Those who are still loser in Forex
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1171 Collapse

    Most indicators constructed from the elementary "building blocks". Learn these basic components and sharpen their knowledge into practice. When building the graphics pattern pay attention to the new driving forces of the market.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1172 Collapse

      Forex market is the large place for money earning but most of the trader lose money for they are own mistake.I think Forex trading good business ,but very hard for money earning,so 90% trader lose money.I think main reason for lose ,most of the trader start trading without proper education and enough demo trading practice ,I think Both are very important for protect our lose.
      • #1173 Collapse

        Yes forex me still loser wo hoty han jo hard working nahe karty forex koi asan business nai hai aur hum is ko itni asani say nai seekh saktay jitna asan ye lagta hai,is lye hame chahye k hum forex me anay say pehlay isay sekhen aur phr ek achay trader bnanay ki koshish kare.
        • #1174 Collapse

          those who are still loser.. ????? un logn ko chaye k wo phly proper guidance len.... nd demo acount per achy trhan sy practice karen..... taky ziada sy ziada experiance hasil kar k achi trah sy trading kar saken....
          • #1175 Collapse

            ji haan janab forex business mai sirf trading hoti hain kyun k forex business main trading kar k hum kaama sakty hain and money earn kar sakty hain isliye humein chayeh k hum traidng ko sikhey and is main mehnat karey ..
            • #1176 Collapse

              Bhai agar apko consistent loss ho raha hai to ap socho Kay apsay KON si mistake ho rahe hai bat bar jis ki waja say apko loss uthana parhara hai agar apko ye nahi samajh araha ka kia in stake hai to ap demo account ka is stamal karo or us mistake ka pata lagao or phir usko dour kro jb wo dour hojae to real account pay trading kar Kay prophet gain kro.
              • #1177 Collapse

                bhai jo forex trading mein loss karein aur uske baad kuch seekhein na us se aur kabhi bhi koi practice na karein to usmein apko loss to hoga hoga aur yahi wajah rahi hain ke ap forex mein loser hi rahein ho
                • #1178 Collapse

                  Forex main loser is liay success hasil nahain ker patay q kay wo apni trading aor os main honay wali galition pay focus ki nahain kertay jub kay kisi bhi business main honay wala nuksaan worker hi galition ka natija hota hy. Jub tak wo proper tarikay say forex ko nahain sekhain gay wo is main success hasil nahain ker suktay .
                  • #1179 Collapse

                    My dear friends main forex trading market main khud ko abi losser to nai keh sakta. kiyun ke main market main new hon or abi mujhe market main real account main agar loss hota ha to main is ko or improve karon ga.
                    • #1180 Collapse

                      Jo is business me abhi tk loss kar rahy hain un ko chahe k wo is business me mehnat se kam kareen or un ko chahe k apny loss se experince hasil kareen kyun k ye aik asa business ha jis me hmen kafi loss ho sakta ha zara c galti se b isi liye hmen soch smjh k kam karna chahe is business me
                      • #1181 Collapse

                        gorex trwxing in agar kisi ke OAS experience nahi hy to who UA buznees ko ja hi kare to acha hy in ki cajye kah eoh apne seneyar we mil jar us biznees min kam mare tabii us min we profit hasil kar sakta hy
                        • #1182 Collapse

                          Assalamo Alaikum.
                          Akser log forex me atay hen ye soch k forex hamaray saray khuwab poray kerega, ham yahan ameer ban jayenge,
                           
                          • #1183 Collapse

                            Assalamo Alaikum.
                            Akser log forex me atay hen ye soch k forex hamaray saray khuwab poray kerega, ham yahan ameer ban jayenge, hamara lifestyle change hojayega but jab loss hota hai to forun he forex se chale jatey hen.
                               
                            • #1184 Collapse

                              bohat hi informative thread hai.hum ko apni mistakes ko repeat nahi karna chahye aur us se lesson ly k agay bharna chahye aur apne analysis kar k khud py depend karna chahye na k kisi aur py.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1185 Collapse

                                Assalamo Alaikum.
                                Akser log forex me atay hen ye soch k forex hamaray saray khuwab poray kerega, ham yahan ameer ban jayenge, hamara lifestyle change hojayega but jab loss hota hai to forun he forex se chale jatey hen. Kabhi kisi ne ye socha hai k kese Forex hamaray khuwab ko pora kerga.
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X