Those who are still loser in Forex
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    In my view those who are still in loss in their real/live trading they must have hurried themselves into this real trading, they must have skipped their learning process and must have moved on to real trading more earlier and quicker than they should have done without gaining good knowledge first so I think they should concentrate on learning again and developing good strategies in demo account.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      Jo points ap nay btayn hain bilkul theek hain because loss onhay hi hota hay jin kay pas knowledge kam hota hay. wo log sirf luck par depend kartay hain isk ilawa on main greed bhi bohat zayada hota hy. wo log zayada profit ki lalach main apna bonus bhi loss karwa daitay hain. isi liye onhain looser kaha jata hay
      • #78 Collapse

        bilkul theek kha apa ny dakhin gltian to sab sy hi hoti hain or kamyaab vo insaan hy jo k apni ki gai gltion sy kuch seekhy na k un ko duhray. agr duhray ga to phly ki trha losses hi hon gy
        • #79 Collapse

          Jee han. Aik naya trader start hi main loss ho jane se bilkul disheart ho jata hai aur phir uss ke liye trading karna bohat mushkil ho jata hai aur fear uss ke mind main aa jata hai. Aap ne bohat achi tips di hain. Main bhi in ko zaroor follow karon ga.
          • #80 Collapse

            ga han bhai mera ye khena hai ke forex koi mushkil business nai hai liki uske bawajud hum us me still loser bante chale ja rahe hai hame chaiye ke hum forex me trading ko ziyada tarji de or ise achi tarha samje or agar kuch samaj nai ata to apne expert se help le or apne trading me increass kare or apne nuqsan se bache..
            • #81 Collapse

              Forex main jo koi bhi achi trha se knoweldge aur experiecne hasil nahin karta hey woh always is main loser hi hota hey aur is main abhi tak woh log loser hain jo isko without knoweldge aur experiecne ke join kar rahey hain.
               
              • #82 Collapse

                if we are trading in forex then we should have acknowledge that forex is not a place where we go and just collect money and come back dear it's place where we have to walk on thrones loser do not learn form their mistakes and they are loser again without having consideration on our mistakes we are not able to earn money with forex trading so first learn and then earn
                 
                • #83 Collapse

                  Insan ko mehnat krty rehne chaiye aur uss k silaa ka intazar krne se acha hai k wo kuch naya try kry...aur galtiya insan se hoti hai magar jo log apni galtiyo se nahe sekhty wo hamesha lose he uthty hain so humein apni galtiyo se sabak lena chaiye aur next time assi cheezo se becarefull rehna chaiye..:)
                  • #84 Collapse

                    g han agar ham apni poroni mistakes ko dakhain aur pher ham ak achi soch aur halat ko dakhty hovy trade karin to hamain profit ho ga insan to hamasha galteion sy he sakhta ha
                    • #85 Collapse

                      agar hum ko kisi b business m loss hota hy tu hum ye soch ty hn ky q loss huwa or ess sy kesy bacha ja sakta hy, same ye cheez forex business m b apply hoti hy loss dar asal ye indication hota hy ky hum ghalati kar rahy hn or agar wo ghalati improve karain tu phir loss hamar profit m tabdel ho jai ga.
                      • #86 Collapse

                        dear those who are losing in forex trading busienss i think that they need to do practice more and ore about forex trading and i think that practice makes a man perfact and i think that thy also become perfact before trading on real forex trading accoutn
                        • #87 Collapse

                          ma new hun mjy forex ma loss ane hun ha lakin jn ko loss ho jata h to unhy cahey ka wo apny los sa sabq seekyn aur jtne zaida prctice krn ga utna zaiad acha ho ga aaur los sa har na many
                          • #88 Collapse

                            Mere khayal se new traders ko basic se shoro krna hota hain agar apka basic concept clear hoga to apko age sikhne main or samajhne main khas mushkil paish nahi aegi. To start hamesha basic se liya kren kisi bhi cheez ki.
                            • #89 Collapse

                              many of trader are making the loss of money in the forex trading business, they will only lack of knowledge ,impatience and greed trading, so, they will face the loss of money in the forex trading business. so, you will take care
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                jo forex ko abhi tak nahin seekhey hain aur abhi bhi is main without knoweldge and experience ke is main work kar rahey hain to phir unhen abhi tak forx main loss hi hota hey aur profit nahin ho sakta unehn.
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X