acha business hain hum is mai agar lalach iban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga forex aik acha business hain hum is mai apny boss ap eh hoty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: news sy be trading mein faraq perta hai

                      gee ha my dear forex forum friends news say bee trading main bhoot hee faraaq parta hain ku ka news say hamaya pata chalta hain kaya markiting up hogi yaa down is saya hamaya bhoot faida hota hain wo is tarha hamaya markiting trading karna main asani hoti hain is lia hamaya trading karna say pahlya news dakhni chahia agar hum news dakha bagar trading karta hain to hamaya loss hona ka 90% chansa hota hain
                      • #12 Collapse

                        Re: news sy be trading mein faraq perta hai

                        G han ap jb bhi trade open karen news ko dekh kr open karen kui k news sy trade pe boht fark parta hai apko profit bhi ho sakta hai aur apki teade boht bary los me bhi ja sakti hai es lye news pe nazar rakhen agr apki trade profit me ho aur news apki trade k khilaf ajaye tu apki teade los me ja sakti hai aur apko los ho sakta hai.
                        • #13 Collapse

                          Re: news sy be trading mein faraq perta hai

                          Jbnews Chalti Hai to market ke andar bahut jyada flow Jata Hai market bahut jyada Upar aur niche Jaati Hai news ko analyse karna bahut Mushkil kam hai is liye Jin logo Ka capital kam Hota Hai vah news pay trade na Karen technically market ko analyse Karen aur uske bad trade ko open Karen aur ismein money management ko Kabhi Bhi Na Bhulen . Stop loss aur take profit ko lazmi trade me include Karen
                          • #14 Collapse

                            Re: news sy be trading mein faraq perta hai

                            Aisa hi hai Jab Bhi news Aati Hai yah to market bahut fast Ho Jaati Hai Ki maximum Logon ke kaun si watch Ho Jaate Hain ya fir market bahut slow Ho Jaati Hai Hamen chahie ki Ham news ke dauran trading co avoid Karen Yahi Hamare account ke liye best Hoga Agar Ham trading news ke dauran karne ki koshish Karenge to maximum chances Hote Hain Ki market Hamare against mauka Jaaye Agar market Mari saver Mahmood Karti Hai To Hamen bahut Achcha fayda bhi Hasil ho sakta hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: news sy be trading mein faraq perta hai

                              Salam everyone... Ji blkl theak kha hai apny.. Q k jb koi bari news ati hai to broker us py ajeeb trha sy reavt krty hn or is wja sy market ki situation b change hoti h or investors ka behavior b change hota hai... Is sy trading py farq prta hai.. Isly mn to yi prefer krti hn k subha zada bri investment nh krni chaiy.. Blkl market trend ka wait krna chaiy

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X